Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?
    Dear mery khyal ma forex trading ma kam krny k liye saber or bardasht bht lazim factors hain because agr hmy saber krty hain or step by step success ki trf move kren gy to hm achi earning kr skty hain or jb bhi hm patience se trades lgaty hain to bht acha profit milta hai esi liye hmesha saber se kam kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

    Saber or tahammul deekhany ki hamy buhat zada zarurat hay qu kay yehi aik aisi cheez hay jo aap ko kamyaab banny may buhat madad kartii hay or forex may bhii hamay sabar o tahammul ka muzahiraa karnaa partaa hay qu kay yeh aik aisa business hay jiss may hamay kabhi nuqsaan to kabhi munaafa hota hay laikin hamay dil bardashta nahyn hona chahiyay blkay musasal koshish may lagy rehna chahiye yahi cheez hamay forex may kamyabi dilatii hay..
    • #3 Collapse

      Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

      Forex trading men kamyabi k liay sabr aur bardasht bahut zaroori hey aur jo log jald bazi se kam letey hen woh jaldi loss uthatay hen lekin jo log loss pe sabr se kam letey aur phir nay jazbay aur mehnat se trading kartay hen tu kamyabi milti hey aur jo log raton rat ameer banenay ki koshish kartay aur ziyada profit k chakr men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey aesay log jaldi nakam bhi ho jatay hen
      • #4 Collapse

        Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

        Brother forex trading main sabbar zaida important hay. bardashat say because jo trader sabbar say kam nahi leta wo kabhi bhee earning nahi kar sakta es liay first trade sooch samaj say perfect time ka wait kar kay lagani chahayie. and target achieve honay tak sabbar say kam lena zaroori hy.
        • #5 Collapse

          Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

          G han saber or bardhst ki bahoot jiyada importance hai forex main kyun ager ap trading ka doran apny emotions ko control nahi karty or saber say kaam nahi lety to ap ko loss hony kay chances kaafi bahr jaty hai or ager ap sber say kaam lety hain to ...wo kehty hain na ka saber ka phal metha hota hai...so trading main bhi yehi bat minde main rakhyn...
          • #6 Collapse

            Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

            Sabar Or Bardaasht ki foReX Main BhoT zyaada imPoRtance Hai....isLiYe Hamen Chaahiye K Agar Koi Bhi Trade LoSs main chaLi bhi Jaaey To JaldBaazi Se koi Bhi NeE Trade Nahi LaGaani Chaahiye Balke achi Tarha Soch saMajh KaR or MRket Ko Achi taRha OBServe kaRnay k baad Hiu koi Bhi Trade Lagaani ChaahiYe iS Se nuqsaan k ChanCes Bhot Kam Ho Jaatay Hain...
            • #7 Collapse

              Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

              G han dear brother forex main kamyab hony kay raz main say eik raz trader ka sabar karna or hoslay say kam leyna be hay qn kh jo trader forex main jaldbazi say kam lety hain woh koi na koi mistake kar jaty hain jes ki waja say onki loss hota hay es lay forex main hamesha thandy demagh say or sakin say kam karin bohat soch samjnkar koi fesla lain or apni trade ko kabi be jaldbazi main koi fasla na lain es main apki kamyabi hay
              All The Best Dear Friends
              • #8 Collapse

                Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                Sabar or bardasht ki bhot zydia value hay Ku ka huma chyia ka hum Kuch dar himat kran or MArket level ko check kran or treading kra par agr huma sum time loss ho b jata hay tu humachyia ka hum Kuch dar husla say km lan ku ka some time ma banda jazbat ma a jata hay tu Huma chyia ka hum Hosla kran or Invest karta huya jazbat ma na ay or Dehan say km lan
                • #9 Collapse

                  Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                  Forex trading Mein Sabar matlab ke patience ki bahut important hai knowledge or experience Forex trading main aapki Strategies for trading type score in health karta hai trading tips and skills developed Kare apply knowledge ko improve karne ke liye demo account mein jyada Se Jyada practice karo Pakistan Forex forum main basic knowledge improvement strategies learning ke liye aapko bahut accha platform Milta Hai online guidance se aap acche trader Ban sakte ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                    Jee bhai aap theek kehty hein forex trading mein sabr ki boht importance hai jis trader mein sabr nahi woh acha trader nahi ban sakta kionkeh is business mein baaz okat trade long term hoti hai aur profit k liye boht wait krna prta hai is liye sabr ka daman nahi chorna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                      Forex may agar ap loog sabar k sath kaam krna chahty han tu ap loog yahan say market ko sakoon k sath kaam krye gay, or easily long time k lye ap kaam kr skty hn jis ki waja say ap ko long time k lye earning ho skti ha or strong analysis kr k ap yahan say permenant kaam kr k apni working ko achived kr skty han or kamayabi b ap ko yahan say asaani k sath mill jaye gi or ap ko nuksaan b ni ho ga or hamesha yahhan say earning he ho gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                        Dear forex trading me kamyab trader banny k liye sabr o tahamull key k tlr par kam karta hai. Trading mein wohi log kamyab hoty hain jo apni kamyabi k liye din rat mehnat karty hain or sabr se kam lety hain. Jab kabhi unhe loss ho to bardasht krty hain or apni strategies behtr banany k liye mehnat karty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                          forex mai loss ky bad hamy saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna cahey pher he hum acha bonus earn kar skay gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai saber or bardast ke bohat ahmeyat hain forex aik real business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                            Forex trading business mein sabar aur bardasht ki buht ziada ehmyeet hy kiok agr forex trading business mein loss bhi ho jata hy tu us loss ko sabar se bardasht karna cahaiye aur sabar se trade open kar k market ko samjh kar analysis kar k sabar se trade open kartay han tu profit earn kar saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Saber or bardasht ki kea importance hai forex trading ma ?

                              Buhat zeyada ehmiyat hai ye emotions Hain aur agar ham emotions love control karna jante Hain to hi ham ache trader ban sakte Hain agar ham aesa na Kar sakain to hmain loss ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X