new trador ka trading main Loss hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: new trador ka trading main Loss hona

    dosto ap life ki kisi bhe field main chaleay jayein ap ye nahe keh saktay k start main sab thek he hoga kion k new banda her field main ja k pehlay sekhta hai ,es liye start main ose bura waqt daikhna par sakta hai,es liye ghabrana nahe chahye balkay soch samaj k learning kar k kamyab hona chahye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: new trador ka trading main Loss hona

      forex mai jab hum new hoty hain to kam karty howwe koi na koi mistake kar dety hain or hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho sakta hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik world wide or legal business hain
      • #18 Collapse

        Re: new trador ka trading main Loss hona

        Ya ayk normal si bat hoti hy new new bndy ko is kam my bhot zeada loss ho jata hy ya koi khas bat nai hy har kisi ko is my kiss hita hy new ko to bhot hota hy un ki ohr jab aparaactis ho jati hy smjh jaty hybis my kam krna to phr un ko is my loss nai hota hy is my phr sahi mhnat knsath who kam kr paty hy
        • #19 Collapse

          Re: new trador ka trading main Loss hona

          agar hum forex main new hain to suro mai hamy loss hota hain lakin hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistake ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain
          • #20 Collapse

            Re: new trador ka trading main Loss hona

            agar hum forex mai new hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik real business hain
            • #21 Collapse

              Re: new trador ka trading main Loss hona

              G bilkul sahi kaha ap ne forex mein new traders ko loss ki Bari waja unka Kam experience or knowledge hota he, traders jab jaldbazi mein trade lagatay hain to nuqsan hota he es liye unko chahiye k ziada se ziada mehnat Karen or experience hasil kren Karen usk bad trading start Karen
              • #22 Collapse

                Re: new trador ka trading main Loss hona

                learning Ke Sath Sath Hai Par Yahi baat hai yahan par 80% Hamein lost time par Hota Hai Jab market ko Samajh Kar kaam nahi karte hain take decision take proper time par Le Tu news ke sabse Le Tu Main Yahan Par Mujh Sa Nahin Ho payega vahamyaham Par bahut acche se confidence level ke sath earning generate kar sakte hain Hum thanks Laga
                • #23 Collapse

                  Re: new trador ka trading main Loss hona

                  Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m new trder ata hi bari m hoty wo khatay h hm rato rat amer ho jay likn koi bi km ho is m time lagta h is ly hmy ziada mehnt krni chayee ta k ziada loss na or hm achi earning kr skty or hmry nowlege m bi azeafa ho or hm ziada profit earn kr skay or beathr zindgi guzar skay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: new trador ka trading main Loss hona

                    ha g forex mai jo new log ate ha or jo kse knowledge k bagir investment krte ha wo aksr loss kr bathate ha or baz to loss ki waja se forex ko chor kr chle jate ha or himat har jate ha lkin forex mai kamzab hne k le zrori ha k ham sb se phle forex ko ache trah se learn kre demo pr practice kre jb full grip aia jie tb ja kr real investment kre tb he ham forex mai kamzab ho ske ge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X