Mera sawal hai k yeh pips kya chez hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    har market may or har kisi trade may koi aik unit define hota hai ho profit or loss ko show karta haai jis trahan points hota haai win karta haai ya loss isi trahan forex may pips haai or in ki calculation pair to pair vary karti hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jab hum trade karty hain to humain indicators ko use kar kay kam karna ho ga magr humain hard work kar kkayy kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho gi pips s profit ho gi
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #18 Collapse

        forex trading main differnt strategies ko use karty huway hum profit create kar sakty hay bs humay chahiey keh esmain account ko sahi say manage kar kay run karen tabhi hum esmain safe reh sakty hay
        • #19 Collapse

          dear gold ki market price agar 1287.37 hay to last word 7 es ko ham pip kahen gey, market agar up jaye gi to ye pip b up jaye ga or market price esi tarha change hoti rahey gi.
          • #20 Collapse

            Market k tamam piars us maen pips ki shape main move kerty hain us main hum pip main earn ker rahy hoty hain like gold 1277 say 1287 tak jata hai to its mean us nay 1000 pips up move kia hai
            • #21 Collapse

              Dear apny ny bohat acha sawal kia main b is baray main information chahta tha or mje b kuch information mili hai or wo ye hai k forex main hamain jo profit ya loss hota hai wo pips ki movements ki wja sy he hota hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                Market k tamam piars us maen pips ki shape main move kerty hain us main hum pip main earn ker rahy hoty hain like gold 1277 say 1287 tak jata hai to its mean us nay 1000 pips up move kia hai
                ge bhai price ke movement ko smjhna hmein lazme hota he aur hmein apne trading mein experience ho aur pips ka mtlb aik point hota he aur hmein trading mein kuch pips profit rozana ka target set krna hota he aur hm apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading market ko ache trah se smjh kr apne order lagaya krein
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Forex market mai ap jo earning krtay hai tou wo pips mai he krtay hai. agr market ki price1.2345 aur change price hai 1.2346 hai es ka multab hai k ap nay one pip earn kia hai. es tarah ap kilot big ho gy tou par pip earning bhe zadaho gy./

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X