When you are happy or sad while working at Forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    my dear jab mujhe profit hota hai tu mujhe khushi hoti hai issi tarhan jab mujhe loss hota hai tu mujhe bht dukh hota hai aur ye amm si bat hai her koi khushi mehsus karta hai jab profit milta hai aur sad hota hai jab loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      wasy to ma forex trading sa bohut khosh ho lakin jab sa pakistan forex fouram ma ai hoo tab sa to or bohut hi zada khosh ho gai hoo ha ya to insan ka fitri amall hay ka jab usy koi khoshi milti hay to wo khosh hota hay lakin jab nuqsan hota hay to sad hoa hay jat
      • #123 Collapse

        har business main lose hor profite dono hote hain tu jab lose ho tu tension lene ki zarort nahi hoti balke sabr se kam lena chaiye hor aram se trade karo
        • #124 Collapse

          asalam o alikum dear friend pakistan forex foum pr mein abhi naya member hu and mein abhi tk threading k level tk nahi pohoncha hu is liye abhi muje koi pata nahi k mein threading krte waqat kush hota hu k sad.
          • #125 Collapse

            main to ya samja hn k forex trader pr kam kr koi b insan sad kabi b ni o ga qon k na to time zaya ota ha or na e ya koi be maksd kam ha bulka ya to bhot e frofit able kam ha or forex pr bhot zyada moqy hn money kamany k
            • #126 Collapse

              deako dost forex aik asa bussiness ha jis ma hamay happy aur sad hona parta ha trading krty howay aur dost boat sa log us hi waqt sad hotay hain jb wo loss kr laty hain aur happy tb hotay hain jb wo profit hasil kr laty hain aur hamay dono ko hi happily guzarna chaiaya........
              • #127 Collapse

                Dear Jab forex par work karta hn main happy hota hn,Forex eik Wonderful business ha is main work kar kay future ki hope Feel hote ha.
                #Forexisfeelhappy
                SAQIB136
                • #128 Collapse

                  According to me, profit and loss both are parts of this business, its not possible to all times you only able to gain success in this market, some times you faces to loss in your trading, but if you faces to loss then its not mean that to leave your hope,
                  • #129 Collapse

                    Bhai jna forex trading mai other businesses ki trha profit or loss dono hi hotay hai or mere khyal say agr hmay kisi b trha ka loss trading mai ho jata hai to hmay trading ko leave nhi krna chahiye blkay us loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #130 Collapse

                      main kam k douaran bohat happy hota hun to maintabhi bohat parasahn hotahun jab light chali jati ha pskisatan main bana kia gila kary
                      • #131 Collapse

                        jab hamen is main se loss hota hai to ham is main se sad ho jate hain r jab hamen is main se profit hota hai to ham is main happy ho jate hain so agr hamen is main se loss b ho to hamen is main se pareshan nahi hona chahye ku k loss b buseinss ka hi ak hisa hai............
                        • #132 Collapse

                          asslam-o-alikum dear jab meri trade loss main jati hai tu main sad hoti hu dukh hota hai mjhy loss ka jab trade profit main jati hai tab bht khushi hoti hai abhi tak main apna loss bhar rhi hun account main
                          • #133 Collapse

                            jab mujay profit ho tu mai forex mai happy hota hu aur loss k doran tu har cheez he buri lagti hai but es baar tu achanak se account he band ho geya o shit sari mehnat gae
                            • #134 Collapse

                              i am very very happy to the working on the forex forum tradding it is very good online job i am statisficed for this bussiness
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Yeh situation sub key sath hoti hy. Jab hamain profit ho raha hota hy to hum happy ho jatey hain aur jab hamain loss ho raha hota hy to hum sad ho jatey hain aur tension main aa kar wrong decision lena shuroo kar detay hain. Loss sey kabhi bhi nahi ghabrana chaheye aur tension main nahi aana chaheye. Loss sey aap buhat kuch seekh saktey hain aur apna profit increase kar saktey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X