Kiya stop loss lagana zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya stop loss lagana zarori hai
    Friends kiya stop los lagana lazmi hai plez ap is kay barye main kuch guide kar dy or kis waqt lagna chiye or is ka koi fida bhi hai ya nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

    Baat yeh haii k stop loss ak tool hai is ko use krna ya na krnaa yeh hmare mrzii py depend krtaa haii isko wo log use krtai hain jo har waqt market ko delh nhee sktaii aur sahe time anai pyy is trade ko closee nhee kr sktaii wo ziada nuqsan se bchnaii k loyee stop loss use krtaii jbb bhe loss us limit ko phnchhta haii jhan unhOn se stop loss ke limit set ke ve hOtee haii wahann trade apnaii ap he close hO jate haii
    • #3 Collapse

      Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

      G stop loss lgaba zaruri hai wo es lia zaruri hai kay apka jo stop loss hota hai ek limit mn hota hai ager ap stopp loss ek target mn lga dety hein to ager us trade mn apko nuqsan bhii hojae apki wo trade loss mn chli jae to apko utna hii loss hoga apka baqi ka blance safe rahy ga es se apka account wash hony se bach jaae ga aor stop loss ko kam se kam rkhna chaiye taaky loss kam ho...
      Mehnat Me Azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

        G han stop loss lgana bht hi zarori hai q k kbhi kbhar ESA ho jata hai k hm trade LGA k busy ho jaty hain bar bar open kr k nahe dekh skty hain esy ma stop loss bht hi helpful hota hai hmara account safe rehta hai zayada loss nahe hit a so demo practice ma bhi stop loss ko apni habbit bna len
        • #5 Collapse

          Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

          Jee bhae yeh ek intehai kar amad too hai jo ky forex walon ny humy provide kia hua hai traders jis qadar loss bardasht kar sakty hain wo us limit me apna loss stop pr laga sakty hain k jis se unhe mazeed loss uthana nahi prta or unke account bhi safe rehty hain. Ye un traders k liye lagana zaruri hai k jo trading k sath sath apny dusry kamo me busy rehty hain. Ta k un ko zyada loss na ho.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

            G brother stop loss ak aisa tool ha sub traders ko use karny chahy trade karty hoay main nay seniors say mashwra kia ha es bary main to wo bhi kehty hain some time market suaitable nahi hoti ha trading k liay ar hum ko es ka elam nahi hota ha to tab zarori hota ha ap stop loss laga lainy es ka ye faida ho ga agar ap ki trade loss main jati ha to jhn pe ap nay stop loss lagya ho ga bus utna he loss ho ga us k bad ap k baki balance save rahy ga
            • #7 Collapse

              Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

              Stop loss lgana bahot zarori hai kuen k stop loss ap k account ko wash honay se bachata hai aor safe rakhta hai is lye apni trading mai stop loss zarori istimaal kia karein achi trading strategy k bad agar stop loss and take profit LGA kar trading ki jaaye to bahot zabadast profit kamaya ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

                Meri nazar mien hamain forex mien stop loss ko zaror use kerna chaye q k as mien jab hum trade ko open kerty hien tu hamian jab yeh conform na hota hai k market kahan tak ja sakti hai tu hamain as mien aa ker stop loss ko use kerna hotahai or as ko hamain theek jaga per use kerna hota hai jab hum as ko as ki asal point per use kerty hien to hum big los say bach jaty hien.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

                  G Dear stop loss lagana behad he zaroori hai qk agar ap stop loss ka use nhi karte to kabi kabi koi news ane se market ek dam he move karti hai to aese main agar stop los nahi laga hoga to apka bahut loss ho skta hai ya phr account b wash ho sakta hai is lye jab b trade enter karen to us main stop loss ka use lazmi karen wrna loss hoga bahut
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

                    BilkUL Sahii Kahaa aaP nE Dear....Hamen stoPLoss Ko haR Haal Main Koi bhi Trade Lagaany Se PeHLay ZaRooR Lagaana ChaahiYe....is se HameN kaafi zyaada faaiDa hoTa hai Or LoSs aGaR Ho Bhi JaaEy To bhot hii kamm estimated amoUnt Main HoTa hai....isLiye Hamen ChaahiYe k Koshish kaRen K Jo Bhi trade LagaaEn Sath Main StoP Loss Ka Use LaaZmi KaRen...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya stop loss lagana zarori hai

                      Hum ko koi bhi trade stop loss k baghair open nhi karni cahaiye stop loss ka buht ziada faida hy stop loss ko lazmi lagana cahaiye is ka faida ye hy k ap ka account save rehta hy aur ap ko ziada loss nhi hota aur ap ka account wash hone se bach jata hy stop loss se loss kam hota hy js ko recover kar k ap profit earn kar saktay han aur agr stop loss nhi ho ga tu account wash ho sakta hy js se kuch hasil nhi hota

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X