Forex trading is difficult to leave but easy to join

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading is difficult to leave but easy to join
    Dear forex trading ko join krna to bht hi as an hai but esy chorna bht hi mushkil hai
    Join krna easy es liye hai k log rich bnne k liye join kr lety hain just 3 steps verification process or kam shuru kr dety hain
    Forex ko chorna bht hi mushkil hai un logo k liye jinho ne forex ko as a profession join kea hai q k time k sth sth un ka experience barh jata hai wo trained ho jaty hain hmy trading easy lgny lg jati hai jb hm seekh jaty hain to tb esy chorna bht hi mushkil hota hai q k hm experts bn jaty hain or esy nahe chorna chahty or mera nahe khyal k us stage pa esy koi bhi chory ga

    Share your opinions
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

    Yes ap nay belkul theek bat ki hai k hamain as mien aa ker jab join kerty hien tu hamain as mien aa ker join kerny mien masla ho jata hai or jab hum as ko join kerty hiwen tu as ko hum chor bee na paty hien as lyee hamain as mien etni mehnat kerni ho gi as lye hamain as mien a aker kam kerna hota hai or hamain as mien earning kerni ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

      hani bhai ap ki bat thek hai mai bhe es say mutfik hun forex ko jub join ka rlaity hain tu hmain chorna mushkil ho jata hai forex aik nashy ki tra hai jub takap market ko na diakhain ap ko skon nahi milta chahay markeet of bhe ho tu ap makret ko din main aik bar zror daikhty hain becasue ye bohat he dilchasp business hai ess main ham bor bilkul bhe nahi hoty.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

        اصل پيغام ارسال کردہ از: syedkazmi پيغام ديکھيے
        Dear forex trading ko join krna to bht hi as an hai but esy chorna bht hi mushkil hai
        Join krna easy es liye hai k log rich bnne k liye join kr lety hain just 3 steps verification process or kam shuru kr dety hain
        Forex ko chorna bht hi mushkil hai un logo k liye jinho ne forex ko as a profession join kea hai q k time k sth sth un ka experience barh jata hai wo trained ho jaty hain hmy trading easy lgny lg jati hai jb hm seekh jaty hain to tb esy chorna bht hi mushkil hota hai q k hm experts bn jaty hain or esy nahe chorna chahty or mera nahe khyal k us stage pa esy koi bhi chory ga

        Share your opinions
        Forex trading Ek Aisa business Hai Isko Log Yahan toh bahut aasani se pehle Chaha Lekin Phir Bhi Socho Na bahut Mushkil ho jata hai jio KBC bahut jyada Aadat Ho Jati Hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

          Gee bilkul janaab forex trading ka business start may bandhay ko buhut mushkil our complicated business nazar aatha hay lekin jab is business ka experience ho jaae our is say earning start hojatha hay tho per kise be soorath aap is ko nahe chord sakhtay kionka ye aap ko acha khasa munafa detha hay our aap ke behthareen earning Ka Zaria ban jatha hay
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

            Gee haan brother aap ki baat theek hai forex ko join kerna tou easy hai lakin iss ko chorna mushkil hai jab aap ko iss sae earning ana start hoti hai tou aap ko hosla hata hai aur aap ka iss kaam mein interest zayada barh jata hai aur phir aap iss ko chorna bhi chahyain tou nahin chor saktay
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

              Forex mein kamyabi hi logoun ko apnay sae dour nahin janay deti iss lye kamyab log hi iss mein zayada kamatay hain aur woh iss ko chorna bhi nahin chahtay jin ko forex mein dilchaspi nahin hai tou woh iss sae kuch hasil nahin ker saktay iss lye woh forex ko bura bhala bhi kehtay rehtay hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

                Ager koi person ek bar forex use kar le to wo esko kabhi bhi nahi chor sakta because wo forex use kar ke kafi earn karta hai aur koi bhi person apnay ap ko nuksan nahi dena chahe ga , es liye forex ko chorna uske ke liye kafi dushwar hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

                  G apny bilkul theek kaha hy kisy chorna difficult hota hy q k jb hm isy join krty hn to hmen is say boht si expectations hoti hn jb tak hum wh pori nhe krty hum is say chipky rehty hn iska janon nashay wala hota lakin jb earnings start ho jati hn to hm ager fed up ho kr chorna b chahen to b hm isme trained ho chuky hoty hn hmary pass experience b aa jata hy phr hum ksi or bussines ka ager sochen b to investment k sath uska experience zrori hota hy is lye hum issy chor hi nhe paty .
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

                    You Are RiGht Dear....foRec iS Easy yo join BuT Difficult To Leave....Q k Jisko Forex ki saMajh Aa Jaaey oR achi tarha MaRket Ko Or Pairs Ko SamaJhta Ho to yeH uS K LiYe BeHtreen Kaam hai Or BhoT hii Aasaani Se or kam Waat Main Achi amoUnt Main pRoFit haasiL KaR SaKta hai LeKin iS K OppoSite Agar Koi Trader Market Ko Time Nahi deta to Woh Loss main Trades Close KaRta hai Or jaLd Hii FoRex Ko vhoR Deta Hai...
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

                      Dear ap ki bt thk ha but agr aik bnda seekh jata ha tu us ko chorny ka sawal hi paida ni hota q k ye aik profitable business ha agr hm es ko seekh k chor daen ge tu hm se bewaqoof tu koi ni ha na
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading is difficult to leave but easy to join

                        Gii haan meray khayal main forex trading aik daldal ki tarah hain jo aik baar is main gir jata hay us ka nikalna mushkil hi nahi na mumkin nazar ata hay qu kay insaan aik baar roshan mustaqbil or apni zindagi ko sanwarny or kuch banny kay liye is field may aa jata hay phir usko roz roz kamyabi kay naye naye darwazy khultay huway nazar aannay lagte hain to us kay liye chorna mushkil hi nahi na mumkin ho jata hay..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X