Kya Humen english Men Posting karni Chahye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    AOA. bhai shb english ma posting karny ma koi harj to nhi ha magr agr hum urdu zuban ko zayada importance daen to zada behtar ha kun k ya humare komi zuban ha.or humean zayada sa zayada urdu zuban ko istmal karna chaheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      english aur urdu donon men posts send karni bahut zaruri he, kyunke is se hamen acha exposure mile ga aur hamari learning bahut achi hogi, lehaza quality ko maintain karna bahut zaruri he
      • #198 Collapse

        is cheez se fark nahi parta app english may karo ya urdu may. saholat ke motabik jo apko bahtar lagay usmay karlo bonus apko dono tareekay may milay ga.asal maqsad hay sahi question ka sahi jawab daina
        • #199 Collapse

          G nahe aisa nahe he pak forum Pakistani forum he is pe aap Urdu men bhe posting kar sakt hen is usually se apka account block nahe hoga aur aga hum chahen to English men bhe post kar sakte hen yeh hamare opra he k hum kia karna chhate hen. Han bus posting k rules ko follow karna bohat zarori he.
          • #200 Collapse

            g haan hum english mein b kr skty hain but humre liye humari zuban ka forum already majood ha jo k easy ha humare kiye
            • #201 Collapse

              Brother aapnay bhot achi thread ki hai aur mein aap say yeh kahoon ga kay Pak forum per aap ko koi zarorat nahi kay aap lazmi English posting karein yeh aap per munhasar hai kay aap roman Urdu mein posting karna chahatay hein ya English mien.
              • #202 Collapse

                masala english or urdu ka nahi hai balky masla ye hai k baat samjh aani chahiye ta k log post ko achi trha samjh sakain chahy post english main ho ya urdu main ho
                • #203 Collapse

                  yeh aap pe depend krta ha ke aap ebglish main postng karen ya urdu main pakistan forum main aap urdu mn bi posting kr skte han aur is main aap ko kamyaabi zuroor mile gi
                   
                  • #204 Collapse

                    forex trading to bahut he difficult ha stock exchange market say or ager hum stock market ko deken or forex ko deken to ya forex trading us say bahut he ache or profitable ha laken ager hum per stock market ko deken to wo itni risky nahin ha jitni kay forex trading risky ha is leya hamen chaheya kay hum forex ko he use karen. i like this business,,,,
                    • #205 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                      Dear Friends men ye confrm karna chahta hu k kya hum is Forum men english men posting kar sakty hen ? ky Hum Ban to nahi ho jaiengy?
                      brother Pakistan forum ma ap english urdu donon ma posting kr sktay hn koe restriction nai h ap ko jo language ati h us ma post kren or profit generate kren ye bat to mjhe pakistan forum ki achi lag ti h k ham yahan urdu english donon use kr sktay hn ap be fkr ho kr urdu ma posting kren
                      • #206 Collapse

                        well jnab , ap ne jo thread kara ehin tu mein iss k baray emin yeh akhoon gee k bai yeh forex boht accha hein n yahan pe hm ko yeh aik acchi sahulat hein k hm yahan pe urdu mein post kar saktay ehin , q k hmk boht se logon ko engluish nai aty hein
                        • #207 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                          Dear Friends men ye confrm karna chahta hu k kya hum is Forum men english men posting kar sakty hen ? ky Hum Ban to nahi ho jaiengy?
                          dakho mara bhai..............ya ao ki choice ha ka ap ko post english mai krni ha ya phr roman urdu mai ya ap ki marzzi ya agr ap ko phr b lagta ha k ap ko posting kese dosri language mai krni ha to best idea ha mix kr lo is sa dono mai posting ho jai gi
                          • #208 Collapse

                            well posting english main ho ya urdu main explain achi tarha kia huaho answer jis cheez k bary main poucha gea hai hamara forum pak main sooo hum urdu main english main jis main chahy posts kr sakty hain
                            • #209 Collapse

                              g nahi ye zarori nahi hai hum posting urdu main karain ya english main hamara matlab sirf mehnat se kaam karna hona chahiye isse koi frk nahi perta k hum posting kis main kar rahe hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                je nhein bhai je aysa nhein hay aap Pakistan Forex forum mein English posting kar saktay hein forum mein es ke koe pabande nhein hay ye aap ke marze hay k aap Urdu mein post karein ya English mein meray kheyal mein bhai aggar aap urdu mein he posting karein tu mujh jisay jo kam parhay hoy hein un ko bhe faida ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X