if i lose shall i have to stop trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    nhe bhai jaan aisa nhe karna chaiye humay forex trading mai shuru mai profit k saat loss ka b samna hosakta hai is waja say is kaam mai humay loss say darna nhe chaiye balke hum jitna patience say kaam kare gay utna he hum forex per loss say bach sake gay and forex per humay loss hone per trading nhe rokni chaiye balke continue rakni chaiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      G nahi brother ap ko dobara trading shoro kerni chahye kiyun ke losses is ka part hai lekin apni trading ko improve kerna bhi is business ka part hai so ap ko retry kerte rehna chahye lekin demo account per ya instaforex ke bonus account per thanks
      • #153 Collapse

        G nahi hamy jb trading ma loss ho jiy tou hamy trading ko stop nai krna chiy blky apni galti dkni chiy jis sa loss hua ha orr us sa learn kr ka pirr practice kr ka dubara trade krni chiy orr hard work krna chiyy ta ka loss na hoo
        • #154 Collapse

          agar admi ko forex trading karte hue loss ho jay to ye bhi aik bara hi acha tareeqa hae k dobara trading start karne se pehle kuch der admi ko relax mind k sath loss ki waja trace kar leni chahiay........
          • #155 Collapse

            forex trading business is a very risky business and loss is a very common matter in forex. after loss we should not leave forex trading. we should solve the reason of loss in our trading.
            • #156 Collapse

              Jee han mere dost jab admi ko loss ho raha hota hae to us ko kuch der relax kar lena chahiay aur apne losses ki reasons per bhi ghour kar k phir trading shuru karni chahiay.
              • #157 Collapse

                no i don't think so that you should leave the trading if you are losing money, you must improve your trading instead of leaving it, forex is such a business that can provide you the best life changing opportunity and you can secure your future with forex business
                • #158 Collapse

                  Nahi yeh bhot he bara ganda decision hoga ap ka apni pori life mien i think kiyoun key ap ko forex trading key jaisey opportunity dunia mien or kahien bhi nahi milegi so ap is opportunity ko just isi liye waste nahi kari key ap ko loss hota hai ap seekh lo bus.
                  • #159 Collapse

                    je bhi maoin ne yeh website dekhi hoi hy ios main kafi kuch help ki cheziain milati hiaan lekin apko pehle kisi teacher sy sekhna zaoraori hy tb ap is main apne experience main izafa kr sakty hain.
                    • #160 Collapse

                      aap ko trading stop kar daini hcaiye or aapne aap ko kuch time kay liy erelax karna chhaiy eor phi raap ye pata krein kayiss meinjo aap ko loss howa hia oss ki main reason kiyahai or ossay find karein or doabara wo ghalti na karein jiss ki waja say aap ko loss howa tha.
                      • #161 Collapse

                        my dear mein ap ki baat say mutafiq nahi hoon q k jb ap himmat haar jatey ho to ap kisi b kaam mein success gain nahi kr sakte insaan ko kabhi b umeed ka daman nahi chorna chaiye umeed hi insan ki success hai
                        • #162 Collapse

                          dear friends forex bhut accha business hy iss mein los bi hota hy aur profit bi agr ap ko iss mein loss ho bi jata hy tu ap ko issay nai chorna chaye balke aur is ko learn krna chaye
                          • #163 Collapse

                            Agar losses ho rahay hon to himmat nahi harni chahiye and trading ko kuch time kay liye stop kar kay apnay knowledge ko increase karna chahiye and demo mein again practice karni chahiye and us kay baad phir real trading karni chahiye.
                            • #164 Collapse

                              agar app ko musalsal loss ho raha ho or profit na ho to mery khayal me koch din app ko trading stop kar deni chaye or market ko samjny k ley es ko analysis karna chaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                ji ha dear agr hum se koe member trading me lose kar raha ho to use chahye k wo usi waqt trading ko stop kar le ta k use zyada loss na ho,ag wo trading ko stop nahi karega to use or bhi zyada loss hota jaega isly behtar ye hi he k agr trading me loss ho raha he to ap us waqt business na kare to asha he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X