Trading order lagate waqt news ko nazar andaz mat karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading order lagate waqt news ko nazar andaz mat karen
    Dear member aksar ham log jab trad enter karte hain to news aur calander read nahi karte aur baz dafa usi waqt high impect k data`s ate hain to aese main bahut loss ho sakta hai jab b trade enter karen jis pair pe us k calander ko b read karen aur news trend ko dekh kar he trade lagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading order lagate waqt news ko nazar andaz mat karen

    G han hmy news ko kbhi bhi ignore nahe krna chahiye hai q k agr hm news ko ignore krty huay koi trade sett krty hain to jb news ati ha market bht taizi se more be karti hai tb agr favour ma jaye to profit otherwise loss hi hota hai esi liye news ko lazmi follow kren
    • #3 Collapse

      Re: Trading order lagate waqt news ko nazar andaz mat karen

      G bhai ap nay bahut achi bat ki hay, jab koi trader market ko analyse karta hay to us wakt sab say pehlay usay news ko dekhna chaheay aur news k mutabik hi trader open karni chaheay but agar koi trader trading k wakt news ko ignore kar day ga to us ki trade loss main ja sakti hay aur usay bahut loss aa sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading order lagate waqt news ko nazar andaz mat karen

        My dear trading mn aham kaam ic ka news or analyse base hona bohot zaroori hota hy , agar aap farziye pe trade ya luck k saharay trade lagaen gay tou uc ka koi yaqeen nahin k kiss bhao pe bikay gi, so trade laganay say pehlay news ko ignore karna apna sarmaya darya mn bahanay k mutradif hy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Trading order lagate waqt news ko nazar andaz mat karen

          trading krty wkt news ko dykhna zarori hy agr ap aik achy trader hyn to pir news b ap k haq m he aati hy agr ap sahe sy analysis kryn to news ka koi chakr nai ho ga sb ki sb news ap k haq m he aya kryn gi

          اب آن لائن

          Working...
          X