Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata
    Dear friend ap sub ko pata h k k waqt kisi ka muhtaj nahen h is leye mere dosto waqt ki qader karen aur apne ap ko pehchane k hum kia kar rahe hn humen chaye aj jo waqt h humen usi me jo karen ge so karen ge lakin kal kis ne dekhi h so plz aj jo bhe work karna h aj karen aur apne waqt ko pehchano ta k ane wala waqt humare leye behtar ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

    Yes you are absolutely right kbhi bhi guzra hua wqt wapis nahe ata hai esi liye apna qeemti wqt zaya na kren or forum pa work kren es ma bhi physically hm free hi hoty hain so forum pa kam kren or learning kren or apne wqt ko achi jga serve kren ta k future ma pachtana na pary
    • #3 Collapse

      Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

      G friends ap nay theak bola hy k gya huwa wkt wapis nai aata as ki hum ko qadr karni cahy.wasy b bolty hain na k gya wkt moo say boli baat aur hath say nikla teer wapis nai aata.as ley hum ko apny wkt ko qeemti banana cahy aur sai time par knowledge gain karna cahy.
      • #4 Collapse

        Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

        You aRe riGht Dear....gya Hua TiMe Kabhi Bhi waPis Nahi Aata haMen KoshiSh kaRni ChaahiYe K TiMe Ko HameSha achi TaRha UTiLize KaRen Or MaRkeT ko achi taRha saMajhnay Ki KOshiSh KaRen Taakay Achi TradiNg Ko YaQeeni Banaaya Jaa saKay...Hamen chaahiye K Jo Bhi Trade Lagaaen PooRay AnaLysis kaRnay K Baad lagaaen taakay PrOfit K ChaNces Zyaada Or LoSs K ChaNces Kam HoOn...
        • #5 Collapse

          Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

          Boss app ki baat theek hai forex ho ya life ka koi bhe hisa ho us main geaya waqt pher hath ata nahe hai usi leay insta bhe kafi ache opportunity day raha hai to us ka faida uthain our ap ko apna bonus ko secure ker k kaam kerna chahy tak app ko ache earning ho app ki learning bhe easy main ache ho ge our aik din app kamyab trader isi tarha mehant kerty rahey to ban jain gay
          • #6 Collapse

            Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

            jee janab ap ny bilkul sai kaha ha gya huya waqat kabi b hathni ata so ap jab b trading karo to bht zyda souch smaj k kam karo ni to apko bht zyda loss ho skata ha or apki money b zaya ho skato ha so ap kam knowladge k sath kia karo hmysah
            • #7 Collapse

              Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mamirkhan پيغام ديکھيے
              Dear friend ap sub ko pata h k k waqt kisi ka muhtaj nahen h is leye mere dosto waqt ki qader karen aur apne ap ko pehchane k hum kia kar rahe hn humen chaye aj jo waqt h humen usi me jo karen ge so karen ge lakin kal kis ne dekhi h so plz aj jo bhe work karna h aj karen aur apne waqt ko pehchano ta k ane wala waqt humare leye behtar ho
              Yeh Baat Aap Ki Cheez Hai Jo time Guzar jata hai wo Kabhi Wapas nahi ata isliye agar aapne gujre Huye time mein trading ki mistake Thi Hi Ho on mistakes ko prapt karte h e treading ki try kare
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                jo bhe log apna kam apne time pr krte han wohi log kamyab hote han ye time kabi bhe hum ke leye wait nahi krta hye ye forex markt bhe kse ka wait nahi krte agr hum jatna zayda time as bussines ko dain ge to hum jalde he as bussines ko smj jayen ge and hum jalde he as se earn krna start kr dian ge as ley hum ko har kam apne time pr karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                  Yes you are absolutely right about this famous saying that time and tide waits for none. This is why we need to be regular and punctual regarding all aspects of our life either it is personal or professional. Punctuality is the necessary thing we have to be with than we will get its rewards beyond our thinking.as if we are doing everything within or before the time limit given to us will make us more comfortable and more relaxed than anybody else and we feel honor and proud to perform our duties within the limits and don't have any regrets coze time will pass without waiting us but we have to do our best to get the advantage of the time what we have right now coz if it will pass will not come back. every rising / shining sun comes with new challenges and tasks in the life to deal with.so when we are habitual to perform our tasks in time, end of the day we feel comfortable and have no regrets but if we are from that kind of people who thinks that we will do it later or tomorrow, than we should keep it in our mind that tomorrow or later will never come but that work will be an extended load with the same routine life jobs and put us to backward day by day and make us feel ashamed.
                  • #10 Collapse

                    Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                    ofcourse ye tu ek haqeeqat ha k gi awaqat kbhe wapice nhn ata ye iss lia hamian apne lige main time ko bhut ziada qadar karne chahia waqt kisi ka intezar nhn krta so jo bhe waqt mila usa behtreen tareqa sa utilize krna chahia.Forex trading main bhe trade ko soch sanagh k exact time pa lgana chaia take ham ziada sa ziada earning kr skain aur aisa us waqt mumkin ha jab ham timely decission lain ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                      Yes mien ap say agree kerta hoon k jab hum kesi kam ko kerny mien diar ker dety hien tu hamain as bat ka andaza hota hai k jo time hum nay zaya ker dya hai wo phir hamain dobara na mily ga or jo time hum apna zaya ker chuky hien wo wapis bee na aye ga as lye hamain forex mien aa ker time ka qadar kerna hota hai or es mien aa ker hrad work kerna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                        Je ha bilkul sahi kaha apny hamy apny waqt ke qadar karni chahye aur apna waqt time ko fazool karo me Barbados nahi karna chahye aur ager aap galti se trade lgany me jaldi karty ho to aise he samjhy ke apny apna time barbaad ker dia hai ab market ke marzi hai ke wo apko jaha pe jati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                          bhai apne bilkul thk kha k gya wqt wapis ni ata hmen chahye k hm apna time waste na krn khd k time ko fruitfull banaye or learn krn kch or gain krn is k liye forex best hai jis se learn bhi kr sakte earn bhi or wqt ka sahi istamal bhi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                            G bhai ap thek kah rahay hain, agar koi trader apna time waste karta hay aur forex ko learn nai karta to yah waste honay time kabi wapes ni aay ga aur na hi woh acha trader ban sakay ga but jo traders apna time waste nai kartay aur learning par focus kartay hain woh kamyab trader ban k acha profit earn kartay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gia howa waqt kabhe wapas nahen ata

                              Assalamualaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga waqat Ek aisa cheez hai Jo Kabhi Laut kar Nahi Aata Aur Main Yahi kahunga Mere Dosto Mere Bhai yoga katka Kadar karo yeh Dobara Aane wali cheez nahi hai yeh ek Mohtaj cheez hai thanks my dear friend

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X