Forex mein traders ki thinkings
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein traders ki thinkings
    Forex mein aksar members yehi sochtay hain kay ab woh forex mein aa gae hain aur woh iss sae bahut acha profit hasil kerain gay aur iss kay lye unn ko zayada kaam bhi nahin kerna paray ga lakin aisa nahin hai
    Forex mein kamyabi hasil kernay kay lye iss kaam mein bahut zayada mehnat ki zaroorat hoti hai aisay hi forex sae kuch nahin milnay wala aap iss ko seekhain iss mein analysis seekhain indicators ko use kerna seekhain plannings kerain strategies banain tab aap iss mein kamyab ho saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein traders ki thinkings

    Forex me. acha trader ak good soach raktha ha q k us ko ealm hota ha vo jatny achi trade kay ka us ko etna he zaida profit ho ga. Us ki. thingk mokhtilf hoti ha vo Acha sochta or dosron ko es business k bary me brifing data ha ak achy trader achi things esi se pata chalta
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein traders ki thinkings

      Forex mein traders ki thinking sub sy pehly musbit honi chahiay or kabhi bhi over confidence nai hona chahiay k me bus sub kuch kr lon ga forex me trade sy pehlay bahut kuch seekhna parrta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein traders ki thinkings

        Insaan ki sochy insaan ki zindagi may buhat bara hath rakhtii hain or insaan kay sary amal us ki sochon ka mutabiq hee hoty hain agar wo masbat soch rakhta hay to yaqeenan us kay kaam or un kay nataij bhi masbat hon gay isi tarah agr forex main trader ki soch masbat ho gi to wo achy say trade laga sakay ga or munafa bhi buhat zada ho ga..
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein traders ki thinkings

          Gee haan bhai aap nay theek kaha hai forex mein log yehi samajhtay hain kay unhoun nay forex ko join ker lya hai tou ab unhain income khud ba khud aye gi lakin aisa nahin hai yeh aik business hai aur business mein koi kaam kya jata hai tou hi uss sae income aati hai aur aap iss mein mehnat sae kaam kerain gay tou income bhi milay gi
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein traders ki thinkings

            G bros ap nay theek kaha hai forex kay mutaliq trader ki thinking ye hi hoti hai ka whon say forex ko join kar kay is per bahot eysan kiya hai so wo itna tik bhi nahi paty so ap chiye ka forex ko ager ap nay join bhi kar liya hai to ap is per kafi mehnat karyn ager ap mehnat karyn gye to ap ko is ka ajer mily ga so jitni mehnat utna profit ....
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein traders ki thinkings

              Achay trader ki thinking b achi honi chahein trading mai wohi bnda kaamyab hota hai Jo forex trading ki practice karay achi trading strategies ko apni trading mai use kray and planning b best kry jab trade lga day to apni trade mai patience rakhay and trading krtay hoye trading discipline ka khayal rakhay account ko manage karnay k lye money management karay
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein traders ki thinkings

                Ji bilkul theek kaha apne forex hamain rato rat ameer nahi bna skta iske liye hamain hardworking , knowledge, aur experiance k sath ahista ahista kamyabi milti ha ye abi hamare apne aap par ha ha k ham iske liye kitni mehnat krte hain kiu k jitni ham mehnat karain gy uska rewrd b us hi hisaab se milta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein traders ki thinkings

                  Bilkul teek kaha dear fellow forex trading may kamyabi ithni be asaan nahe hay jitna hum samajthay hay is business may kamyaab honay k liay buhut mehnat Karne hothe hay our is k analysis par our indecators par uboor hasil karna hotha hay thab aap is business say earning Kar saktay hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein traders ki thinkings

                    forex market ma sochnay se kaam ni chalta balke practice aur seekhnay se kaam chalta ha, is lye k forex trading aik bohat pacheedah kaam ha jis ko karnay k lye bohat ziadah mehnat ki zarurat padti ha, sochnay se forex bohat asaan lagti ha lakin jab trading ki jati ha to os waqt boht sari mushkalat ka samna karna padta hai, is lye jo jitni ziadah mehnat karay ga wohi kamyab ho ga is lye hamain khyali puloa pakanay ki zarurat ni ha balke amal karna padta ha is lye hamin kaam karan padta ha forex ma successful honay k lye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein traders ki thinkings

                      Daikhain dear Forex trading main aik trader ke thinking positive honi chahaiy agr trader jab es business ko positive way main kray ga too us ka result bhi acha ho ga es laiy achi thinking say es work ko kya jaiy woo zeada acha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein traders ki thinkings

                        G ha ap sb ny both he achi bt ki ha ky is ko kr krny ky leay hm sb ki khafi practice ki zarot hota ha or hm jb be km my knowledge or experience ho jata ha ky hm ko ab trend sy acha working krny pr profits ho ga jb hm km ko achy sy time be daty ha tb be business my acha response hota ha or hm successful hoty ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein traders ki thinkings

                          forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha profit hasial kar saky gy forex mai hum live trading karty hain hum is mai investment be kar sakty hain forex aik international business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein traders ki thinkings

                            forex mai hum kam karty hain hamae soch hote hain ky hamy bonus be acha mily ga hum is mai live trading karty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein traders ki thinkings

                              forex mai hum kam karty hain to hum yai sochty hain ky hamy ache earning mily ge lakin sochy sy kuch nahi ho ga hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X