Monday ko toora sabar say kam liya karo?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Monday ko toora sabar say kam liya karo?
    Ap sub jantay he hongay k monday ko market two days market closed rehnay k baad open hota hai so monday ko market kuch khas movement nahe karta aor toora unpredictable sa hota hai pata nahe chalta k kiya honay wala hai lehaza ye ache baat hogi agar ap monday ko sabar say kam kay aor wait karay next day taak ya agar next day taak naho tu kam az kam US session taak takay apko clear pata chal sakay k akhir kiya honay wala hai aor kiya nahe honay wala hai so patience buhot ache cheez hai aor khas kar forex trading k leye tu kafe ziyada faida mand q keh ap right trade ko taab he oick kar saktay hai jab ap cool mind say sabar say kam laingay aor jab apko lagay k ab time hai trades lagane ki taab lagayengay tu buhot beneficial ho sakta hai ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

    dear ap ny bilkul theek kaha hy waqi ager hm logo bary saber or aram ky sath trade kery tu ziyada best rahy ga banisbat us ky hm log jald bazi mai trade lagay or yi sochy ky hm logo ko faida ho ga loss nahi ho ga mai ap ki bat sy itefaq kerta hun waqi ager mondy ko hm log market ko chalny dy us din market mai koi bi trade ki entry nahi ly tu kafi asani ky sath is bat ki samjh a jay gi ky yaha per saber ky sath ager kam liya jay tu hm log ziyada achi terha sy kamyabi ko hasil ker sakty hy banisbat is ky hm log bina saber ky market mai trade tu laga ly per apni pamount ko bi risk mai dall dyty hy jitna ap analysis ker ky trade kery gy utna hi ao ko achi trade bi mily gi or acha profit bi hasil ker sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

      G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex market two days sy close hoti hai jab wo two days ka bad n hoti hai toh wo thek sy move nahi karti is liya chahiya ka thora sabr sy kam ly......agr sabr sy kam ly gay toh loss nahi ho ga balka faida ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Ap sub jantay he hongay k monday ko market two days market closed rehnay k baad open hota hai so monday ko market kuch khas movement nahe karta aor toora unpredictable sa hota hai pata nahe chalta k kiya honay wala hai lehaza ye ache baat hogi agar ap monday ko sabar say kam kay aor wait karay next day taak ya agar next day taak naho tu kam az kam US session taak takay apko clear pata chal sakay k akhir kiya honay wala hai aor kiya nahe honay wala hai so patience buhot ache cheez hai aor khas kar forex trading k leye tu kafe ziyada faida mand q keh ap right trade ko taab he oick kar saktay hai jab ap cool mind say sabar say kam laingay aor jab apko lagay k ab time hai trades lagane ki taab lagayengay tu buhot beneficial ho sakta hai ...
        Monday ko Jab Hum trading karne lage Toh Humein thoda Sabar face reading karna chahiye UK Jab market open hoti hai to uska friend kuch bhi ho sakta hai isliye US time Sabar se kaam Lena chahiye
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Ap sub jantay he hongay k monday ko market two days market closed rehnay k baad open hota hai so monday ko market kuch khas movement nahe karta aor toora unpredictable sa hota hai pata nahe chalta k kiya honay wala hai lehaza ye ache baat hogi agar ap monday ko sabar say kam kay aor wait karay next day taak ya agar next day taak naho tu kam az kam US session taak takay apko clear pata chal sakay k akhir kiya honay wala hai aor kiya nahe honay wala hai so patience buhot ache cheez hai aor khas kar forex trading k leye tu kafe ziyada faida mand q keh ap right trade ko taab he oick kar saktay hai jab ap cool mind say sabar say kam laingay aor jab apko lagay k ab time hai trades lagane ki taab lagayengay tu buhot beneficial ho sakta hai ...
          Yes my dear sir you are right. Monday ko aam tor pr sab markets sahi tarhan open nai hoti hain or news b km hi ati hain. Jis wja se is din Market mostly Slow hi move krti hain. Or hmen boht ziada wait krna parta hai.
          Hmen chahye k hm Monday ko ya to trading ni karn ya phir correct nty le kr Pataience k sath trading krni chahye. Jesy k aj Market slow zror hai .Lekin jin se Gbp/Usd pr Sell order lgaya hai unho ne agr patience se kam lya to ab wo boht acha profit bna rahy hain. QK market Up ja k ab sell me aa rahi hai. Ye aik Example hai k hmen slow market k waqt sabr krna chahey.Chahy ye 3.4 hours ka q na ho. Is trhan hm boht acha profit bna saken gy.
          • #6 Collapse

            Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

            Dear forex user aap ny theek kaha hy k monday walay din thora sabar say kaam lena hamaray he faeday mn hy ic din market slow hoti hy oir spread bari mushkil say cover hota hy baaz dafa boost mil jata hy lekin zayada tou slow he hoti hy monday or friday ko.
            • #7 Collapse

              Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

              G bhai jan ap nay theek kaha hai ka monday ko thora saber say kaamlayn kyun ka monday waly din stack market dobra open hoti hai or cheezon ki itni samjh nahi chalti ka oper ki tarf jiye gi ya nechy so ap oo chiye ja trading per thora halka he hath rakhyn nai to loss ka khatra hai...
              • #8 Collapse

                Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                G thk kaha ha ap ne monday ko waqai bht slow movement hoti ha but kuch traders kehty ha k monday ko trade open ni krni chaye but mein es haq mein ni hn agr trade mil rahi ho tu ap monday ko zrur trade open krean q k ye zruri ni k hr monday ko hi market slow ho kbi kbi movement achi bhi ho jati ha aur phr ye na ho ap ki trade zaya ho jye.
                • #9 Collapse

                  Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Ap sub jantay he hongay k monday ko market two days market closed rehnay k baad open hota hai so monday ko market kuch khas movement nahe karta aor toora unpredictable sa hota hai pata nahe chalta k kiya honay wala hai lehaza ye ache baat hogi agar ap monday ko sabar say kam kay aor wait karay next day taak ya agar next day taak naho tu kam az kam US session taak takay apko clear pata chal sakay k akhir kiya honay wala hai aor kiya nahe honay wala hai so patience buhot ache cheez hai aor khas kar forex trading k leye tu kafe ziyada faida mand q keh ap right trade ko taab he oick kar saktay hai jab ap cool mind say sabar say kam laingay aor jab apko lagay k ab time hai trades lagane ki taab lagayengay tu buhot beneficial ho sakta hai ...
                  Assalamualaikum bhai Forex trading mein Monday or Friday ko Sabar se kaam Lena chahiye Kyunki Monday or Friday ko threading karne mein muskurate ho sakti hai Friday ko isliye qk Friday ko trading karawegi close ho raha hota hai aur Monday ko tradingqna week start ho raha Hota Hai Jiski wajah se trading Mein Mushkil Ka Samna karna padta hai Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                    ap ke bat theak hye ek had tak asl me sunday jab zozar jata hye to monday ko ye markt jab open hote haye to ye kabi kabi bohat slow hote haye as ke waja ye hote hye ke log tora dekhte han ke markt ks side pr jaye ge phr wo log enter hote han trading me as leye hum ko bhe dekhana chahye ke js day markt ka trand acha ho and side ka pta lag jaye phr hum ko bhe trading krne chahye na ke wait krna chahye hum ko bhe
                    • #11 Collapse

                      Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                      My dear members apny theek kaha hy market do din friday saturday close rhny k baad jb open hoti hy to sb traders nzer jma kr baith jaty hn k market me koi good news hy un k lye ya nhe her trader chahy buyer ho ya seller price movement py nzar rakhy howy hota hy to unhn chahye k saber k sath trend ko daikh kr hi deal dalny k faisla krn or session k open hony tk wait zror kr lya krn isme unhn ka faida hota hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                        forex market sunday ke raat ko open hote hain monday waly din market mai har cheez new siry sy suro hote hain hamy tora saber rahk ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                          ji monday ko market open hoti hai 2 din close rehnay k bd lehaza humain chahye k monday ko thora sa patience show krain ya phr atleast us session ka wait krain aur market ka analysis krain ziada jld baazi nuqsaan dy skti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                            G friends me agree krta hu AP SB ki baton sy Mera khud ka bi yehi khyal h k jb do din markeet off hoti ha to jb Monday ko on hoti ha to markeet me us din bht tezi hoti ha markeet ak dam sy up down hoti ha bhter yehi ha is din bnda Thora Sbr sy Kam ly warna jald bazi or lalach ki waja sy loss ho sakta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Monday ko toora sabar say kam liya karo?

                              forex maker weekend py band hote hain or jab yai monday ko open hote hain to is mai har cheez new hote hain is liye hamy is din tora saber karna chahey forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X