LOss hony ka kiya reason hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    LOss hony ka kiya reason hai
    Loss honay ka mery minde ka mutabiq ye reason hai ka ap lalch main per jaty hain or ap loss kart hain ap logon ka loss hony ka barye main kiya khiyal hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: LOss hony ka kiya reason hai

    Loss k bhot zeada reson hy ya ham jaldi krty hy entry milna rahi hoti hy abhi entry nni hi nai hoti hy ham apni trade lga lyty by to phr loss hota hy hamy agr ham apnitrading my sahi trha sy sbr kr liya kry our sakon k sath ham kam.kia kry to ohr losss nai hota hy our bhit acha profit bhi bn jata hy bs ham jald bazi agr chor dy to sab sahi ho sgta hy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: LOss hony ka kiya reason hai

      market hai aur kisi bhi Business mein sirf aur sirf profit nahi hota aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein Kabhi Hame Lo sooka Tu Keh De Honey profit Hoga isliye Hame chahiye ke market Mein Jab Bhi Hum trading karane opportunities call karna chahiye
      forex market Mein trading Karke aap acche tarike se market Mein long term trading kar sakte hain aap ko pata hona chahiye ki agar aapne forex market Mein trending karni hai to aap apne bonus account ke upar achi tarike se trading kare
      all market main aapko opportunity kivel karne ke liye long term trading karne chahiye forex market Ek accha trading business hai
      is Businessman Jab aap acche tarike se driving Karenge to aap ko Kafi achha profit Bihar sale hoga
      Hame Pakistan Forex forum se Hasil kiya tha bonus ke upar post karte rehna chahiye aapko Maloom hona chahiye ke Hame Forex trading Mein Har vakat close nahi ho sakta aur na Hi Har vakat profit ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: LOss hony ka kiya reason hai

        Assslam O Alaikumm...forex mein hmaain loss hmeshaa tbb hootaa hai ya to hmarai pass achee strategy na ho hnaiin forex k barai mein infO na hO aur sahe se learning na ke vee hOo tbb he loss hoota prr ak auk baree wajah yeh bhee haii hm lalch mein a jataii haiin hmaain is cheez ko controle krnaa hooga aisa hoota hai jbb bhe hmaain profit ho taa hai jb close krnaii k bare atee haii hum mzeed ptofit k lalach mein usko close nhe krtaii hain phr trade loss mein chale jate hai isliye lalch nher krnaa chahiyaiii
        • #5 Collapse

          Re: LOss hony ka kiya reason hai

          acha trading expernice key na hony ko me loss ki main aur big reason samjta hon, other kesi be reason ki waja se etna loss nahi ho sakta hay jetna key experience ki kami ki waja se traders ko ho sakta hay experience agar ho ga to traders asani se other reasons ko be control kar sakty hey jes ki waja se loss hony ki umeed ho.
          • #6 Collapse

            Re: LOss hony ka kiya reason hai

            Loss hamain bhut see wajohat sy ho jata hai or es k reasons bhut hein mager es mien jo reason mien janta hoon or ja sab sy common hai wo yeh hai k hum experience hasil na kerty hien aur es mien aa ker trade open ker dety hien agar hum as mien a aker trade open kerty hien tu hamain as mien loss hony laga jata hai as lyee hamain as mien aa ker greed na kerna chhaye or market ko dakh ker experience k bad trade open kerna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: LOss hony ka kiya reason hai

              Jahan tak bat ha loss ki tu koi trader aisa ni ha jis ko loss na ho kyun buisness mein loss aur profit dono hoty hain lekin agar kisi trader ko continue loss ho raha ha tu iska matlab ha k us trader ne achi tarha seekhi ni ha trading ya analysis theak ni hain ya lalach kar raha ha so ap achi tarha pehly analysis kar k trade lagayn
              • #8 Collapse

                Re: LOss hony ka kiya reason hai

                Loss hny k bht sy resn hty hain agr hum dhyan sy chart ni prty yaa carelessness show krty hain aur bgaer sahi dhyan diye trade krty hain aur sahi conditions study nahi krty tw hmy loss hksta ha isky ilwa agr hmny entry sahi ni ki ya phir humny jb wo profit mn hti tb close ni kii aurr sahi trade manage ni ki tw b hum loss krskty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: LOss hony ka kiya reason hai

                  G Dear forex main loss hone ki mean reason yehi hai k aap greedy ban jate hain lot size bari rakh lete hain ya phr apna tp bar bar barha dete hain to aese main aksar loss hota hai aur akhir kar acccount wash b ho jata hai to loss ko control karen apne emotion ko control karen ek din main kamyabi mumkin nahi hai aesta aesta se earn karen
                  • #10 Collapse

                    Re: LOss hony ka kiya reason hai

                    forex trading business mein loss hone ki buht si waja han js se forex trading business mein loss ho jata hy is mein greed se bhi loss hota hy jald bazi se trading karne se bhi loss hota hy kam knewledge aur experience se bhi loss hota hy aur koi bhi trading mein mistake kartay han us se loss ho jata hy
                    • #11 Collapse

                      Re: LOss hony ka kiya reason hai

                      jee janab ap ny bilkul sai kaha ha yeh aik onnline karobar ha agar hum is kam ko agar siuch smaj k ni karty to hum aona bht zyda loss kar dyty han or jab hum bagir knowladge k kam karty han to hum apna loss kar dyty han
                      • #12 Collapse

                        Re: LOss hony ka kiya reason hai

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss sy bachny ky liye apne galtiyo ko avoid karna ho ga pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: LOss hony ka kiya reason hai

                          Forex trading me loss hony ki bht si wajhohat ho sakti ha ye to AP PR depend krta ha k AP kha kamzor ha kisi ka knowledge Kam hota ha kisi k pass experience ni hota khuch log Bina sochy smjy jald bazi me trade krty ha or bht Sy log lalch ki waja sy bi loss krwa lety ha
                          • #14 Collapse

                            Re: LOss hony ka kiya reason hai

                            Loss hony hony ki wesy to kafi wajuhat hen in me sy do ek ye hen
                            1. Hum jaldi krty hen trade lgany me is sy loss kr bethty hen
                            2. Hum news pr itni tawajuh nahi dety.
                            3. Market ka trend pr ghot nahi kia jata lack of knowledge bhi keh sakty hen
                            4. Hum jazbati ho jaty hen or
                            5. Lalach sab sy bari bimari he is sy hum sab sy zyada loss krty hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: LOss hony ka kiya reason hai

                              Loss honay ki main reason yeah hoti hay kay trader stop loss use nahi kerta aur stop loss use na honay ki waja say pora account loss ho jata hay. lakin ager trade ki bat ki jaye to trade ka loss hona trader kay knowledge ka kam hona ya bilkul na hona show kerta hay. ager trader ka analysis kay liye knowledge acha hay aur trading strategy achi ho to loss kam hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X