How you can protect your loss in Forex trading business?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    After working on demo and proper knoweledge of the forex market and clever choice of trading will make you enough sharop to reduce the vloume of loss
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      And when you are able to minimize the volume of loss then got patience in your trade activities and learn from your mistake and then you have to take the next steps for making profit and minimizing the volume of loss
       
      • #63 Collapse

        apny bilkul theak sawal kya dear phli bat to ye hy ky hum is kam me zada say zada mehnat r lagan say kam krna chaye or jazby ky sath kam karna chaye is trha karny say hum zada say zada trade say kam ly ky asy kama sakty hain
        • #64 Collapse

          forex main loss aur profit to hota hi hy lakin ager ham aik khaas plane k mutabik apni trade kerain gy to loss hony k chances kam hain aur isi tarah ham stop loss use ker k zeada loss sy bach skty hian
          • #65 Collapse

            forex mai loss se bachn ahai tu es mai risk kam lo yani volume kam use karo and es mai small trades karo k ap ko profit ho ga and ye easy be hai
            • #66 Collapse

              agr aap ko iss kaam main aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aap ko agr iss kaam main loss se bachna ha to aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se aap ko bht fayda ho sakta ha aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss main hi aap ko fayda ha
              • #67 Collapse

                Is main jahan tak loss ka taluk hay n ajnab,,,is ko nahi protect ki ja skaa hay kioun k ye honay waali ceez hay or ho kar hi rehti hay jnab...
                • #68 Collapse

                  jnab me kesay keh sakta hun dear my friend kesay nahi bacha sakty my dear frnd loss ko ... yar loss nahi bachaya ja sakta my dear frnd han bht soch samjh k achhi entry per trade karen tab faida hy
                  • #69 Collapse

                    ji mein yehi kahun ga es liey mein yehi kahun ga yeh kam sahi trhan sy kren .....................!
                    • #70 Collapse

                      mera too loss say bachnay ka yahi tareeka hai kai main ziada time too laga lataaa hon but kam lot par 1 reasonable hi earning kar kai trade ko close kar data hoon oor isi routine say mje kai achi earning bi ho rhi hai ..Or i think aap ko is trading main laalch say bhagna chahay ku kai isi ki waja say aap ko loss hta ha
                      • #71 Collapse

                        Aik to bat yeh hy keh hamain demo account main practice zaroor karni chaheye, is sey hamaray andar confidence paida hota hy aur market ko janney main asani hoti hy. Doosray hamain small volum ki lots use karni chaheye jaisay 00.02 ya 0.03 etc takeh hamara ziada loss na ho aur balance safe rahay aur hamari trading discontinue na ho. Aaj loss howa hy to kal aap ko profit bhi ho sakta hy.
                        • #72 Collapse

                          forex ak bht hi risky business ha hamya gr is se bht acha profit earn karna ha tu hamy bht mehnat karni parti ha ham jitni zyad mehnat kary gay hamy utna hi acha profit hasil ho sakta ha
                          • #73 Collapse

                            If the opposite is brief it did not matter, but if it goes up much then do not just stand idly by hoping reversed, still we must smart with such a situation to make a decision that is good, although the execution will result trading loss, but believe me it was not to be any trading absolute benefit, but the cumulative end result which benefit the most from the loss.
                             
                            • #74 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum mujh ko to bhai jan aik bat ki samjh nahi ati hey key akher hum is forex trading key business me losssey itna dartey q hen aur hum ko q loss hota hey hala key sab jantey hen ye dunia ka sab sey profitable business hey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Agar to koi lalach karta hai to us ko chaye k wo thori thori leverage se trading kare. Agar thori se market opar jaye to trading kar k stop kar de roz k 3 4 dollar kamaye to month k end mein income achi ho gi aur loss bhi nahi ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X