Agar past losses se acha seekh liya then start fresh
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar past losses se acha seekh liya then start fresh
    Loss pey worry nahi hona chahiye kyun kay loss tou must hay loss business mei hota hay profit aur loss dono he honay hain aap kay liye behtreen baat ye hay kay agar aap ney apnay past mei honay walay losses ko seekh liya hay then aap bohat achi trading start kar saktay hain so hamesha apnay loss sey sekhen aur fresh start len jo traders asa kartay hain wohi hamesha success rehtay hain ye aik main step hay kamyabi lenay ki loss pe give up karna ya revenge trading sey kahin acha hay kay loss ki reasons ko samjhain aur best trading ka start len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

    Insan apni ghltiun sy ee seekhta ha aur agr ap dekh rhy hain kn koi strategy apko loss dy rhi ha tw apko chaiye k ap us ghlti ko dobara na dohrain aur is sy bchien aur apni ghltiun ko study krien aur apni skills improve krien taa k fututre mn jb koi same situation apky smny ati ha tw ap same ghlti na dohrain aur isbr ap bhtr strategy use krien aur profit mn jain.
    • #3 Collapse

      Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

      loss hota hay magar aap past kay losses sey sekhtay hain tou ap tab he achi trading kar saktay hain hamesha past loss sey sekhnay sey he ap ki trading mei achi improvement hogi hamesha acha start len pehle learn karain kay kasay aap ney past ki mistakes sey sekhna hay aur loss ko kasay control karna hay then aik fresh start lenay ka aap ko faida hay
      • #4 Collapse

        Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

        Dear jab hum forex mien a aker loss kerty hien or us loss sy learn kerty hien to hamain as mien a aker fikr na kerna chhaye q k wo los hamary lye hamari profit ki news lay ker ata hai as lye hamain a smien aa ker fresh ho ker kam kerna chhaye jab hum as mien fresh ho ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker behtre trade open ker sakty hien.
        • #5 Collapse

          Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

          Forex trading business mein jab bhi loss hota hy tu kise galti se hi hoya hy aur forex trading business mein wo hi acha trader ban sakta hy Jo apni galti ko cover karta hy aur loss hone se kuch sekhta hy aur agr hum bar bar wo hi galti karain gay tu is se loss hi hota hy is liye loss se sekhna cahaiye is se dishart nhi hona cahaiye aur market ko samjhne ki koshish karni cahaiye phr aik din profit bhi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

            Loss hota hai market Mein love se gabrana nahi chahiye aur apne Dosto se baat samajh kar Bole Nahi Jana Chahiye Banke lost Se sikhne Ki Koshish Karna chahiye trading mein mein Tarika Tarika Ka Hai Yehi Hota Hai ke Agar loss ko Samjha gelo Se sikhne Ki Koshish ki jai Prachi trading ki taraf Jaate Hain so past Tauseef Masi samajh karna Chor de Banke ki koshish Karenge aap ke se din pehle se behtar Ho Jaye isliye loss ko skip nahi karna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

              G bhai ap nay bahut achi bat ki hay, bahut saray traders loss anay par ya to mayos ho kar trading chor detay hain ya phr jald bazi main loss pura karnay k leay aur zayada trades open kar letay hain, jis ki waja say un ko aur zayada loss aa jata hay, so en dono bato say behtar hay kah loss anay par loss ki reasons ko remove karain then ap future main achi trading kar sakain gay.
              • #8 Collapse

                Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                G Dear apne sahi kaha hai loss to forex ka hisa hai forex main loss se he to shorwat hoti hai aese main dil chota mat karen na he mayoos hun mehnat karen learn karen mehnat se he sab khuch mumkin hai bina mehnat k to nahi milta khuch b to forex main b mehnat karen learn karen aur ek din kamyaab hunge acha earn karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                  forex mai hum jab kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne past ly loss sy ko maday naraz rahk ky next time apne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach ky acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                    han g bilkul sahi kaha hah k agr member forex jo loss kr baethy hain us se agr kuch seekh lain to wo freshly new strt le skty hain ,jis ne galtion se seekha whi kamyab huwa ,kisi bhi trader kogalti rpeat nahi krni chye
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                      forex main ham trading karty hain hamy is ka bonu milta hain ham is main live or sada urdu main bat karty hain loss hony ki sorat main hamy zada tense nahi hona chahey balky apni mistake ko avoid kar ky kam karna chahey pher hi forex main kamyab ho sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar kam kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy demo account mai rozana practice karne chahey is mai kam karny sy hum expert trader ban jaty hain forex aik real business hain hum is mai live or sada urdu mai posting karty hain hamy posting ky bad trading be kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                          forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                            forex mai hum live or sada urdu mai posting karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar past losses se acha seekh liya then start fresh

                              Past main honay walay losses say trader ko acha sabaq zaror milta hay. lakin ager wo bar bar wohi ghalti kerta hay to wo kabi bhi kamyab nahi hota. que kya wo ghalti ko khatam nahi kerta. lakin ager wo trader ghalti ko khatam ker leta hay to wo mazi kay losses say sabaq lay ker future main achi trading ker satka hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X