Is there no way to accurately predict the market movements

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jab b trader ko e b trade karnay lagan to onko apnay zahan main loss ko b rakhna chheya . kyaon kay ya zarore nhe kay wo jitna profit ya jasa samjh raha hon asay he ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Nahin dost. market kis taraf jae gi ye poori tarha sahi koi bhi nahin bata sakta ham indicators ko dekh kar sirf aik andaza laga saktay hain k market ka agla qadam ye ho sakta hai is se zyada ham kuch maloom nahin kar saktay
       
      • #18 Collapse

        Ye baat to yaqeeni hai k ham poori tarha andaza nahin laga saktay k price ki agli movement kya hogi lekin jesay jesay ham forex main kaam kartay rehtay hain hamara andaza behtar hota jaata hai
           
        • #19 Collapse

          Hamain market ki sahi direction jaanne k liye moving average ko bhi dekh lena chahiye aksar aisa hota hai k major trend ooper ki taraf hota hai or ham neeche ki taraf ki trade laga detay hain
             
          • #20 Collapse

            Aaj kal bohat se indicators aa gaye hain jo price k ooper ya neeche jaanay ki paishan goi kartay hain lekin hamain indicators k saath support and resistance ko bhi dekh lena chahiye takay hamara andaza confirm ho jae
               
            • #21 Collapse

              Jo log forex main bohat saalon se kaam kar rahay hain wo to is main bohat achi tarha andaza laga letay hain k price ka agla movement kya hoga kyun k zyada kaam karnay se aap ki prediction bhi achi ho jaati hai
                 
              • #22 Collapse

                dear forex bht e risky kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty or forex asaan kaam nhi hai bilkul b kafi risky hai hmy chahiyeh mehnat krty rhy tub e kamyab ho skty or asaan nhi hai yeh
                • #23 Collapse

                  Actually forex probablity ka bussiness hai jis main kisi bhi waqt kuch bhi ho sakta hai price kahin bhi ja sakti hai is liye sab se zyada zaroori cheez ye hai k ham apne risk and reward ko manage kar k rakhain
                     
                  • #24 Collapse

                    G haan aap ne sahi baat ki. forex main koi bhi aisa insan nahin hai jis ko kabhi loss ka saamna na karna para ho loss to her kisi ko hota hai lekin acha trader wohi hota hai jo loss ko manage karta hai
                     
                    • #25 Collapse

                      market ka bar a ma kesi ko ilamnahi ka market upper jay ge ya neecha aur na he humarapas forex ki eduction aurna he hum as ki education jis ki waja se losska chance bar jata ha aur profit ka chance kam ho jata ha
                      • #26 Collapse

                        It does not need to be discussed, first basic training - trade on the demo, plums real deposit - is required) Such a psychological shake-up person does not get a regular job, the same lathe, or the manicurist)
                        • #27 Collapse

                          humain agr market main kam karna hay to humain learning kar kaky pracctice kar kay market tmain ana ho ga ta kay humain loss km ho sakay magr hard work karna ho ga k loss km ho
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #28 Collapse

                            agar hum forex trading main sabar kay sath kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey kyun keh jald bazi main loss ka risk he hota hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: left پيغام ديکھيے
                              agar hum forex trading main sabar kay sath kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey kyun keh jald bazi main loss ka risk he hota hay
                              ge han bhai hamre lie yeh lazme hota he keh hm apne forex trading mein ache trah se market ko predict krein aur apne trading mein sbr se kam krein aur kabhe jldbaze se trader ko faida nhe hota he es lie trader ko apne trading market ko analysis kr ke apne trading krne hote he phr trader ko market se acha profit hasil hota he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X