Trade enter karte waqt darna ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade enter karte waqt darna ???
    Dear forex main agar profit hai to loss b hai aksar ham trade enter karte hain to hamen us time dar b hota hai k loss na ho jai aur us dar ko kese khatm kia jai qk demo main hamen ye dar nahi hota aur ham kamyab b hote hain demo main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade enter karte waqt darna ???

    G han kafi members trade lgane se darty hain because unhy km knowledge hoti hai wo satisfied nahe hoty apni learning pa or na hi unhy experience hota hai so agr ap confideltaly trading krna chahty hain to achi learning kren or patience se self control ma rehty huay confident reh k trades lgaien or hmesha loss ko mined ma rkhty huay trade lgaien
    • #3 Collapse

      Re: Trade enter karte waqt darna ???

      jo log acha earn krte han forex me wo kabi bhe forex ke losses se nahi darte and wo bar ke losses se ye sekhte han ke ks waja se hova hye and wo demo pr khud he losses krte han ye dekhne ke leye ke ks point pr and ks waja se loss hota hye as ye hum ko real pr bhe nahi darna chaye ye part of life hye loss and profit
      • #4 Collapse

        Re: Trade enter karte waqt darna ???

        well dosry kisi bhi business ki terhy forex myn bhi trade karty waqat ye bat zehan myn rakhni chahiay k is myn loss bhi ho sakta hy jo k koi anokhi bat ni hy ye b to karobar hy dosry karobar ki terhy is myn bhi usi terhy profit aur loss hota hy jaisy dosry karobar myn hota hy is liay derna theek bhi hy aur nahi bhi. q k agar aap darty hi raho gy to business kaisy kro gy aur agr loss ho ga to hi profit bhi to ho ga na ye bat to koi b ni keh sakta k loss ho ga hi ni aisa to kisi bhi business myn mumkin hi ni hy.wasy bhi aam halat myn jb hum koi business start karty hyn to us myn bhi profit aur loss ko zehan myn rakh kar hi shru kia jata hy. to phir FOREX myn trading / business karty waqat derna kaisa jab k yahan agar aap ko profit hua to bahot ziada ho ga aur agar loss hua to atleast experience to mily ga hi jo k future myn aap k liay aik achi guid line sabit ho sakta hy.
        • #5 Collapse

          Re: Trade enter karte waqt darna ???

          G brother main nay bhi observe kia ha bht sary traders thread karty hoay darty hain un k mind main hota ha k thtead asha ho ya na ho asal main knowledge ki kami ki waja say aisa hota ha demo account pe jin logon nay practise nahi ki hoti ha un ko aisy masail ka samna karna par jata ha so thread karny say ap ko complete satisfied hona chahy keh ap jo thread post kar rahy hain wo asha he ha
          • #6 Collapse

            Re: Trade enter karte waqt darna ???

            You have said right if we are not right from inside and if we do not think trade by thinking then we will feel scared and before we put the train, one of the reasons that we are afraid is that we are so qualified that there are not so many Experiences. Therefore, whenever we send it, Nilesh, think and understand before that, then put red only after this, and before starting trading, you should try your knowledge very well and try not to face any problem with the trading chart after the Experience.
            • #7 Collapse

              Re: Trade enter karte waqt darna ???

              dear forex market main loss and profit dono hai agar ap forex main drain gay and trade dr dr kay open krain gay to ap mazeed loss krain gay apko forex main dr dr kay trade nahi krna chahye forex market ko khoob analyse krain and trend kay mutabik order lgayn drne ki koi zarorat nahi hai .
              • #8 Collapse

                Re: Trade enter karte waqt darna ???

                G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me log trade lagty boht darty hai......mera khiyal hai wo log zayda darty hai jin ko experience or knowledge nahi hota......waisy b trade lagty wakta himat or confidence ka hona zayda zarori hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trade enter karte waqt darna ???

                  Ager aap chahty hai ke aap trade karty howe aap ko dar mehsoos na ho aur ap kamyaabi se bhi trade karty raho to apko pehly knowledge and experience ka hona zrori hai ku ke ager aapko market ke movement ka andaza nahi ho ga to aap tuky wala trade he karo ge aur tuky wala trade apko drata hai ke iss liye kabhi tuky wala trade nahi karna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade enter karte waqt darna ???

                    Aksar log trade krty waqt darty hain ky loss na ho jay.. loss ya profit hona to bussinrs ka hisa ha... lekin agr koi loss sy dar raha ha to us ko chahye ky learning kry ky kesy trade krna agr hum with proper planing trade krain gy or experience or knowledge ky sath trade krain gy to loss ka chance kam ho jay ga or profit margin barh jay ga..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade enter karte waqt darna ???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
                      Dear forex main agar profit hai to loss b hai aksar ham trade enter karte hain to hamen us time dar b hota hai k loss na ho jai aur us dar ko kese khatm kia jai qk demo main hamen ye dar nahi hota aur ham kamyab b hote hain demo main
                      Assalamualaikum ji bilkul bhai bahut Sare log trading Mein trade lagaane Se darte Hain Unki dene ki wajah Hoti Hai Ke unke Paas knowledge bahut kam Hota Hai Jiski wajah se wo satisfy nahi hote agar aap Chahte Hain ke aapki trading acchi ho aur aap confidently trade Kare to uske liye aap ko chahiye ke aap learning acche se Kare Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade enter karte waqt darna ???

                        g han dear forex mein hum bohat he achi earning kar sakty hein is liye market mein enter honay kay liye bohat he experience or achy confidence ki zarorat ha jis ki wja say ap boha the achi earning kar sakty hein or is liye market mein hamesha achi earning or learning kay liye forum pay work kareen or market mein trad sab tarha market ko dakh kar or apny hoslay say kareen kiyon kay dar he loss karwata ha is liye pehly apny andar dar ko khtm kareen then ap acha profit earn kar sakty hein
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade enter karte waqt darna ???

                          forex trading mein loss k dar ko hum forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar hi khtam kar saktay han agr hum forex trading business mein achi learning knewledge aur experience hasil kartay han aur planning se market ko dekh kar samjh kar trade open kartay han tu phr loss k dar se bach saktay han aur apni trade mein profit earn kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade enter karte waqt darna ???

                            forex main trading karty hain or hamy is ka bonus milta hain lakin jab is main kam karty howy ham sy koi mistake ho jay hamy loss ho jata hain hamy apni galtio ko avoid kar ky hard work mehant or apny dar ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi loss sy bach sakty hain yai kabe be kathem na wala international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade enter karte waqt darna ???

                              acche wala Faisla Lena chahiye kaam karne ke liye yahan se log question Karte Hain Ki ya Forex rate kya hai logo Ke Liye Main gate kar deta hoon ke forex market Mein Do chal rahi Hoti Hai unke Darmiyaan Jo difference hota hai isko Hum subtract kehte hain Itna Jyada secret Hoga Hum Uske hisab se kaam kaam nahi kar sakte hain isliye hamein chahiye ke sabse pahle separate ko watch Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X