Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?
    Kafi members forex ko easy smjh k join krty hain or jb kam krty hain to es ki complications ko dekhty huay esy chorny ka soach lety hain even kuch log to choir bhi dety hain
    But acha trader wohi hota hai jo struggle continues rkhy hr trha k ups and downs ma or wohi sucesful bhi hota hai jo loss k bad bhi struggle krta rhy give up na kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

    forex mei bohat sa risk dekh kar ya bohat sa complication ko dekh kar kaafi traders forex ko chorrnay ka soch letay hain asa nahi karna chaiye mushkil har business mei hoti hay jab achi koshish ki jati hay mehnat ki jati hay mushkil door hojati hay itna best big business hay yahan sey aap bohat earn kar saktay ho mehnat karkay esko chorrnay ki soch nahi hona chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

      apki bat bilkul theak ha aksr new join krnay walay yeh soch kr forex join krtay hn k forex sa earning hasil krna bahot asan ha aur jb loss ho jata ha to forex ko chhor detay hn lekin meray khial mn jin logon ko apni mehnat pa yaqeen hota ha k woh mehnat sa kamyabi hasil kr len gay woh kabi bhi forex trading ko chhornay ka naen sochtay
      • #4 Collapse

        Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

        Jb b hm kisi kaam ko shuru krty hyn to us k liyay bht pur josh hoty hyn lykin jb is kaam k doran naqami ya loss sy dochar hna pry to hm dil bardashta ho jaty hyn or us ko chorny ka sochty hyn isy forex trading myn kai baar hmyn nuqsaan sy dochaar hona parta hy jis ki wajah say hm kai br dil bardashta ho jty hyn. To isy trah my ny b kai bar forex chorney ka socha lekin phir apny maqsad k hasool k liyay dobara mehnat shuru kr de.
        • #5 Collapse

          Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

          jo log forex join kr ke chor dete han ya to on me mehant ke kamyi hote haye ya wo as ko atna time nahi de sakte as leye hum ko apne mind me ye lana ho ga ke ye kam atna asan nahi hye bakle ye namumken bhe nahi hye as leye hum ko bohat time de kr as ko sekhana hota hye as leye hum ko ye bussines atna time le kr acha de bhe sakta hye agr hum as ko time dain ge to
          • #6 Collapse

            Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

            Forex trading bahut hi acha aur profitable business iss se hum apni mehnat k zariay achi earning hasil kartay hen aur iss ka bara faida yeh hey k hum apnay ghar men beth kar iss ko use kar saktay hen iss se hamaray life style men changing aati hey aur forex k achi income k sath sath acha time bhi pass ho jata hey
            • #7 Collapse

              Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

              Obviously kisi bhe kam krna k lia mehnat lazmi hote ha aur forex trading ek aisa business ha jis main nerves ko control krna hota ha aur sabr bhut important chez ha iss main sabar ka bhal tjori dair sa milta ha laikin milta zaror ha.forex trading main whi log jo consistant hota hain un ke kamiyabi k chance bhut ziada hota hain.iss lia kuch log jis ko jaldi hoti paisa kamana k tu wo iss ko chor jata hain
              • #8 Collapse

                Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                Koi Zara bhala q sochay ga es kO chor ne ka acha bhala karobar hy khali rahne se ,yeh ek lat hy ek bar lag gai toh es ka chorna muskil hoja ta hy agar koi es se khuch kama ra hy toh woh toh ni choray ga haan agar ni khuch kama saka toh woh phir chor dy ga khud he ,choro chorne k khayal kO es pe concern kro
                • #9 Collapse

                  Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                  jooo bhe is kaam ko krtaa hai aur usko profit hOtaa hai too wo kabhii bhe isko chornai ka faislaa nher krtaa haii q k yeh ak axhaa sur trusted bussiness hai .....is mein hum.jitne bhe mehnaat kraaiin gy utnaa he profit hoogaa.....isliye chornai ka khaiyal us waqt ata hai jis waqt loss ho us k bdd phr bndaa bhool kata hai aur isko chortaa nhee haii
                  • #10 Collapse

                    Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                    g nahii bhai jaan main ne tu kabhi bhi forex trading ko chorne ka kabhi bhi nahi socha hai aor ham ko as ke bare main sochna bhi nahi chahiy hai q k ye kam chrne ka nahi bal ke ye aik kam karne ka kam hai as main ap ko mihnat karna chahiy hai aor as main ham ko kabhi bhi ksis bhi sorat main as forex trading main greed nahi karna chahiy hai as main ham tu hi ham kamyb ho sakte hain as main ham ko chahiy hai kee ham as main dil se kam kare aor demo ki practice karte rihna chahiy hai agar kamyb hona hai tu as main aesa hi karo
                    • #11 Collapse

                      Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                      pehly m sochta ta k nai hota mary bas ki bat nai hy pir jb m ny apny dost dykhy k wo kahe saloon sy lgy hoay hyn to pir m ny b again join kr li k agr wo kamiyaab ho skty hyn to m q nai ho skta
                      • #12 Collapse

                        Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: syedkazmi پيغام ديکھيے
                        Kafi members forex ko easy smjh k join krty hain or jb kam krty hain to es ki complications ko dekhty huay esy chorny ka soach lety hain even kuch log to choir bhi dety hain
                        But acha trader wohi hota hai jo struggle continues rkhy hr trha k ups and downs ma or wohi sucesful bhi hota hai jo loss k bad bhi struggle krta rhy give up na kry
                        Dear me kbi ni soch skti forex chorne ka yeah ik bht acha business he hmare pass isse bs smjne ki Der he members hum logo ko forex start me muskil lgta he issi lye ke hum new ae hote he zada idea ni hota kuch cheze smj ni ari hoti toh khabra jte he hme ye b zehan me rkna chye k hme loss b hga direct kamyab trader bnna muskil he loss hoga tw sekhege me sbko yhi idea dongi koi forex left nahi kren or aghe bhrne ki khosish krta rahe thankz
                        • #13 Collapse

                          Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                          Mien tu abi as forex forum mien new hon as lyee mien abi as mien theek sy enter bee na hwa hon tu mien as ko chory ki soch b na sakta hon as lyee hamain forex mien her bar dil sy kaam kerna hota h aur as mien hamain ye ni sochna hota h k as ko chor dian agar ham as ko chor dety hien tu hamain as mien kamee na ho gi as lyee hamain as mien khob sy khob mehnat kerni hoti h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                            Brother forex main trading karna ak asan work nahi ha es main bht sari cheezon ki ak sath zarort hoti ha jaisy...
                            Time
                            Hard work
                            Experiance
                            Planning
                            Stretgy
                            Knowledge
                            Practise
                            Forex main kamyab trader banay k liay en sub cheezon ki ak sath zarort hoti ha han bht sary log jo lalchi hoty hain wo kam waqat main zaiada kamany ki try krty hain ar jub un ko apny mind k mutbiq trade nahi milte ha to wo aksar shor jaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ap ne kbhi forex ko chorny ka soacha hai kbhi?

                              Jee nhi ye business him kbhi nhi shorny ka soch salty keo ky ye world ka best or successful business ha is lye isy shorny ka sawal hi peda nhi hota AGR hum mehnat sy kam kry gy to is pak for ex trading me zayda learning sekh sekhty ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X