what should be the target for a good trader??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2581 Collapse

    ak aucha trder hamysha thek tara sa trding karta ha wo lalach kabi bi ni karta ak kamyab trder wo hi hota hja jo apna loss ko bi profit ma badal la wo hamysha fresh mind k seth tarding karta ha wo bi auchi plaing k seth
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2582 Collapse

      aik achy aur gud trader ka target apny experince ko daikhty huway hona chahiey kyun keh agar hum ziada profit ka lalach karen gay to es lalach kay chakar main hum market main loss kar lain gay so humay aisay lalach nahi karna chahiey
      • #2583 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        ak acha trader banana k lea kia traget hona cahea zyada earning ya zyada learning ??
        aik acha trader market say average profit earn karta hay apny experince kay mutabiq so agar hum market say earn karna chahty hay to humay esmain lalch nahi karna chahiey balkeh esmain theak say market ko daikh kar trade karna chahiey
         
        • #2584 Collapse

          mere khyal me 1 acha trader wo he jo is me apni hikmat e amli k hisaab se kamm karta he or is me issi hisaab se kamm karta he jis tarf market jati he or wo is me kamyabi deta he or is se earn hota he wo is me success he
          • #2585 Collapse

            humain agr trading main success hasil karni hay to humain is main leanring kar kay kam karna ho ga ta kay humain trading main profit hasil ho saky humain is main loss km ho skay or humain is main target set kar kay kam karna ho ga
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #2586 Collapse

              agar hum trading main achy hay to humay chahiey keh aik target rakh kar he trade karen tab he hum market main safe trades kar sakty hay aur apny lalach ko bhi control main rakh kar trading karna eham hota hay so humay dil lga kar focus karna chahiey
              • #2587 Collapse

                traders ko apne balance ko or apni skills ko dekhte hue apne target ko set karna chahiye market se zid laga kar kabhi kamyabi nahi hasil ki ja sakti agar aap ne mehnat karte hue trading kari to hamesha aap kamyabi hasil karen ge bas greed nahi kariye ga .
                • #2588 Collapse

                  good trader is market main us waqt tak successful nahi ho saqty hain jub tak inho nay is kaam k liay motivate krty hain or sath main kafi easy say earn kr saqty hain laikin is target ko hasil krny k liay hum nay kafi hard work krna hota hai or is main koi b lalach nahi krna hai hum nay
                  I LOVE PAK FORUM
                  • #2589 Collapse

                    aik achy target kay liey humay forex trading main kamyab earning karni chahiey wo tab he posible hay keh jab hum achy say trading ko time dain gay tab he ye sab posible hay aur esko theak say seekhay gay tab he
                    • #2590 Collapse

                      aik achy trader kay liey humay chahiey keh aik acha target set karen profit ka aur wo bhi apny experince ko daikh kar warna hum market main theak say earning nahi kar sakty yahe humary liye bohat eham hay
                      • #2591 Collapse

                        aik achay trader jka sus ay bara target yehi hota hai kay kis tarah say aik achi eaerning ki jaiy is liay ai achay trader ko jub aik achi earning mil jaiy tu wo try kara kay apni trade ko close karay
                        • #2592 Collapse

                          forex trading mien apko chahiye ke ap ko chahiye ke agar ap is mien new tarder hian to phir is mein apo apna target per month 30% tk rakhen aur usko achieve karne ke baad trading rok den.
                          • #2593 Collapse

                            aik achay aur good trader ka sub say bara target yehi hona chaiy kay kaisya bi karkay apnay target ko pehlay achieved kiya jaiy is kay baad hi kuch aur kiya jaiy
                            • #2594 Collapse

                              Forex trading mai her traders ka yahi target hota hy k wo successfull trader ban jae lakin is ke liya usko bohat zaida hard work ke zarorat perti hy jis sai usko is ke bare mai smj ati hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2595 Collapse

                                aik achy trader kay liey acha target uskay experince kay mutabiq hota hay so agar hum achy trader hay to hum ziada target set kar sakty hay so humay esmain lalach bhi nahi karna chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X