take forex easy you must win

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dearf reinds mein jaha tak forex kay baray mein jant a hoon to meray khayl mein forex mein working kartay waqt relx ho kay si pay working karay aor fear say kaam na karay jeet aroor apki ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      G han forex ko ap essye lyen agr ap forex mein ap tenshtion mein kaam karo gye tu ap ko los ho ga ap apna mind acha rakh kar tranding karen ap ko profit ho ga
      • #168 Collapse

        Forex trading weise to buhat hi tension deine wala business he magar hum agar relax ho kar trading karin ge to hum sakoon se es business min se kafi earning bhi kar sakte hin aur sab se pehle to hum lalach ko paas na ane din us k bad koei acha sa trading ka plan bana kar hum trading karin.
        • #169 Collapse

          Fresh mind ke sath trading karni chahiye, Is se losses ke chanes kam hote hain aur profit ka chance ziada hota hai.
          • #170 Collapse

            Assalaam o alaikum take profit wahan kaam aati hai jahan aap na ho for example k aap sorahe hon aur aapki profit arahe hain aur aapko pata b nei agar aapne take profit lagaya hoga then aap suceesfull honge aor aapkja profit aapko miljaiga issliye trade jab b akren koshish karen k trade take profit k sath lagain.................
            • #171 Collapse

              g han forex ko apne per havi mat kren utna kren jitna ap kr skte hain pher he ap behter tareeqe se kr paen ge warna to ap kbhi b ni kr paen ge mushkil cheez hai per simple hain smjh k kren to
              • #172 Collapse

                g han humen forex trading ko easy tarha lena chaye na k is mey koi jald bazi kar ni chaye agar hum is mey jad bazi karenge tou apna bhi lose karenge or satah sath apne trading ka bhi lose karenge isi liye humen trading k doran bilkul shant rehna chaye or is mey kisi bhi kisam ki trading k doran koi jald bazi nahi kar ni chaye q k trader is business ko bilkul bhi like nahi kartey hen jis trading mey lose ho unhey . Thanks.
                • #173 Collapse

                  certainly did not plan to be available one or two kinds,, but still all trade plan can not be separated from management mode capital..with great endurance course
                  • #174 Collapse

                    aslamu alaikum:ji sure ap ki baat kafi had thik hai jab insan mentaly tooor par fresh hota hai to wo bohat achi trade kar sakta hai aur kafi earn bhi kar sakta hai
                    • #175 Collapse

                      g bhai jaan forex to asan nhe hota hai is mai asani say humay kaam karne mai leanring karni b chaiey kiu k ye busienss mai or asan nhe hota ha
                      • #176 Collapse

                        no its not easy forex main hamen learning ki ashad zaroorat hai learning k bagair forex aik nihayat mushkil business hai or learning k bagair k kuch nai kar sakty just focus on learning.
                         
                        • #177 Collapse

                          g bhai bilkul theek kaha apne ke hamko forex ko easy lena chahiye isko sir pe sawaar nahi karna chahiye na hi panic hona chahiye,kiunke ye already bohat ziyada risky business hai aur is mein ham bohat mushkilon se kamiyab hote hian,to apko chahiye ke ap is pe khoob practice karen.
                          • #178 Collapse

                            Forex trading ak risky business hai aur mare khyal main kafi difficult be hai is lie humain is business ko fresh ho ker and easy ho ker kerna chahie kuin k ager hum is business ko easy ho ker krain ge to hi hum is se profit earn ker sekte hain.
                            • #179 Collapse

                              Kse b kam ko agr apne uper heavy kar lya jay to vo nahi hota forex ko b agr easy lya jay r mhnat ke jay to bnda zaror kamyab ho jata ha forex me
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                yes it is true. forex trading krtay waqat khud ko apnay brain ko fresh rakein. ap logon ko ziada stress mein nhi jana chahiye. bs ziada preshaan na hon aur khud ko easy rehnein dein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X