Control your emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control your emotions
    Dear member forex trading main aksar newbie raato raat he account ko double banane ka khawb dekhne lagte hain apne emotions ko control na kar k bari lot ki trade lagate hain to usi waja se aksar account wash b ho jata hai to please pehle learn karen mehnat karen uske bad trading karen aur bari lot ki trading se parhaiz karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Control your emotions

    G han kafi log starting ma yehi soachty hain k agr hm forex join kren gy to bht jaldi rich ban jaien gy or esi chker ma biglots or Galt trade LGA dety hain or loss ho jata hai
    Forex ma kaha jata hai k emotions hmary enemies hoty hain inhy jitna control ma rkha jaye itna hi faida hota hai esi liye self control ma reh k trading kren
    • #3 Collapse

      Re: Control your emotions

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
      Dear member forex trading main aksar newbie raato raat he account ko double banane ka khawb dekhne lagte hain apne emotions ko control na kar k bari lot ki trade lagate hain to usi waja se aksar account wash b ho jata hai to please pehle learn karen mehnat karen uske bad trading karen aur bari lot ki trading se parhaiz karen
      traders ko chahiye ke wo Hamesha Apne motions ko control karne threading Kare qk emotions Karke traders ko kabhi bhi fayda nahi hota is safe ratrulostayi Hota Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Control your emotions

        Emotions aik aesi chez ha k jo achy sy achy trader ko b duba sktaa ha islei ksish krien k apny apko cool rkhien aur sari tnsn wagera ko dmgh sy nkal lien aur cool hoky e trade krien aur trade mn jo b profit aur loss ho usy dil pr mt lien aur hrr trade active aur fresh mind sy lagayen aur mayos naa hon istrh e khd pr qabu paa kr e kamyab hskty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Control your emotions

          G han Sir Ap ki bat bilkul thek ha is business main hamen kam emotional ho kar nhi krna chahy ye aik asa businesses ha jis me zhan ko Farah rakh kar kam karna chahy or achi trha samj kar posts karni chahy emotional ho kar kam karny sy boht galtia hoti ha jis sy hum ko loss hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Control your emotions

            kabi bhe world me ak bhe aysa bussines nahi hye ke hum apne investment ko one day me he double kr lain forex ek big bussines hye as ko soch samj kr he wo log kamyab hote han jin logo ne mehant and control rakhte han apne ap ko and wo kabi bhe apne emotions ke samne nahi rokte and na kabi wo greed krte han slow and slow wo and kam se kam lot size laga kr wo earn krte han
            • #7 Collapse

              Re: Control your emotions

              Achi management or professional approach se Forex trading Mein loss ko control karne aur usko manage karne mein help milti hai friend ke against trade lagaane or stop loss Now use karne se heavy loss ka Samna karna padta hai Forex trading Mein new members ko management or planning sikhna chahiye emotional control sahi hai ki aap overtrading Na Kare overconfidence Na Ho market mein settle down hone ke liye demo account pay excessive work bahut zaroori hai
              • #8 Collapse

                Re: Control your emotions

                Traders Yehi sochte sochte Hain ke apne account ko phone se double kar liya Jaye Yeh hai mujhe hoti hai ki woh Phir emotion se kaam Lete Hain Giridih ho Jate Hain Jab Giridih hote hain emotional tricks Unki trading Mein Hum Kidhar rehti hai Jiski wajah se wo log karte hain Apne emotions ko control karne ki wajah se acchi trading ki taraf Jate Ho Jo traders Apne emotions control nahi karte wo kabhi bhi Forex Mein achha profit nahi kar sakte emotions pe control karna hai trader ki first priority honi chahiye tabhi acchi success
                • #9 Collapse

                  Re: Control your emotions

                  Blkul apki bat bilkul drust hai ke forex main kamyabi ke lye zrori hai ke ap apnay emotions ko control main rakhen agar ap apnay emotions ko control main nahi rakhtay tou yahi chez apki nakami ka bais ban sakti hai q ke ap emotional ho bhot zyada risk letay hain jo ke ap ke account ko wash karnay ka sabab banti hai tou ap agar apnay jazbat ko qabu main rakhtay hain tou yqenun ap kamyab ho sktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Control your emotions

                    Daer brother forex trading me work karne k leye sakht mehnat ki zrorat hoti is k leye hordworking karte hn lakin phir bhe loss a jata h is ki bari waja jaldbazi h akser new member apne emotions kho dete hn isvleye humen apne emotions ko control me rakhen aur apna experience barhaen aur bad me trading karen ta hum loss se buch saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Control your emotions

                      forex mai emotional ho ky kam karny sy hamy loss hota hain yai hamara dusman hain hamy isy avoid karna bohat zarore hain pher he hum loss sy bach saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Control your emotions

                        forex main ham trading karty hain or hamy is ka bonus be milta hamy kam karty wawt jab loss ho jata hain to hamy apni galtio ko avoid kar ky kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain agr ham galtio ko durst kiye bager pasy kamany ky lalch trade karty rahy gy to loss ki sorst main ham kud hi zamadar haty hain is main market ka ya broker ka koi qasoor nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Control your emotions

                          forex aik online business hain hamy is mai kam karny ky liye apny emotions ko qabo mai rahkna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dy ya hum market ky rules ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Control your emotions

                            hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum forex mai kam karty howe koi mistake kar dy to hamy loss ho ga forex aik world wide or legal business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Control your emotions

                              forex aik online or real business hain hamy is main apny emotion or lalch ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik international or kabe be and na hony wala real business hain agr ham is main apny emotion or lalach ko control kiye bager is main kam kary gy to hamy loss ho jaye ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X