High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain
    High leverage bohat barra masla hay aksar beginners tou esko value he nahi detay esko ignore kar detay hain aksar traders ko loss essi wajah sey hotay hay kay small account pe barra leverage hota hay kam margin mei zyada lots lagatay hains o loss kartay hain hamay chaiye hum small leverage he rakhain jab kam leverage hota hay beginner traders zyada lots nahi laga saktay so forum pe hamara jo bonus account bhi attach hota hay uss pe hamay insta walay small leverage pe he bonud kartay hain takay hum zyada risk mei ne jayen aur greed hona bhi aik new trader ko looser bana deti hay so leverage kam hona chahiye aur apni trading sey greed ko nikal kar achi trading ki ja sakti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

    high leverage sey zahir hay kam margin sey ap zyada lots laga saktay ho esliye zaroori hay strat mei leverage kam rakha jay insta ka bonus account pe bhi esliye he 1:50 ka leverage select karnay ko kaha jata hay takay risk zyadana liya jay so greedy bhi nahi hona chahiye greed enemy hoti hay kabi success nahi deti esliye hamay ye looser bana sakti hay
    • #3 Collapse

      Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

      jee sir belkul jab hum forex mien trading kerty hien or es mien a aker greed kerty hien orleverage change kerty hien tu hamain as mien aa ker loss ho sakta hai as lye hamain as mien aa ker leverege change na kerna chhaye or hamain as mien aa ker mehnat ker k greed say dor rhana he behter hai pher hamain bhut earning ho jaye gi.
      • #4 Collapse

        Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

        kam investment pr big lot size ke trading krna bohat zayda risky hota hye new jo traders han on ko ye masla hye ke wo bohat zayda greed krte han and wo chahte han day me atna profit bana lain ke bas one years ke leye kafi ho ye bussines hye as me ye nahi ho sakta hye as me soch samj kr and apna blans dekh kr he trading ke jaye to acha hota hye
        • #5 Collapse

          Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

          G dear ap ne aik mufeed mashwaea diya ha small account pe agr hm leverage 1:2000 ki rakh laen ge jo k bht ziada ha tu us se hmra account bht risk mein aa jye ga hamaen leverage minimum 1:200 and maximum 1:500 rakhni chaye es se ziada leverage ni rakhni chaye
          • #6 Collapse

            Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
            High leverage bohat barra masla hay aksar beginners tou esko value he nahi detay esko ignore kar detay hain aksar traders ko loss essi wajah sey hotay hay kay small account pe barra leverage hota hay kam margin mei zyada lots lagatay hains o loss kartay hain hamay chaiye hum small leverage he rakhain jab kam leverage hota hay beginner traders zyada lots nahi laga saktay so forum pe hamara jo bonus account bhi attach hota hay uss pe hamay insta walay small leverage pe he bonud kartay hain takay hum zyada risk mei ne jayen aur greed hona bhi aik new trader ko looser bana deti hay so leverage kam hona chahiye aur apni trading sey greed ko nikal kar achi trading ki ja sakti hay
            herbivorous rocket trading account banana traders ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai Kyunki Jab aapke account ka size bada hoga aur leverage ka size bada hoga to aapko profit and loss bahut fast hoga aur aap ka account bol jaldi baat ho jayega
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

              High leverage really bahut dangerous Hoti Hai new traders ke liye high leverage Se Hamare Paas margin be Jyada Hota Hai isliye V traders Badi lots open kar lete hain uska business lalaj Karte Hain ke small account Ko Nahi Dekhte aur Badi lots Laga Dete Hain Jiski wajah se Woh Jyada loss Mein Chale Jaate Hain Usi Tarah Giridih Hote Hain laalach Karte Hain ke foreign se bahut Sa profit kiya jaye Yahi waja hoti hai kya bola iska Shikhar hote hai isliye high leverage aur greedy Hona Ek trader ki trading ke liye bahut harmful Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

                Lalach buri bala hy is liay kaha jata hay lalach mein aa kr hum log ziada sy ziada kamanay k liay ziada investment kr baithty hain laikin humaray pass itna balance nai hota or lalach or jaldi me hum nuqsan kar baithty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

                  G bhai ap nay bahut achi bat ki hay, leverage ka hamari trading par bahut zayada asar hota hay jis tarah zayada lot size use karnay say hamara account risk main aa jata hay esi tarah zayada leverage select karnay say bi hamara account risk main aa jata hay q kah market ki movement say hamara loss aur profit zayada hota hay aur trade loss main jaay to hamara account wash ho sakta hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: High leverage bhi aur greed bhi new trader ko looser banatay hain

                    agar hum new hain to hamy leverage ko or greed ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X