Yeh to natural hy keh jab hum ko loss hota hy to hamain ghussa aata hy aur hum kuch bhi kar saktey hain. Koshish karni chaheye keh jab aap ko loss ho raha ho to apney aap ko samjhayen keh profit key sath sath loss bhi hota hy aur yeh loss sirf hamain nahi ho raha. Jo professional hain ya kamyab traders hain unhain bhi loss sey guzarna parta hy. Lekan loss key bad apney aap ko sudhharna hi hamari kamyabi hota hy.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим