Indigators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indigators
    Dear friends mai aj apko ye batana chahta hu k hame jb meta trader use krty hai tu hame is chez ki bhut confusion rehti hai k hum kon konsay indigatoruse karen q k indigator hame signals dete hai k kis hisab say market ka trend chal raha hai to jaha tak mera khayal hai meri nazar mai subsay acha indigator moving average hai jo bare bare trader or chote say chote trader sub use krtay hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indigators

    Trading market main wese tounkafi indicatores hain jin par hum kam karte hain aur jin ki help se hum achi trades kar sakte hain in main jo insicatores ache hain un main moveing averige rsi aur bolinger bande zada popular indicatores hain jin par log kam karte hain lekin jaha tak meri information hay humain in par zada bhi trust nai karna cahiay kiu k ye humain har ba right trade nai btate
    • #3 Collapse

      Re: Indigators

      Ji bilkul jab hum trading kertay hain to hum us main signals ko use kertay hain tamam signals humain market ki sahi direction btatay hain ye signals market ki sahi move btatay hain wese to tmam signals bht achay hota hain lekin moving averrage bht best hy ye takreeban tamam traders use kertay hain or is se bht benifit hasil kertay hain
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        Re: Indigators

        yes indicator kaafi saray hotay hain magar ye beginners ko mallom nahi hota hay kay which one unky liye best hay so beginners ka experience nahi hota unko RSI aur eskay divergence sekhnay chahiye jab wo smajah ajay uss pe agar achi strategy bana len gay acha faida hoga RSI kay divergence bohat famous hain
        • #5 Collapse

          Re: Indigators

          Meta trader 4 trading ky liye bahut acha software hai. Ye use kerny mein bahut easy hai. Is mein kafi sary indicators built in mojood hain.
          Hamein indicators ko use kerna ana chaye. Q ky indicator hamein market ko analyse kerny mein kafi madad dety hain. Ager indicator ka sahi istamal a jaye to hum market ko kafi brhter treeqy se analyse ker ssky hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Indigators

            MT4 pa avilable all indicators buhut achy ha lakin hum es pa mukamal itibar us waqt kar sakty ha jab hum es k bary ma tek tak knowledge hasil kary us k baad hum in indicators sa faida utta sakty ha

            اب آن لائن

            Working...
            X