Emotional trading mein loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trading mein loss
    Forex mein emotional trading kerna loss ka baias banta hai issi lye kehtay hain kay forex mein emotions per control rakhna bahut zaroori hai aur kabhi bhi forex mein emotional trading na kerain aur hamesha analysis ker kay forex mein trade lagain ta kay aap ko confirm profit ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional trading mein loss

    G q k jb hm emotions ma aa jaty hain to hm achi trha analysis nahe ke skty esi liye kehty hain k forex trading ma emotions hmary enemies hain in pa control kren or achi trha soach smjh k analysis k bad hi trades lgaien or pwhly apni strategies ek bar demo ma test kr len ta k agr koi mistakes hon to pta lg jaien
    • #3 Collapse

      Re: Emotional trading mein loss

      In forex trading, you should control emotions and control those who control their emotions, they become a successful trader. Come on, right now Nalkheda still does not trade in emotions Therefore, you should do that whenever you are tensioned or not relaxed, then you should not trade and when it starts trading, it is very important for you to relax.
      • #4 Collapse

        Re: Emotional trading mein loss

        Emotional.ho k.jb ham.tradimg kr rahy hoty hy us taime bhot bri galti kr rahy hoty hy na to hamy emotional.profit dyta hy na hi emotional hamy losss sy bchata hy is liya esi galti ham ko krni hinnai chiya hamy sahi bilkol relex reh k our hoah my reh k kam.krna chiya sahi trha sy taky ham losss sy bchy rahy our ham.sahi kam kr sgyy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: Emotional trading mein loss

          Gee haan emotional trading mein hamesha loss hi hota hai aur mein tou kahun ga kay agar aap forex mein knowledge hasil kertay hain aur demo mein iss ki itni zayada practice kertay hain kay aap ki skills aur experiance bahut zayada strong ho jata hai jis sae aap ka emotions oer bhi control aa jata hai aur aap koi ghalt trade nahin lagatay
          • #6 Collapse

            Re: Emotional trading mein loss

            G Asa hr hy jab hum apny emotional par control nai karty to usi MA hum ko loss hota hy jab hum ko aik trade profit deni hy to hum khud par zayda he barosa kar lety k ab hum ko trading aa gai aur phr hum next trade b open karty hain jaha hota Asa hy k pechli trade ka nasha humary mind MA hota hy aur tb hum market ka sai say analsisy nai kar paty aur wrong trade say jo profit hota us ko b gunwa lety hain as ley hum ko trading MA apny emotion ko control kar k he trading karni cahy.
            • #7 Collapse

              Re: Emotional trading mein loss

              App ki baat say maen agrree kerta hoon hum jab bhe emotional trading dear karean gay humean us maen loss ho ga koin k emotion main greed ka factor aa jata hy our us maen wo app ki her strategy ko her setup ko destroy ker deta hy app k mind ko kharaab kerta hy our app samjhty haen k forex maen profit kerna kafe mushkil hy but easa nahe hai jab app emotions ko control ker k trading karean gay pher he hs say app acha earn ker pain gay
              • #8 Collapse

                Re: Emotional trading mein loss

                Dear memberss forex ak aosaa bussiness haii jiss mein agaar hum.kamyaabii hasilll krnaa chhtaii haiinn too hmaainn chahiyaii k hum apnaii emotion prr controlre lraiin q k yehh he ak aosee trick haii jiss se kamyabii hasill haii joo bhe emotional bndaa hai wo kabhii bhee kamyabb nhee ho sktaa haii aur hmain is bussiness mein loss ho ya profit hmaainn wo bardsht krna hai emotional ho k ghlt faislaii kr mzeed loss ya profit ko loss mein chnge nhee krnaa haii
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional trading mein loss

                  Dear brother ye business emotions ka nahe hay balke koi be busniss emotions ka nahe hotha agar aap apnay jazbaath par control Kar lathay hay tho aap apne experience our knowledge par tawaju dangay our aap ek kamyaab trader ban sakhtay hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional trading mein loss

                    G han dear apki bat se agree karta hon forex trading mein jo trader bhi emotional hota ha wo kabhi bhi acha trader ni ban sakta kyun k emotions hamesha loss dety hain kisi bhi field mein kyun k jald bazi mein aa k koi kam theak hota is liye ap ko chahye k emotions se door rahyn aur patience k sath kam karyn aur greed se bhi bachyn kyun k greed ki waja se bhi bht zayda loss hota ha is liye jitna patience k sath kam karyn gy itna apko faida hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional trading mein loss

                      agar hum forex mai emotional ho ky trading kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex trading dunya ky bohat sy mumalik mai ke ja rahe hain forex aik online business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional trading mein loss

                        Emotinal log akar apni he trading main bhot loss kar dete hain tradeing main loss b tak he hota hain jaaab aap apne Emotinal pay kaboo nhe karte hain trading k liye apne Emotinal pay bhot kaboo karna hota hain forex main 90% loss loss karte hain vo b asi waja say k vo Emotinal ho jate hain or apni trade loss main closs kar dete hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional trading mein loss

                          Mere seniors aksar hamain ye kahete hien k as mien jab ham kaam kerte hien tu as mien jab kio b trader emotional ho jata h tu wo as mien apna nuqsan ker sakta h as lyee kabi b hamain as mien emotional na hona hota h aur hamain as mien khob sy khob mehnat kerna hta h aur kamaee k lyee zyadda sy zyada kosehsh kerna hota h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotional trading mein loss

                            forex mai jab hum emotional kho ky trading karty hain to hamy loss ho jata hain or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learnin ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotional trading mein loss

                              agar aap daily basis par kaam karte hain woh Yahan Par daily basis for 50 post Karte Hain To aapke account mein bacche wala bonus aayega aur aap ki aap se bache wali investment create kar lenge investment hone wale Desh Mein apko Kafi Jyada aap ke account ko strong Banegi aap ki system commencement ko bahut accha Kar Degi aapko chahiye kabhi bhi aapko backside ki taraf nahi dekhna chahiye aur accha kaam karke earning Karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X