Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay
    Dear fellow's forex trading ka business hamaray liay ek zabardast moka hay ke ham is say ghar batay kamaai Kar sakay lekin is k liay buhut mehnat Karne chaheay our is business ko pora samajna chaheay kionka ye buhut mushkil business hay our mehnat say he is may kamyabi mil sakhti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

    G Gan hr kam ma kamyab hone k liye mehnat krna important hai or forex trading to bht hi complicated hai es ma agr success chahiye hai to hardworking kren esy learn kren because esy smjhna bht hi mushkil hai or jb tk hm mehnat nahe kren gy hm esy seekh nahe skty es k analysis market trend or trading tools sb seekhny k liye struggle krni parti hai
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

      G han forex trading men jiss ne bhi kamyabi hasil ki hey uss k peechay unn ki mehnat hoti hey aur bagher mehnat k kuch bhi hasil nhi hota kuch traders aesay bhi hen jo bagher mehnat k ziyada profit hasil karnay ki koshish kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen forex trading aik tough business hey iss men profit wohi hasil karta hey jo mehnat aur lagan se kam karta hey
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

        g han dear insan jitni mehnat karta ha khuda uska phal usay zaror dyta ha is liye agar ap forex mein achi tarha say mehnat kareen gay to ap profit he profit hasil kareen gay is liye acha experience or hard work apki life change kar sakta ha or is liye kamyab honay kay liye experience or knowledge forex mein hasil hona bohat he zarori ha then he ap market say acha profit earn kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

          forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum forex trading business mein mehnat aur hardwork karain gay mehnat aur hardwork kar k hum forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur learning knewledge aur experience se trading kar k acha profit earn kar saktay
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

            G bahi mehnat hum Sab ko aur her aik ko karni cahy q k success hy he asi MA ur wasy b mehnti ALLAH ka dost hota hy aur jo Allah ka dost ho us ko Allah kbi b down nai hony deta as ley mehnat karty rehna cahy aur baki Allah as ka phel zaroor day GA.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

              as me koyi shak nahi hye ke forex ek best bussines hye as me hum agr achi traha se mehant krte han to as se hum acha earn kr sakte han as leye hum ko as pr zayda time dena ho ga Q ke forex world ka sub se big bussines hye as leye as ko theak se samajna ho ga and as me mehant kr ke hum acha earn kr sakte han as me koyi shak nhi hye
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                Mehnat tou insaan ko zindagi kay her kaam mein kerni chahyea lakin forex aik aisa business hai jis mein mehnat sae kaam na kya jaye tou iss business mein kamyab hona mumkin nahin hai aap iss ko seekhain iss mein apnay experiance ko barhain aur iss kaam mein aap dil sae kaam kerain aur iss mein kamyabi kay lye iss ko zayada time dain
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                  Forex mein mehnat sae kaam kernay mein hi humari kamyabi hai aap ko chahyea kay forex mein zayada sae zayada knowledge hasil kerain iss mein experiance hasil kerain analysis kerna seekhain strategies banain aur planning kay sath trading kerain tou aap ko zaroor kamyabi ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                    Dear forex trading eik bohat he acha business hony kay sath sath mushkal business hay jes main kamyab hony kay lay apko bohat mehnat or achay experience ki zarorat hay lehaza forex main achi mehnat karin or apny ap ko kamyab karin qn kh forex bohat he risky hony ki waja say es main bohat zeyda mehnat ki zarorat hay takh ap khod ko safe rakh sakin or acha profit bana skain
                    All The Best Dear Friends
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                      Sir apka bat tick hai mehnat karny say kamyabi melta hai kio k agart hum mehnat nahi karty tu kamyabi na mumkan hai kamyabi ke liye mehnat karna bahoot lazmi hai kamyabi k liye mehnat zaroor kia karo kio k is mai hamara faida hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                        Ji bhae apki is bat me koi shaq nahi kay hard work or passion hi insan ko kamyabi ka rasta dikhati hai or wo kamyab hota hai. Koi bhi kam mehnat k ilawa nahi kia ja sakta or phr forex me to insan ko shuru me bhut mehnat ki zrurat hoti hai. Aj jitny hum kamyab trader dekhty hn wo mehnt kr k is level tk phnchy hty hn
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                          Dear brother ap na buhut hi achi baat kahi ha mehnat ma azmat ha mehnat kar k insan sub kuch kar sakta ha lakin mehnat k baghair koi kaam bi asaan nahi ha agar humain forex market sa profit chaheye to himain mehnat karni hogi thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                            mehant main azmat hain ham forex main jitni mehant sy kam kary gy hamy utna hi acha bonus mily ga ham is main kamyab ho kar best trader ban sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala unique or international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat he insaan ko kamyaab banathi hay

                              ji haan aapne theek Aaya Main Kamyab hone ke liye mai Puja Karni chahiye Agar Hum Log main Upar depend Karta hain tu aur Nahin karne ke chances Aur Bhi Jyada Pehle Se Bhi Jyada stronge ho Jate Hain Hamein mehnat ko Kabhi Bhi Nahi Chodna chahiye hardworking karte rehna chahiye long time position generate Karke Hamen Ek acche wala perfect natak generate Karke investment Karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X