When you will call yourself successful

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    When you will call yourself successful
    Dear friends bohat sey beginners forex pe jab trading pe join hotay hain start mei thora sa profit hota hay aur wo samajhtay hain unho ney forex ko samajh lya hay aur wor trader hogay hain aap asay kabi bhi khud ko best trader nahi keh saktay best trading kay liye aap ko proper trading analysis karany proper trading ka knowledge hona bohat eham hota hay jab tak aap demo pe practice pe conculsion ye nahi nikal letay kay aap ki trading best hogi hay tab tak aap khud ko successful nahi kehla saktay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: When you will call yourself successful

    G ap ne thk kaha q k jb hm khud ko expert smjhna shuru kr dety hain to hmari success stop ho jati hai because hm apni learning pa fupstop LGA dety hain expert smjh k
    Starting ma hm guess k through bhi ek do dfa profit earn kr lety hain or overconfident ho k khud ko expert smjh k learning chor dety hain or phr just loss hi hota rehta hai
    • #3 Collapse

      Re: When you will call yourself successful

      Trading men agar hamen thora bahot profit mill jata hai to iska ye matlab hargiz nhi hai k ham expert trader hain exoere trading k liye hamen kafi mehnat krni hoti hai tab hi ham expert bn pate hain
      Jab tak ham achi tarah se mehnat nhi kr lete hain tab tak ham expert nhi bn pate hain hamen always prifpr able trading k liye trading ka experience aur skills ka hohona bahot zaruri hota hai tab hi ham kamyab trading kr pate hain
      • #4 Collapse

        Re: When you will call yourself successful

        jab tak aap ko apni trading sey sahe faida nahi hota hay tab tak aap khud ko expert nahi maan saktay zaroori hota hay aap ki trading perfect honi chahiye aap ko analysis mei faida horaha ho aap ko smajah ho kay kasay loss ko manage karna hay money management ko follow kasay karna hay tab aap khud ko acha trader keh saktay ho
        • #5 Collapse

          Re: When you will call yourself successful

          Successful traders wo log ho skty hn jin k profit ki ratio loss sy km az km double hoti h. Starting mn thori se profit wali trades sy khud ko experienced samjhny waly ko jb loss hota h to unka account wash ho jata h q k account balance km aur trader ka confidence level bht difference mn hoty hn. Es ly jb tk ap ko acha khasa knowledge na ho aur 6-8 month ka time spend na kia ho tb tk ĺearner hi kehlana behter h
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: When you will call yourself successful

            G han dear apki bat se agree karta hon forex mein ap successfull trader tab he ban sakty hain jab ap ko forex ka acha experience hoga aur knowledge hoga agar apko kuch trades mein profit hony lag jaye tu ye na samjhyn k ap achy trader ban gaye hain kyun k forex mein bht zayda mehnat karni parti hai aur analysis karna seekhny party hain phir ja k ap successfull hoty hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: When you will call yourself successful

              G bhai ap nay bahut achi bat ki hay, hamain forex trading main khud ko us wakt successful trader keh saktay hain jab hamaray pas forex ka acha knowledge ho aur un ko market ko analyse karna ata hay woh market k trend ko malom kar saktay hon, aisay traders trading say bahut acha profit bi earn kartay hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X