Dont Be Greeedy in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dont Be Greeedy in trading
    Dear member forex ek bahut he acha business hai aur is main wohi kamyab hota hai jo apne emotions ko control karta hai is main greedy ka koi mustakbil nahi hai qk greedy man hamesha zyada ki lalach main wo b gawata hai jo us ne kamya ho apka kia khayal hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dont Be Greeedy in trading

    small profit targets hamare liye bahut jyada best hote hain agar hum greedy hokar trading mein kaam karenge aur jyada and karne ki laalach karenge tab hum apna game Kiya hua profit bhi Luta jayenge isliye Hame aisa bilkul bhi nahi karna chahiye Hame small profitko collect karna chahiye jab hum small profit collect karte hain tab hamare paas bahut hi acchi amount ban jati Hai
    So hamen apne profit ko daily collect krna bahot hi achi baat hai
    • #3 Collapse

      Re: Dont Be Greeedy in trading

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
      Dear member forex ek bahut he acha business hai aur is main wohi kamyab hota hai jo apne emotions ko control karta hai is main greedy ka koi mustakbil nahi hai qk greedy man hamesha zyada ki lalach main wo b gawata hai jo us ne kamya ho apka kia khayal hai
      read traders Ki Sabse Badi Anjani Hai traders Jab trading cutaway green karte hain sone ka process we lost may change ho jata credit score chahiye Hamesha reasonable profit Banaye aur Kabhi B grade Nakhre
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Dont Be Greeedy in trading

        forex ek best and world ka sub se big bussines hye as me hum agr koch theak se apne oper as ke rulles ko lazmi kr laian to hum ko as se acha fayda hota hye as me apne emotions pr control rakhana lazmi hota hye and forex me nakami ke big waja he lalach hye forex ko lalach se nahi keya ja sakta hye as leye slow and slow earn krna chahaye as se
        • #5 Collapse

          Re: Dont Be Greeedy in trading

          G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me greedy nahi bnana chahiya......... forex tradinh ek boht acha business hai is me khud ko control rkahna chahiya is me lalach nahi karna chahiya lalach bori bala hai.......agr koi is me lalach kary ga toh jo us ny paya ho ga wo b kho ly ga is liya success ho ka work karna chahiya
          • #6 Collapse

            Re: Dont Be Greeedy in trading

            Jee bilkul humay greedy nahi banna chahiye , ager hum trading me zyada greedy bane gay to humay kafi nuksan ka samna bhi ho sakta hai because market achanak se mechay bhi aa sakti hai, es liye humay sabar se kam lena chahiye .
            • #7 Collapse

              Re: Dont Be Greeedy in trading

              G han forex trading ma greed krny Waly ki koi jaga nahe hai hai q k jo log greed ka aty hain wo loss hi krty hain because jb hm greed ka aty hain to hm emotionless ho jaty hain or zayada kamane k chaker ka jaldbazi ma Galt trades lga dety hain jis wajha se loss ho jata hai so control on your emotions while doing trade
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Dont Be Greeedy in trading

                Lalach say kabhi kuch haasil nahi hota siwaye bay chaini kay to lalach karny say hazaraha baar behtar hay kay hum apny kaam pr focus karain or zada say zada mehnat karain or apnay kaam ko behtar banany ki koshish karain or profit yan loss to iss business ka hissa hain hamy zada kay lalach may koi aisa faisla nhyn karna chahiye jo bad may hamary liye zada nuqsaan ka bais hay..

                اب آن لائن

                Working...
                X