Skills hamesha faida deti hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skills hamesha faida deti hain
    Skill aap ko hamesha faida dae gi forex mein lakin agar aap signal ya robot lain gay tou yeh sirf aur sirf waqti faida dae gi lakin aap ko chahyea kay waqti cheezoun sae dour reh ker joh hamesha faida dae ussay apnana chahyea iss lye aap ko forex seekhni chahyea uss kay baad uss per practice kerni chahyea ta kay aap jo ghaltian kerain unn sae kuch seekhain aur market ko samjhain uss kay baad hi market mein dakhil hona chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Skills hamesha faida deti hain

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein jitni humari skills strong hoon gi humain forex mein utni zayada kamyabi milay gi aur skills ko strong bananay kay lye humain forex ka knowledge hasil kerna chahyea aur demo mein zayada practice kerni chabyea iss sae humari skills improve hoon gi jis sae humari trading achi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Skills hamesha faida deti hain

      G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum apni skill ko strong bnay keu k ys humy bohat faida dati ha agr humy apni skill ko mazbot banana ha toh humy chaya k hum pahly forex say knowledge hasil kary or zayda say zayada demo ma practice katni chaya phr hi hum apni skill ko strong kar sakhty han
      • #4 Collapse

        Re: Skills hamesha faida deti hain

        G bhai jan ap nay theek kaha hai humyn apni skills ko mazbot karny ka liye pehly forex ka mutliq knowledge hasil karna hoga or ager ik dafa skills achi ho gye to koi masla nahi hai hum forex main kamiyab ho jiyem gye or is ka liye experience ka hona must hai....
        • #5 Collapse

          Re: Skills hamesha faida deti hain

          G bhai ap ne thk kaha ha dakhaen jo chz hm khud kr skty haen us k lye hm q kisi ka mohtaj hn.hamry andr itni abilities honi chaye k hm ksi kam ko krny k jb than laen tu us ko kr k dam laen.es lye apny skills ko improve krean aur sahary laina chor daen
          • #6 Collapse

            Re: Skills hamesha faida deti hain

            G friend ap ke bat tek ha k skill hamesha faida dat ahin iss ke example ham iss trah da skta hain ek unskilled person kisi kam ko acha tariqa sa nhn kr skta aur agr usa wo kam krna main bhut time lgta ha tu ek skilled person smart work kr k us kam ko thora time main finish kr skta ha jis sa us ko ziada profit mil skat ha tu forex trading main skills ka hona bhut ahem ha
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Skills hamesha faida deti hain

              g bhai success milti hi skills k sath hai agar ap me koi bhi skill nahi hai to ap ko chahiye k ap pehle koi skill seekh lain yani learn kar lain ta k agar ap koi kam karna chahte to ap us skill se help le sake or skill koi bhi ho zindagi me kisi na kisi mor par zaroor kam a jata hai lehaza kisi bhi skill ho chota na samje balke har skill ka faida apna apna hota hai jo time ane par pata chal jata hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X