aik achi trade laganay ka tareeka.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik achi trade laganay ka tareeka.
    brother ager aap nay aik achi se trade open karni hay to sab say pehlay uss tarde kay liye aik acha sa entry point chahiye hota hay or achay entry point per aik achi entry lenay kay liye yaani correct entry lenay kay liye aap kay paas forex ka knowledge hona bohat zaroori hay iss kay liye zaroori ay kay aap nay forex ki proper learning kee ho aap kay paas forex ka knowledge mojood ho is kay liye zaroori hay kay aap kay paas porper experience ho takay aap aik acha sa analysis ker sakain or us analysis ki base per aap aik achi entry ley lain to yeh sab kuch achay entry point aik achi opportunity or aap kay trading experience kay oper dependant hay kay aap trader kis type kay hai or aap ki trading skills kesi hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

    Good trade lagany key ley market ki proper sources ko use karna zarori hay aur koi be trades tab tak good nahi ho sakty jab tak trades ko plans key mutabeq open na key jaye, aur esy trades be kabi be good profit nahi de sakty aur na hi good es ko samaj sakty hey jab tak proper take profit aur stop loss ki selection achi na ki jaye.
    • #3 Collapse

      Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

      Ayk achi si trade lgany k liya hamy us k liya ankysis sport resistance our baki sb levwl dykhny chiya jb ham apny level sb dykh ly our us bad hamy asani sy entry mil rahi ho to phr hay chiya k ham us my entry ly ly our ha us entry pr phr acha profit bn asgty hy achi entry k liya bhot sbr krna prhta hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

        aik achi trade lagany k leay ap ko achy tareeqy sy r skoon sy ap ko pehly analysis krny chaheay us k bad ap ko news wagera dykhny chaheay us k bad pir ap ko jb confrim ho jaey k ab ap ka analysis news k motabiq hy to ap pir aik achi trade lga skty hyn
        • #5 Collapse

          Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

          Aik ache trade laganay k lye ap kO tou sub say pehlay trade kes tarah lagatay hain seekhna paray ga es k elawa ap kO market trends ka be pata bona chaheye taakeh ap daikh bhaal k acha trade lava sakain esk elawa experience be boht zarore hay q k insaan waqt k sath sath seekh jata hay or jetna seekhay ga otna heacha trade lava sakay ga
          • #6 Collapse

            Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

            G han bhai ap ki bat thek hay, ek achi trades ap tab open kar saktay hain jab ap right time par entry lain gay aur aisa ap us wakt kar saktay hain jab ap k pas acha knowledge and experience hoga tab ap acha signal found kar sakain gay but agar ap k pas acha knowledge aur experience nai hoga to ap acha signal found nai kar sakain gay.
            • #7 Collapse

              Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

              g dear apne bhot ache baat kahe hai forex trading mai hamesha say he humay aik rules k mutabik he trade karna chaiye kiu k forex mai agr ap markets ko dekh kar soch samj kar kaam karo gay us say apko kabi b trading mai loss nhe hoga jis say ap agay chal kar bhot ziyada profit earn kar sakte ho forex mai hum jab trading karte hai us mai humay market ki entry point dekhna hota hai us surat mai apko loss k chances kam say kam he hote hai or is k liye humare pas experience hona bhot zarori hai
              • #8 Collapse

                Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                Aik achi trading lagny ky ley is me sab sy phly dosro ki trading ko fallow kar Lena chahy or un ko samj kar is par search karni chahy phr is me mehnat sy kam kary to hum boht kuch sekh sekhty ha is trading ky bary me or kamyabi hasil kar sekhty
                • #9 Collapse

                  Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                  Trade lgany see pehly humy market ko zrur analyis krr lena chaiye market kii movmnt ko smjh lena chaiyee taa us ky bad km lot size py trade lgaarin loss km se km lgana chsiye aor humrui trade hours mn honii chaiyee market ko learing kiye bghair humy yrafe nahii lfanii chaiyee aor naa hii jalbazi see kaam lena chaiyee yh humry account ky lia bohat khatrnak sabit ho skta hai....
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                    brother ager aap nay aik achi se trade open karni hay to sab say pehlay uss tarde kay liye aik acha sa entry point chahiye hota hay or achay entry point per aik achi entry lenay kay liye yaani correct entry lenay kay liye aap kay paas forex ka knowledge hona bohat zaroori hay iss kay liye zaroori ay kay aap nay forex ki proper learning kee ho aap kay paas forex ka knowledge mojood ho is kay liye zaroori hay kay aap kay paas porper experience ho takay aap aik acha sa analysis ker sakain or us analysis ki base per aap aik achi entry ley lain to yeh sab kuch achay entry point aik achi opportunity or aap kay trading experience kay oper dependant hay kay aap trader kis type kay hai or aap ki trading skills kesi hain.
                    Assalamualaikum bhai agar aap ek achi trade Lagana Chahte Hain To aapko chahiye ke aap sabse Pehle analysis Karle qk Bina analysis ke trade Lagana aise hi hai Jaise wale Mein jump karna Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                      App naay achi trading Kay liye bohot he acha tareeqa share kiya hai . Har achi trade k liye achy entry point chaiye Hota hai aur trades ko apni trading strategy ke hisab say decide karna Hota hai ke best entry point kon sa rahy ga . Ager trade achy time per open Karin tu bohot ziada wait b nai karna parhta hai aur traders ko trade Mai jaldi reward milna b start ho jata hai . Trading Mai discipline k sath achy entry point ka wait kar Kay trade karny walay traders he kamyab rehty hain .
                      • #12 Collapse

                        Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                        achi trade ky liye aap ky pass acha entry point hoona chahyee aor tajarba bhi hoona bhoht zaroori hai stop loss ka istimaal karna bhi bhot zaroori hai ager aap ko acha entry point na mily to aap ko phir trade nahin lagani chahyee achi trade ky liye proper analysis ka hoona boht zaroori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                          BiLkuL sahi BaT Kahii Aap Ne Dear....achi trade lagaany k liYe Sabse PeHLa stEp Hai MaRket Anylaysis....maRkEt AnyLaysis Jitna Achaa HoGa tRade Bhi iTni Hii Achi oR proFiTabLe Hogii....isLiYe HaMen Chaaheay k koi Bhi Trade Lagaanay Se PeHlay maRket moVemeNts Ko Achi taRha CheCk KR leN or achi TaRha OBseRve kaRnay k BaaD Trade LagaEn iS se pRoFiT K chaNCes kaaFi zyaada ho JaaTay HaiN...
                          • #14 Collapse

                            Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                            forex aik real or kabe be band na hony wala bohat bara business hain hamy is main best experience hasil kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham acha bonus hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi achi jab hain is main ham isy apna life time profession be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aik achi trade laganay ka tareeka.

                              forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X