Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain
    Forum per aksar log threads create kertay hain ya post ka reply detay hain tou woh spellings ka bilkul khayal nahin kertay aur mistakes kertay hain jis sae uss thread ka ya post ka concept clear nahin hota aisa na kerain aur apni mistakes ko remove kerain jis sae tamam members ko faida ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain

    G bhai jan ap nay theek kaha hai thread or postain spelling mastake nahi honi chiye kyun ka ager hum roman main chat karty hai to spelling ghalt hon gye to humyn month ka last main bonus ka kam mila hi is baat ka saboot hai mager ap ko chiye ka humesha chiye wo thread ho ya post ka reply jo pory spelling ka sath karyn....
    • #3 Collapse

      Re: Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain

      G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum thread ya post karty waqt spellings mistake na kary humy chaya k gor say par k phr thread ya post kary agr hum apni spelling mistake ko ni khatam kary gay toh humy aisy bonus kam hi mily ga is lea humy apni mistake ko improve karna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain

        G han posting k daoran jaldi men ya kam education ki waja se bahut se thread ya post kartay huway spelling ki bahut ziyada mistakes kar detey hen jiss ki waja se read karna aur reply karna bahut mushkil hota hey aur sentence ki samaj hi nhi aati aur aesi posting pe thanks bhi kam hi miltay hen
        • #5 Collapse

          Re: Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain

          Gee aap ki baa theek hai kuch log tou forex mein bahut achi posts kertay hain aur unn ki posts mein spelling ki koi mistakes nahin hotein jis sae uss ki samajh bhi achay sae ati hai lakin kuch members tou poori posts mein spellings aisay likhtay hain kay aik lafz ki bhi samajh nahin ati tou iss ka koi faida nahin hai
          • #6 Collapse

            Re: Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain

            g bhai ye bohat masla chal raha hai k bohat se log thread me or posting me wording ka dehan nahi rakhte jis se thread ka answer dene me problem hoti hai or posting ko read karne me bhi problem hoti hai or jo log ye kam karte hain un ko bonus bhi bohat thora milta hai lehaza agar bonus acha hasil karna chahte ho to thread or posting ki wording bhi sahi type kiya kare shukria.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Threads aur posts mein spelling mistakes na kerain

              Forum per jab bhi koi post reply kerein ya new thread creat krein to ye zaroor khayal kerein ky ap ki spelling bilkul teek honi chaye.
              Ye forum ky rules mein bhi hai ky ap ky spelling teek hony chaye. Werna ap ki post delete bhi ho sakti hai. Is liye koshish kerni chaye ky ap ky spelling teek hon ta ky ap ki post aur thread dlete na hon.

              اب آن لائن

              Working...
              X