Forex main kameyabi mahnat say hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kameyabi mahnat say hy
    Dear friend forex trading main agar ap kuch sekhna aur kuch pana chahty hain to as keleye ap ko mahnat aur hardworking ki zarorat hy tqb hi ap kameyabi say forex trading say achi ewrning hasel kar pain gay warna kuch haeel nahi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

    Forex trading men jin logon ne bhi kamyabi hasil ki hey uss k peechay unn ki mehnat hoti hey aur jo log mehnat aur hardworking se kam nhi kartay aur short cut k zariay profit hasil karnay ki koshish kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir mehnat ko jari rakhen tu zaroor kamyabi milti hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

      Dear friend hum koe bhe work karte hn to is k leye bager mehnat k kuch hasil nahen hota humen forex me work karne k leye sakht mehnat ki zrorat hoti h humen is work ko sekhne aur karne k leye hordworking karen kiun k Allah mehnat ka phal zror dete h
      • #4 Collapse

        Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

        G friend ap bilkul thk kah rahy han k forex ma kamyabi bilkul mehnat say hi ha keu k humy kuch na kuch seekhny k lea mehnat toh zaror karni parti ha keu k mehnat say hi humy kamyabi hasil hoti ha or phr hi hum kamyab ho sakhty han
        • #5 Collapse

          Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

          G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me jab tak hum mehnat nahi kary gay toh kamyab kaisy ho gay.......mehnat sy he insan kamyabi hasil karta hai forex trading me mehnat ki boht zarorat hoti hai .....mehnat kar ka he hum acha profit earn kar sakty hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

            Mehanat zindagi kay har shuba may nahaiat zaruri hay or is kay baghair insaan kabhi bhi kamyaab nahi ho sakta q k kamyabi kay liye kabhi bhi koi short cut nhi hota hay us kay liye aik hi rasta hay wo hay mehnat or forex may pehly apny knowledge ko behtar bnany krny kay liye phr tajarba hasil karny kay liye jo wahid rasta hay wo sirf or sirf mehnat hay jo kay kamyabi kay darqazy aap par khol dati hay..
            • #7 Collapse

              Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

              Ji dear bilkul theek farmya apne kiu k forex mein learning k liye hamain apne learning wale glass ko khali rakhna ho ga agr ham use full rakhain gy to kuch b learn nahi kar sakain gy aur na hi kuch earn .
              • #8 Collapse

                Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                Assalam o alaikum dear forex user , yeh sirf akela forex ki baat nahin hy k ic mn mehnat mn kamyabi hy balkay yeh tou universal truth hy aap jiss field mn bhi mehnat or lagan say kaam karen gay kamyabi aap kay qadam choomay gi, or yeh koi ehsan nahin hota balkay yeh aik reward hy un logon k liye jo yaqeen rakhty hen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                  Forex trading aik bohot ziada knowledge based business ha . Iss liye forex ke learning aur trading bohot ziada mehnat aur hard work ke demand karti hai . Iss liye traders k liye hard work aur mehnat k sath forex trading ke learning aur trading experience hasil karna kamyabi k liye bohot lazmi ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                    G bilkul forex main kamyabi hame mehnat karnay sy he milti hain agr ham zada mehnet karty hain or forex ko me zada sy zada time spent kar k acha knowledge hasil karty hain to Phir or hardworking karty hain to phir hame mehnat kar k us ka pal zarur milta hain hame phir kamyabi he he ko members mehnet nahi karty WO kabi b kamyab nahi hotay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                      Forex trading mein bhot man laga k kaam karma parhta hay or kamyaaabi sirf onhi ko milti hay jo hard work karty hay jb hard waork karo gay to hi kamyabi bhi mili experience bhi gain ho ga or many more
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                        G han forex main kamiyabi mehnat say hi milti hai ager ap jitni mehaat karyn gye to ap ko is ka ajeer bhi itna milye ga koshish karni chaiye ka ap trading us waqt taak na karyn jab tak ap ka pass forex ka mutliq knowledge na hoo or mehnat say ap ko experience nhi hasil hoga....
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                          G ha sir pak forex trading me business me jetni mehnat ki jay otna hi insan is best business me successful ho ga is me zayda time do or mehnat sy kam karny par hi bonus acha milta ha agr mehnat sy kam kary gy to hum is ko jaldi learning kar sekhy gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                            BiLkuL Sahii Baat Kahii Aap ne dear.....forex Main KaamYaabi siRf meHnat Se Hii haaSiL Ki Jaa saKti hai....iSLiye Hamen koShiSh KaRni chaahiYe K Zyaada se Zyaada tiMe FoRuM Ko Or MaRket Ko deN oR MaRket ko SaMajhnay Ki koshiSh kaRen Taakay Achay se Achi Amount Main ProFit ko Yaqeeni banaaya Jaa Sakay...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main kameyabi mahnat say hy

                              G han members agar ap forex main zeyda profit chaty hain to zeyda hardworking ki adat bana lain qn kh forex main profit or kamyabi seraf or seraf achy knowledge or good experience say he hasal ki ja sakti hay es kay lay apka hardwarking say kam karna bohat aham hay
                              All The Best Dear Friends

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X