Small account small lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small account small lot size
    Dear members agar ap ka account small hai to ap isko
    safe rakhnay and slowly and gradually barhaanay ki
    koshish karein small account holders is bat ko yaqeeni bnaein k kbi b apni trades mai big lot size na lgaein blke small account k hotay hoye small lot size select kar k apni trading ko continue rakhein Jo k ap k account ko b safe rakhay GI aor ap k profit ko b ahista ahista up le jaye GI
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small account small lot size

    G Dear apne sahi bat ki hai agar ap lot size ka zyada istmaal karenge to loss b utna he hoga lakin agar apka capital kam hai to ap bari lot ki trading karen to matlb apne khud account wash kia hai apko learn ki zarort hai aur forex main learning must hai agar apne learning nhi ki to phr ap achi trading nahi kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: Small account small lot size

      Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein trading kernay kay lye aur phir trade ko kamyab bananay kay lye lot size ki bahut zayada aehmiat hoti hai aap ka agar account balance kam hai tou aap uss mein small lot kay sath trade lagain ta kay aap ka bonus bhi safe rahay aur aap ka balance bhi barh jaye
      • #4 Collapse

        Re: Small account small lot size

        dear members agar aap ka account small hay tou aap ko small lot size pe he trading karni chahiye kabhi bhi over trading na karain ya barri barri lots pe trading na karain loss hojata hay so first priority honi chahiye kay account ko save krna hay account ki safety pehle hay then aap small account ko bohat best manege kr lo gay
        • #5 Collapse

          Re: Small account small lot size

          jer myry bi ao ny vilkul sai kaha ha yeh aik online karobar ha is online karobar man ap smaal account man small lot size ii trade karo agar ap k pas bara account ha to ap bari lot k size ki trafe kar skaty ho or yeh aik bht he acha karobar HA
          • #6 Collapse

            Re: Small account small lot size

            Lalach ki waja sy lot soz zeada kga dyty hy kbhi esa feel ho raha hota hy k ham lot siz zeada lga sgty hy hamy narket ki smjh arhi hy pr esa hota nai hy lot siz market ko smjhny k hesab sy nai balky market my save rehny k liya apny balance k hesab sy hamy lgani chiya us or ham riak free trading kr sgty hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Small account small lot size

              G haan bhai jO bhe newbiess a rhaii hain is kaam mein uhain yeh he chahiyaii k unkaa account smaall hotaa hai maximum 50$ tkk paisayy hotaii hain isliye unkO big lot sizee k sath trading nhee krnee chahiyaii q k yeh bhtt risk hai isse unkA accnt bhee washh hO sktaa haii isliye unhain chahiyaiii k hmesha small lot size se kaam kraiin isse ak to unkaa accnt bhee safee hotaa haii aur dsraa yeh k unke practisee bhe achee hO jatee haii
              • #8 Collapse

                Re: Small account small lot size

                g dear brother app nea sahi kaha k agar lot ka size kam rakhy gea to humay profit loss kam ho ga ur kam balance walu ko lot size kam rakhna bohat zaroori hai baqi forex mai agar koi bnda greedy ho k kam kre ga woto blkul b successfull ni hai is liya hum sab ko chaiye agar blance zda ho ya kam hum forex mai patience k sath slow and steady kam kre is mai profit kam honayy k sath sath loss b bohat kam ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Small account small lot size

                  Yes dear hamen small account py trde krty hoy lot size ka bahut ziada khyal rakhna chhy aor hamsha lot size small account py small rakhni chahy aor big accounts capital honey py bhe lt size smll place kren
                  • #10 Collapse

                    Re: Small account small lot size

                    Forex trading mein agar humara account balance kam ho ga tou phir humain forex mein bahut zayada aehtiat sae kaam kerna chahyea aur forex mein trade small lot kay sath kerni chahyea kyun kay agar forex mein bari lot kay sath trade lagain gay tou humara account wash ho jaye ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Small account small lot size

                      You Are RiGht Dear....haMeN Chaahiye k JiTna Account main BaLance Ho usay DeKhtay huay Hii Koi Bhi Trade Lagaai Jaaey....agar BaLance Zyaada Ho Or exPerience Bhi acha Ho To Achaa Khaasa proFiT Chand miNuTes main bhi Kamaaya Jaa saKtaa hai LeKin AgaR BaLanCe Kam ho To Lott SiZe Bhi iTna hoNa ChaahiYe K Agar koi LoSs ho Bhi jaaey to miNoR Sa ho or uS loSs K reCover KaRna bhi eaSy Ho...
                      • #12 Collapse

                        Re: Small account small lot size

                        Bilkul teek kaha aap nay is business may buhut risk hotha hay our Jo new members hothay hay os may maximum members Jo lot size ka patha nahee hotha our wo buhut jald apna account wash karwa dethay hay is liay lot size ka apne trading may buhut khyal rakna chahiay
                        • #13 Collapse

                          Re: Small account small lot size

                          G bhai ap nay bahut achi bat ki hay, jen traders k account small hotay hain un ko apnay account k mutabik hi small lot size use karna chaheay aur kabi bi big lot size use kar k risk nai lena chaheay q kah jo traders small account say bara profit earn karnay ki koshish kartay hain un ko bahut zayada loss ata hay aur un k accounts wash ho jatay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Small account small lot size

                            Small balance account pa small lots size use karny say account wash honay ka risk be nahi hota our profitable trading be hoti tu dosto small lots use kia kary is say kafi faida mely ga zayida say zayida lose say bach sakty hai ya kafi best advice hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small account small lot size

                              Boss jab hamara account small h tu hamain as mien as mien lot b small astmal kerna hota h agar ham as mien bari lot use kerty hien tu aagr hamain as mine loss hony lag jata h tu phir haamra account wash b ho sakt h as lyee hamain as mien small account mien small trade hi open kerna bhoot zarori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X