Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfidence loos ki ek bari wajah hai
    Trading hamare liye jahan pe confidence bahut important hota Hai mahape overconfidence hamare liye bahut hai bed sabit hote Hain kyu ki hum jab bhi overconfidence ke sath koi trade open karte Hain Soham Forex ko bahut hi easy le Lete Hain Forex itna easy business nahi hai isme humein perfect analysis karne hote Hain aur agar hum blindy trading ki koshish karenge tab hum Kabhi kamyab nahi ho payegi isliye Hame overconfidence ke baje confidence ke saath kaam karna chahiye
    Main palace market analysis karni hai jab hum perfect analysis kar lenge then hame koi order open karna hai aur Nahi hum ek hi trade me bahut badi amount on kar paate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

    G han ap ko ye bat bilkul theek hay aur main ap ki is bat se bilkul agree karti hun k humain trading main agar success hasil karni hay toubhumain kabhi bhi over confidence ho kar trading nai karni cahiay kiu k jo log aesa karte hain wo trading business main kabhi successfull trader nai ban pate is liay confident ho kar kam karain lekin kabhi overconfidence ho kr trading nai karain ye cheez ap ko kabhi success full nai hone deti
    • #3 Collapse

      Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

      Bilkul drust tajziya kiya apnay ke over confidence loos ki aik badhi wajah hai wese tou har field main apki kamyabi khud aitmadi ki hi marhoon e minnat hai par jaisay aam khawat hai k har chez ki zyadti nuqsan day hoti hi ice tarah had say badhi hui khud aitmadi bhi apki nuqsan ki taraf dhkaeel deti hai q ke jub ap had darja khud aitmadi dikhatay hain tou ap bewajah ka risk le bethtay hain jis ka natija loss ki sorat main niklta hai
      • #4 Collapse

        Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

        Jee sir belkul forex mien hamain yeh cheez her bar dakhny mien ati hai k jab bee hum as mien aa ker kuch earni ng kerty hien to es mien jo bee new traders hoty hien wo over confidence ho jaty hien as lye un ko chahye k wo as mien kabi bee ove confidence ka shesakr na hoon or es mien aa ker dakh ker phir he trade ko open ker dian.
        • #5 Collapse

          Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

          g bhai jan ap nay blkul thek kaha overconfidence v los ki aik bdiii wajah hy hmei chahye kay ovarconfidence kay bijaye hmei mehnat karni chahye aur ghltiooo kou manna aur un kou dobaraa nahi karnaa chahye money mngment ka forex mei aik eham kirdar hy lehaza hmei chahye kay forex mei ic cheiz ka khas khyal rakhaa jayee takeh ksi qisam ki pareshani nah hou
          • #6 Collapse

            Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

            Over hona to trading my bnta hi nai hy over kbhi bhi ho k ham kamyab nai ho sgty hy kamyab ham ko hony k liya bilkol bhi over nai hona hany sajon k sath relex reh k our kbhi lalach nai kr k trading krni hy har bar phly wala profit loss bhol k trade lgani chiya taky sorf ham narket pr foucuse kr sgy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

              forex par agr ap zayada old member han to ap ko loss overconfident k waja sa hota ha isleya ap ko chaheya k ap market ko dakh kar trading kare agr over confident k waja sa bagar market ko dakhe trading kare gay to ap ko bohot loss ho sakta ha isleya market dakh kar trading kare.
              • #8 Collapse

                Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

                Dear forex member Assalam o alaikum , mere khayal say hamen bohot he ahtiaat k sath move karna chahye, hamara confidence he hamara asaasa hota hy or yeh hamen success say hamkinaarf karta hy , lekin sath he yeh hamen bohot baray loss ki naveed bhi sunata hy ic liye hamen trading facts ko madday nazar rakh kar karni chahye or overconfident nahin hona chahye ic mn he hamara bhala hy
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

                  g bilkul theek kaha aap ny overconfidence loss ya nuksaan ki aik bahot bari waja hy.
                  Dosry tamam business balky even job myn b overconfidence sy baaz oqaat insaan ko bahot zaida nuksaan uthana perta hy. is terhy Forex trading myn bhi overconfidence aik enemy ka role play karta hy. trading ki dunia myn jb insaan markeet ki ups aur downs ko apny treeaky sy judge karts hy to wo basa oqaat ghalat andazy ya bahot zaida overconfidence ki waja sy ghalat andaza laga baithta hy jo k us k nuksaan ka bais banta hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

                    forex mai hamy over confidence mai kam nahi karna chahey q ky hum is traha apne galtiyo ko ignore kar dety hain or hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain agar hum is mai tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

                      forex trading main apka trading knowledge or apki trading ability he apka confidence hti ha or aghr ap ko lgy k hmain sub kuj pta hai ab hmain forex ko smjhny bgair he profitable bnana hai tu ayh chez apko loss main ly ja skti hai es liye apko cahhye k aghr ap apni ability ki base par acha profot earn kar rahy hain tu boht achi bat hai alken apny confidence ko kbhi over nahi hony dena chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

                        forex aik real business hain hum is mai agar over confidence mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hamy over confidence ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfidence loos ki ek bari wajah hai

                          is bat se bilkul agree karti hun k humain trading main agar success hasil karni hay toubhumain kabhi bhi over confidence ho kar trading nai karni cahiay kiu k jo log aesa karte hain wo trading business main kabhi successfull trader nai ban pate is liay confident ho kar kam karain lekin kabhi overconfidence ho kr trading nai karain ye cheez bar dakhny mien ati hai k jab bee hum as mien aa ker kuch earni ng kerty hien to es mien jo bee new traders hoty hien wo over confidence ho jaty hien as lye un ko chahye k wo as mien kabi bee ove confidence ka shesakr na hoon or es mien aa ker
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X