Why fear is cause for loss??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    My dear friends forex trading business main fear forex traders ko loss ki tarf le jata ha. forex trading market main forex traders jab trading se darte hain or dar ki waja se wo ghalt faisly karte hain or forex main loss karte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Is bat men koi shak naheen kay forex ek online business place hai jahan hum online trading kartay hen aur ye kay humen forex trading men fear se bachna chaheye kyo kay hamara fear he hamaray loss ki waja banta hai
      • #78 Collapse

        why fear is a cause of los...?????? fea aik bht hi galat cheez hai... apko apny uper fully confidence hona chaye taky ap easily trading kar saken..... jab takap dartty rahen vgy tab tak ap trading nahi kar sakengy... nd jab tak dar hoga loss k chance bhi bhi hi ziada hongy....
        • #79 Collapse

          Yes humen forex pe knowledge bhi gain ho rai hai jo k mugha trading main madad karti hai.is forum sey kisi ko bhi loss nahi hota i think so that its my own thinking is sey her kisi ko faida hi horaha hai nuqsan kisi ko bhot kam hota hai
          • #80 Collapse

            Loss ki waja say humaray ander fear janam layta hy aor yehi fear dobara loss ki waja banta hy . Fear ki waja say hum apna confidence bahal nahain rakh patay aor galti per glti kertay jaaty hain jis say humara loss pay loss hota jata hy aor isi fear ki hi waja say hum sahi trade nahain ker patay aor nuksaan hota hy.
            • #81 Collapse

              Loss in trading foreign exchange So we have to overcome fear to start learning Forex trading and gather knowledge about the Forex market. So always acquire knowledge and enter the market with real nor less. Always try to keep you informed about currency trading or their knowledge is limited. Never limit yourself to anything.
              • #82 Collapse

                humain is main loss ho sakta hay magr humain hard work kar kay kam karna ho ga kun kay humain loss ho ga to humain profit hasil ho sakta hay hard work kar kay kam karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #83 Collapse

                  Loss sey fear ka matlab hy keh aap trading key doran confident nahi hain aur dartey hoi trading kar rahay hain. Aisi condition main hamain demo account main kam karna chaheye aur apna confidence barhana chaheye. Learning key bawajood agar aap ka confidence acha nahi hy to aap ko profit ki bajaye loss ho jaye ga.
                  • #84 Collapse

                    forex men sab ko yehi dar laga rehta hai kahin us ka loss na ho jaey or isi dar se wo sahi terhan se trading bhi nahi ker skata hai dear darny ki koi baat nahi ha ager ap ko loss ho ga tu ap ko faida bhi tu ho ga na pher dar kis baat ka
                    Success is the Best Revenge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #85 Collapse

                      forex trading main loss ka dar hamesha hota hay aur eski main waja yahe hoti hay keh hum esmain theak say knowledge nahi rakhty so humay chahiey keh apnay knowledge ko enhance karen tabhi esmain achi earning kar sakty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X