trading mein confidence ki ehmyeet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein confidence ki ehmyeet
    Forex trading business mein confidence ki buht ziada ehmyeet hy kiok agr hum ko forex trading business mein confidence nhi hy tu hum achi trading nhi kar saktay aur dar kar hi trading karain gay js se loss hi ho ga is liye confidence ko acha karne k liye learning karni cahaiye aur demo account par peactice kar k experience hasil karna cahaiye js se trading mein acha confidence hasil kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein confidence ki ehmyeet

    Trading my confidance hamara hamy agy ly k jata hy jis k andr counfidance nai hota hyy who kamyab bhi nai hota hy our kamyabi k liya bhot zarori hy k ham apna counfidance bnaye sahi kam kry ham our bhot zeada ham hardwork kry taky hamy is mrket my sahi kamyabi ho jaye
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: trading mein confidence ki ehmyeet

      forex trading mn kamyabi k liay trader k confidence ka barra role ha ap jitnay confidence k sath kam kren gay ap utna he achha kam kr sken gay trader ko apnay ap pr confidence hona chayay k mn trading mn kamyab ho skta hon agr ap k pass confidence ki kmi ha to ap trading mn kamyab naen ho sktay
      • #4 Collapse

        Re: trading mein confidence ki ehmyeet

        forex ma agr ap koi b trade confident ho kar nahe karo ge to us sa ap ko bohot zayada loss hone k khatra ha isleya ap ko jo b trade karne ha us ko confident ho kar trading karo agr ap positive ho kar trading karo ge to is sa ap ko profit hone k chance zayada ha.
        • #5 Collapse

          Re: trading mein confidence ki ehmyeet

          Confidence k bagair koi b kam nai kiye ja saktaa agr ap confidenc say kam karin gay too ap bohat kamyab hon gay ar sai treekay say kam karin gay ar trading b achi kar gay
          • #6 Collapse

            Re: trading mein confidence ki ehmyeet

            confidence kch to insan me naturally hota ha or kch insan ko waqt k sath sath ata hai jb uska experience barhta jae. forex me confidence bht matter krta ha. trading me confidence ke ahmiyat ye k trade k doran apko himat deta ha or agr koi panic situation create ho bhe to apko sabar krny ke himat milti ha or apka confidence he apko ksi bhe kisam ke galti sa rokta ha.
            • #7 Collapse

              Re: trading mein confidence ki ehmyeet

              Dear trading ma confidence ke ehmiyat ye ha k ham AGR confidence sy trading kary gay to phir ham es say acha profit earn kar sakty hain hame chahiye k ham jab b trading kary pury confidence sy apny mind ko fresh kar k trading kary to phir jab agr ham profit dayk kar over confidence sy trading kary gay to phir hame naqsan he ho ga
              • #8 Collapse

                Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                g haan sir as forex trading main confidence ki ihmyat bohat zyada hai as main ham jab as main kam karte hain tu as main ham ko confidence bhi hona chahiy hai q k agar ye nahi ho gaa tu ham as forexx trading main kamyabi se kam nahi kar saken gee as liy ham ko as pa confidence rkhna chahiy hai tu hi ham kamyab hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                  Boss trading mien confidence ki bhoot zayada ahmyat h q k jab hamare andar ye hota h tu ham as mien aram sy beth ker trade kerty hien aur jab ham as mien trade kerte hien tu ham as mien kamaee b kerte hien aur ham as mien kamaee us waqt ker sakte hien jab hamain as miem yaqeen hota h k market yaha tak ja sakti h aur hamain as min zaror feda mil sakta h.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
                    Forex trading business mein confidence ki buht ziada ehmyeet hy kiok agr hum ko forex trading business mein confidence nhi hy tu hum achi trading nhi kar saktay aur dar kar hi trading karain gay js se loss hi ho ga is liye confidence ko acha karne k liye learning karni cahaiye aur demo account par peactice kar k experience hasil karna cahaiye js se trading mein acha confidence hasil kar saktay han
                    Ji sir Hame accha trailer banne ke liye full confidence hona chahiye Hame Apne kaam par itna confidence hoga Hum accha work kar sakte hain order more account by practical Karke achha experience husband kar sakte hain aur se Hamara confidence b Jyada Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                      Forex trading business mein hum apne confidence ko tab hi improve kar saktay han jab hum forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kartay han kiok agr learning knewledge aur experience acha ho ga tu hi hum confidence se trading kar saktay han aur profit earn kar saktay han confidence learning knewledge aur experience se hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                        confidence ki forex main khas ehmiyat hain ham ham trading karty hain hamy is ka bonus milta hain ham is main investment be karty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain jab hamy loss ho jata hain to hamy tense nahi hona chahey balky confidence ky sath apni galtio ko avoid kar ky kam karna chahey or ham loss sy bach sakty hain yai aik achi job hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                          forex mai confidence ke bohat ahmeyat hain hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky market ky rules ko follow kar ky confidence ky sat kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain is mai agar hum tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                            forex mai confidence ke bohat ahmeyat hain hamy hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey hamara experience acha ho ga to hamara confidence mai zada ho ga forex aik online business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein confidence ki ehmyeet

                              forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X