Money management aor risk reward mai faraq kai hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management aor risk reward mai faraq kai hai???
    Dear ais forum par kafi zayda senior log hai jin ko ais market k bary mai pata hai kai wo ye bata sakty hai k jab hum ais market mai trade lagaty hai to ais mai hum ko risk reward ka kaisy pata chalta hai k trade par kitna risk reward lagna hai aor aus k sath sath hum ko ye kaisy pata chalta hai k ais mai money management k sath kaisy kaam karna hai ye dono kaam bahot zarori hai ain k bary mai bata dey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management aor risk reward mai faraq kai hai???

    Dear money management ka matlab hota hai ki hum Apne account balance k motabiq k sath lot size you choose karte hainaur hum Apne balance ki mataji ki trading karte hain agar hum balance se overtrading karenge tab hum money management nahi kar payenge
    ISI Tarah se Hame money management ke sath sath hum a risk to reward bhi bahut zaroori hota Hai risk to reward hamare liyeIbahut se benefits rehta Hai jab hum Kisi bhi trade mein risk to reward se Kam Nahi Hai ab hum Kabhi had tak kaam Yaad ho payenge
    • #3 Collapse

      Re: Money management aor risk reward mai faraq kai hai???

      Risk reward ka matlb hai k hamari trade lgaanay se pehlay market mai Jo risk factor hai woh hamari trade p Jo action krta hai usko risk reward kehtay hain matlb agar market mai risk value ko daikhay bghair agar ham trade lgaatay hain to hamein is risk ki waja se loss hota hai aor hamari trade successful nae hoti and is risk ko daikhnay samjhnay k bad ham Jo apni trade mai stop loss and take profit lgaatay hain and trade lgaanay k accurate timing yeah sab money management mai aata hai
      • #4 Collapse

        Re: Money management aor risk reward mai faraq kai hai???

        mery dost forex main money management our risk reward ratio do alaga alag rules hai jo k forex main aik trader k leay kafi importance rakhty hain money management simple hai k app nay account capital bonus balance ko diekh k trades leni hain jab k risk reward ye hai k app ko forex main wo trade leni hai jes main analysis kernay k bad stop loss 20 pips ka hai to take profit app ka 100 pips ka ho mean risk reward ratio us main 1:5 ho ga to risk reward 1:1 ka ya 1:2 say zeada ka hona chahy
        • #5 Collapse

          Re: Money management aor risk reward mai faraq kai hai???

          dani bhai money mangmentwoh hoti hai ju ap apny account ko volum ko bhara kar ya kam kar k karty hain money mangement forex ka rules hai ager ap k pas 100 doller hai tu ap ko 0.02 ki lot say ziada trade nahi karni chaheay siko hum money mangment bolty hain aur risk aur reward ratio wo hoti hai ju ap apny account main risk ziada ya kam laty hain risk reward ap trade lgany sya pehly deside karty hain k mera risk itna hai aur reward itni hai hamesha risky say doublle reward rakhna chahea ta k ager koi trade loss bhe kar jay tu ap ka double reward osy pora kar day.
          • #6 Collapse

            Re: Money management aor risk reward mai faraq kai hai???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: dani962 پيغام ديکھيے
            Dear ais forum par kafi zayda senior log hai jin ko ais market k bary mai pata hai kai wo ye bata sakty hai k jab hum ais market mai trade lagaty hai to ais mai hum ko risk reward ka kaisy pata chalta hai k trade par kitna risk reward lagna hai aor aus k sath sath hum ko ye kaisy pata chalta hai k ais mai money management k sath kaisy kaam karna hai ye dono kaam bahot zarori hai ain k bary mai bata dey.
            money management Osho Kehte Hain Jo traders apni moneytrade Mein Lagate Hain aur your money margin free hote hain risk reward ratio Kisko kehte hain Ke Humne Tumse Kitna risk lena hai aur Hame iska kitna award milega
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Money management aor risk reward mai faraq kai hai???

              agr hum money management pr kam krte han to as me kabi bhe hum loss nahi krte hum ko jo loss hota hye wo hum apne account ko dekh kr trading nahi krte as leye hum ke account wish ho jate han hum ko ye sochana chahye ke ye world ka big bussines hey as me harmri account ke koch bhe ahmeyat nahi hye as leye soch samj kr he trading ke jye kam se kam lot size pr

              اب آن لائن

              Working...
              X