forex mein laa parwahi karnaa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein laa parwahi karnaa
    Dosto, aj mei ap logou kay sth yeh bt discuss karnaa chahta hou kay forex mei kamyabi hmei uc waqt tak nahi milay ge jb tk hm merket kou sahi sy smjhty nahi - hm aksar bgher ksi wajah kay apnay munafa kou udher e close kar deta hei yahan apni trade kou stoploss hit honay sy pehly hi band kar detay hei tou yeh aik sb sy bdi laa parwahi hy - kamzkam ap kay pass aik acha jawaz honaa chahye kay ap trade kou q bnd kar rhy hei
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein laa parwahi karnaa

    forex mei hum uss time tak kamyab nahi hotay jab tak hum laparwai na chorain forex mei wo banda kamyab nahi ho sakta jo laparwa ho seriour ho kar kaam karna nahayat eham hota hay jab tak aap serious ho kar ap mehnat nahi karain gay importance nahi den gay ap success nahi ho saktay hain esliye achi mehnat karni chahiye
    • #3 Collapse

      Re: forex mein laa parwahi karnaa

      G Dear apne sahi kaha hai achi bat ki hai forex main laparwahi karne wale ko kamyabi nahi milti hai wo aksar loss karwa deta hai aur phr account wash b ho jata hai is se forex main bahut learning ki zarort hai bahut mehnat aur hard work ki zarort hai tab ja k kahi forex main ek makaam banta hai aur makam banane k lye bahut mehnat ki zarort hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: forex mein laa parwahi karnaa

        G han bhai ap ki bat bilkul sahe hai k kbi bhe koi trder forex market mn kmyab ni ho sukta ager wo laparwhi sy trde kry ga aor forex trding ko nagir analysis aor trding skill k bagair trde kry ga tu asy trder forex market mn success bilkul Hasil ni kr sukty as liay hmn forex trading ko serious ho aor achi learning knowldge aor exprince hasil krny k bad trding krni chy
        • #5 Collapse

          Re: forex mein laa parwahi karnaa

          Laa perwahi kisi bhi shoby mein kable kabool ni hoti aur forex tu bht ziada attention mangta ha agr hm es attention ni daen ge tu apny ap ko loss k lye tyar kr laen la perwahi kisi bhi kam mein ni bertani chaye khas tor pe aisy kam mein jis mein ap ka apna faida ho
          • #6 Collapse

            Re: forex mein laa parwahi karnaa

            Forex aik asa buisness ha jsmy laparwahi blkl b qabul. Nai ha q k ismy aksr log asa krty hain k laparwahi krty hain forex bht e risky kam. Ha jsmy achnk sy trend change hjaty hain trades breakout hjati hain js sy koi smjh ninati asi chzn dkh k rkhni aur active rhna prta ha asy mn jo log laparwah hjaty hain unhy bht loss hskta ha.
            • #7 Collapse

              Re: forex mein laa parwahi karnaa

              Bilkul apnay drust kaha ke forex main laa parwahi ka nateeja bhot sangeen niklta hai agar ap forex main kamyabi chahtay hain tou yeah bat zehn main rakhen ke ap nay hamesha hazar dimaghi say kam lena hai q k market move kaisay karti hai yeah ak attentive zehn hi achay say analyse kar sakta hai laa parwahi say keya gya kam oar lagi ghi trade apko nuqsan day ghi tou jub bhi kam karen hazir damghi say kam len oar laa parwahi say parhez karen
              • #8 Collapse

                Re: forex mein laa parwahi karnaa

                G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum forex ma laparwai say bilkul b kam na kary agr hum aisy hi laparwai say kam kary gay toh humy loss hi ho ga is lea humy sub members ko chaya k serious ho k kam kary
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein laa parwahi karnaa

                  Dear members ap ke bat bilkul theak ha forex ma hame laa parwai nahi karni chahiye balky hame dyhan sy kam karna chahiye to phir hame esi tarha kamyabi mily he Jo person laperwai sy kam karty ha to phir WO kabi b kamyab nahi ho sakty or na he WO acha profit earn kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein laa parwahi karnaa

                    Jab Yaariyan Baarish mein kahan gaya to update the score emotional ko Khatam karna chahiye nahi kar sakte hain Tumko chahiye control Shuru karne Aisa Karenge to anky trading acchi ho jayegi wo business ko bahut hasane ke sath aur easily samajh sakte hain Jeet Yadav business ko Samajh Kar uske sath kaam Karenge uske liye itna Jyada important Ho Jayega aap Humko Jyada increase Karte Hai Aur Jeene Ko Bhi uske sath sath increase karte hai bonus nahi mil raha hai to Hame chahiye ke bonus ke liye posting Kare aur accha kaam kare
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein laa parwahi karnaa

                      jo log markt ko bohat mehant ke bad samjte han wohi log as me kamyab hote han forex world ka sub se big bussines hye as leye hum ko ye sochna chaye ke as me hum kia karan js se hum as ko acha sekh jayen as me zayda time laga kr he acha earn ho sakta hye as me agr hum time pass kr rahe han to hum ko koyi fayda nahi mele wala yahan se
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein laa parwahi karnaa

                        Brothers ap forex main trading krty hoay tab tak kamyab nahi ho sakty hain jub ap es main puri mehnat na kariny ar trade puri care say kariny matlb dil laga kar trade kariny kuch emotional traders aisay hoty hain jub wo new join karty hain to emotional hoty hain wo kafe mehnat karty hain ar jub yahi emotions unhiny loss dety hain because wo market ka analysis kiay bgair trade karty hain so trade karny main kabhi laparwai na kariny care say trade kariny ar profit earn kariny
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein laa parwahi karnaa

                          Dear friends forex eik busines ha agr ham esay soch samj kar kary laaperwai na kary to phir he hame es main kamyabi mil sakti ha jo b forex ko laperwai sy karty hai forex par dayhan nahi daytay to phir un person ko kabi b kamyabi nahi milti or unhe phir loss ka he samna karna parta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein laa parwahi karnaa

                            Dear friend forex trading aik aisa business h jis me mehnat aur lagan se work karna parta h jo mehnat aur lagan se work karte hn wo humesha successful hote hn jo log apne work se laparwahi karte hn un k leye is business me kuch nahen banta wo apna time waste karte hn ager work karna h to dilchasbi se karo aur apne ap ko kuch bnao
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein laa parwahi karnaa

                              g ha hama is ma laparwi ni karni chaya q k is ma agar ham laprwi kara ga to hama loss ho ga ya eak bisnuss ha hama isa soch samaj kar karna chaya hama sab sa pahla markit ko dakna chaya os k bad hama trade lagana chaya pir hama loss ni ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X