Why fear is cause for loss??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai jab hamare pass knowledge ki kami hoti hai tau us waqt hamain forex trading kartay hue dar lagta hai aur hamare dil mein yeh bat bhethi rehti hai k kahin hamain loss na ho jaye tau is liye hamain chahiye k ham learning and practice karain jis ki vaja se ham apne fear factor ko minimize kar saktay hain aur ache trader bun saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      fear is a cause of loss q k agar hm dar k trading kerein ge k hmein loss ho jay ga to hmara mind fresh nai ho ga or hm better trading nai ker skein ge or hmein waqai loss ho jay ga trading k lie mind ka fresh hona zruri he
      • #33 Collapse

        fear ki wajah se loss is tarah hota hai ke trader jis ke pass kam knowledge hota hai wo dar ki wajah se wrong decision karta hai or loss ho jata hai loss hony ki bari wajah ye hai ke kisi knowledge ke bgair jab traders trading start kar dete hain unke pass koi experience nahi hota or naa wo experience gain karte hain demo account men trading ki practice kar ke, or dosri wajah ye hoti hai ke wo sab kuch luck pe chor dete hain or khud kuch nahi karte.
        • #34 Collapse

          loss ka reason fear bi ha and forex aik comfortable business hai aur aap ko is mein confident hona chaiye aur aap ko smart money make karnay ky liye discpline ko follow karna chaiye aur aap ko over confident bi aap ko is mein risk mein daal sakta hia so is business mein aap smart money earn kary.
          • #35 Collapse

            loss ka bahot saray cause hotay hy aur forex say aap unlimited money made kar saktay ha yeh aik real business hay aap forex ko ziyada say ziyada learn karay takay aap ka knowledge increase ho mein chata hon kay aap sab future mein aik good trader banay aur achi earning kar sakay .
            • #36 Collapse

              is main jnab,,,wesay to loss k bario wajuhaat hain jnab,,elkin kai esi bhi hain jnab,,,jin k bary main hum ko shai trha sya nahi pata chalta hay jnab
              • #37 Collapse

                is fear man he rehna k human loss ho ga trading man to yahuman loss he da sakta ha aor jabhum positive rhan ga to profit mila ga aor .bas time sa posting karn aor trade karn zarur profit mila ga aor fear b khtm ho jya ga
                • #38 Collapse

                  g dear dar ki wja sa bi hum forex sa loss kar data hay money muaj to samj nah aa rahe ka fear ko kasa control karo koshih ma laga huya ho dosto ka acha earn karo dua karna mera lia
                  • #39 Collapse

                    dear friend jb hum koi b business krty hn to os me loss or profit dono hoty hn or agr koi shakh loss k dar se business hi start na kry to khud apna bohat bara loss kr rha hota hai . jb k agr wo business ko achi taran samj kr krta hai to then wo profit me ja skta hai
                    • #40 Collapse

                      Ap nay yeh baat toa suni ho gi k jo dar gya wo mar gya.well yehi baat hoti hai k agr hm dr dr k business main trading karain gy toa kea khak profit earn kr sakain gy.yea you need to be confident in order to get profit and success
                      • #41 Collapse

                        Fear aur greed dono hi jazbe humin es karobar min loss deite hin hum es karoar ko theek toor pe understand karin aur phir hum samjh kar es karobar min participate karin to hum kafi bari earning bhi kar skate hin yahan pe. Humari knowledge aur humari information humin es karobar min kafi bari kamyabi bhi de sakti he.
                        • #42 Collapse

                          forex me loss me zara si jane lagy market to ham darne lagty hain jo ke newbies zyada khof khaty hain is lye woh chalti trade khudi close kar dete hain apni or loss me he reh jaty hain is lye mere khayal se is business me pehly se learning kar ke shamil hone me he kamyabi or aqalmandi hai .
                          • #43 Collapse

                            bhai jee koi bhi business ho us me loss ke chances to hoty hen or jab koi new trader is me involve hota hy to usy is ka pta hota hy ke is me loss bhi ho sakta hy jis se us me fear hota hy ke kahi us ko loss he na ho jay jis se wo khud hi loss ker bethta hai??????????
                            • #44 Collapse

                              loss tu aap ko ho ga and forex aik acha business hai aur is business mein aap ko effort ki need hai aur demo par ziyda sy ziyda practice kary aur apna knowedge increase kary yeh acha hia aur aap apni life happy bana saktay hain forex ky sath so only little effort aap ko is business mein success hasil karwa sakti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yes dear ap ne sahi kaha fear loss ka ek ahm sabab hai fear ki waja se ap kuch soch nahi patey or mistakes kr k loss kr dete ho but agar ap is pe qaboo krna chahte ho to forex learn kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X