Learn basics first.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learn basics first.
    brother kisi nay bhi forex trading seekhni hay to uss ko chaahiye kay sab say pehlay forex kee basics seekhay jab uss ko forex kee basics kay baaray main pata hoga toh phir woh aahista aahista complex methods bhi seekh jaaye ga to forex ki basics seekhna zaroori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learn basics first.

    G dear apne sahi kaha hai jo b newbie trading join kare pehle wo basic chezen learn karen phr demo kare uske bad technical chezen learn kare jitni learning aur knowledge hoga utna he apki skills improve hoti jaingi aur apni skills improve kr k he ap achi trading kar saakte hain acha earn kar sakte hain warna bs loss he hoga
    • #3 Collapse

      Re: Learn basics first.

      gee bhai aap nay sahi kaha hay kay kissi bhi cheez ke leaning kerni ho toh sab say pehlay uss ke basics seekhi jaayein uss kay baad aap mushkil cheezain seekhain toh aap aaram say un ko samajh seekkain gay jab aap ko basics nahi aati ho gi to mushkill chezo ki bhi kuch samajh nahi aaye ge
      • #4 Collapse

        Re: Learn basics first.

        G han yh to theak kaha hai jub bhi forex ko join krein forex kii basic cheezein jo ky janna smjhna bht zruri hhaii jis kii bunyad py hum achy kmyab traders bn sakty hein aor ager esa nhii jo to hum forex ky bare mn kui knowlegde hasil nhii krr paaein gy ..
        Mehnat Me Azmat hai
        • #5 Collapse

          Re: Learn basics first.

          Ji boss jab ham forex mien kaam kerte hien tu hamain as mien learn kerne k lyee demo account use kerna hota h aur ye demo account hi hota h jo hamain bhoot hi acha trader bana deta h as lyee mien forex mien abi new hon aur mien b apne dosto k kahny per demo accunt use ker raha hon aur mustabil mien as sy feda b lo ga aur acha trader ban ker deakh do ga.
          • #6 Collapse

            Re: Learn basics first.

            Forex trading ki sub se pehli bat learning h ager hum apni learning ko forex ka hisa bnaen ge to hum kabhe bhe nakam nahen hn ge is k elwa jo new trader hn un ko apne teacher aur seniors se help le kar knowledge aur experience hasil karen ta k ap experience ki wja se asani se work kar sakte hn
            • #7 Collapse

              Re: Learn basics first.

              BiLkuL Sahii kahaa aap Ne dear....foRex Main KaamyaaBi haasil KaRnay k liYe SaBse PeHLi Cheez Hai foRex Ki BaSiCs....hameN ChaahiYe K FoRex Main Agar kaamyaab HoNa Chaahatay Hain To sBSE peHlay HuMeN chaahiYe k FoRex K BaSiCs Ko SeeKheN or Achi TaRha saMajhNay Ki KoShiSh kaReN Q k is Se hii huM TradiNg main kaamyaab Ho SaKtay HaiN...
              • #8 Collapse

                Re: Learn basics first.

                G Haan dosto forex me kaam karny k liye sb se pehle uski basic knowledge hona bht zaroori hai.. Jb tak aap k pass knowledge nai ho ga aur aap forex ko seekhein gy nai tb tak aap kaamyaabi hasil nai kar sakty.. Is liye zaroori hai k forex ka basic knowledge zaroor seekh liya Jaye..
                • #9 Collapse

                  Re: Learn basics first.

                  learning ho ge to he to he earning ho ge hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Learn basics first.

                    Forex par ap ko sab say basics chezy jo learn karni chaeya wo ya kay yanh post kasy karni hi ha thered kasy karna ha awor jo post ap ko use ful lagy as ko kasy karna ha apply demo account par ya sab cheyzy ap ko sikhni cheaya sirf basics ka lia awor sab say zarori cheaz hi time ko manage karna forex ka lia time table bany phir as par kam kary
                    • #11 Collapse

                      Re: Learn basics first.

                      g han agar ap direct trader banna chatre hain to ye zara mushkil kaam hai kyon is mein agar ap kameyab hona chahte hain to ap ko pehle knowledge lena ho ga sab se pehle to ap basics learn karain jab ap ko lknowledge ho jaye to ap phir un ki practice karain apni strategy dhoondhain phir ap is mein mehnat karain demo karain jab ap dmo mein trading na karain to ap ko buhat hi mushkil hai ke ap earn karain real mein is liye demo karain aur agar earn karain then ap real trading karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Learn basics first.

                        Yeah new tader kay liye boht zarori hay kay sab say pehlay wo forex ko study karen aur us ki basic ky baray main jan len us kay bad forex trading ko seekhen ta kay trader ko idea ho jaye kay is ki bunyadi chezen kia hain aur wo kaisay kam kerti hain. is kay bad hi forex ko shoro kia jay aur advance knowledge hasil kia haye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Learn basics first.

                          hamy pahly learning ko best bana kar karna chahey forex aik asa busiens hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik aam business ke nisbat acha or unique busienss hain forex aik real business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X