Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?
    Forex trading men bahut se traders jo k well educated hotay hen woh posting k daoran mushkil alfaz ka intikhab kartay hen jiss ko kam education walay aasani se read nhi kar saktay jiss ki waja se unn ko thread aur posts ki sahee samaj nhi ati aur unn k liay reply aur thanks karna bhi mushkil ho jata hey iss liay koshish karen k easy wording use karen ta k sub ko samaj aa jay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

    Good dear aap ne bheja form Aya Hame posting karte huye simple words to use karna chahiye jab hum simple words to use karenge tu jo bhi new bhi aayenge Woh hamari postes ko aasani se re kar sakenge isliye always hi Urdu mein posting Karni Chahiy
    Hume park forum pe Urdu language ko use karna chahiye is se jo bhi member post is read karenge jaldhi smajh paen ge
    • #3 Collapse

      Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

      G bilkul thk kaha ap ne kafi traders mushkil wording use krty hain ho hr koi smjh nahe skta phr reply krna bhi hard ho jata hai q k sb educated nahe hoty esi liye agr posting easy wording ma national language ma ki jaye to sb k liye smjhna or answer krna asan ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

        Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear qk forex business me aesy log bhi majod han jo itny parhy lekhy nhe han jin ko zeyada mushkil eng samjh nhe ati phr wo apki bat ko bhi samjh nhe paty
        • #5 Collapse

          Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

          G bilkul dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear wesy ham kahty han k forex ko sab log join kar sakty han jo zeyada parhy lekhy han wo bhi or jo kam parhy lekhy han wo bhi phr kuch log apny thread or posting me aesy word use karty han han jo kam parhy lekho ki samjh me nhe ata
          • #6 Collapse

            Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

            Ji Boss ap ny theek kaha h k hamain jab b posting kerni h ya pher hamain as mien thread kerna h tu hamain as mien asan zaban ka astmal kerna hota h jab ham as mien mushkil alfaz astmal kerte hien to hamain as ko read kerny mien mushkil ho jati h as lyee hamain as mien apny mind k mutabiq hi kaam kerna hota h aur achy sy posting kerni hoti h.
            • #7 Collapse

              Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

              G brother app nea blkul sahi kaha k forum ki posts jitna zida easy wording ho gi itni hi zida easily log us thread ko samjh sakay gea aur is se us post k replies zida aye gea and agar informative ho gi to junior members us se kafi learning ho jae gi is k ilawa mere khayal se post main short term language use karne k bjae full word likhe gea to tab bi easily samjh aa saky gi
              • #8 Collapse

                Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

                simple Urdu language mein post and Threads create karna important hai dear members aapne Dekha Hoga moderator administration portal forum klr naat pure Urdu language mein kiye Jate Hain so aapko bhi Forex trading main posts for thread banate huye sirf Urdu zubaan istemal karna chahiye is se aap ki posting quality paper Ban sakti hai neha system Jo Aaya Hai Woh Urdu zubaan ko hi acchi quality wise post count karta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

                  g bilkul dear ap thek baat keh rahe ho forex forum mai hum jo apni education ya kissi hawale say jo thread post karte hai is mai humay chaiye k hum easy wording he use kare us say humay khud ko b samj aye ge or yaha per jo new members aye gay unhe b us hawale say samj aye ge issi waja say humay is cheaz ka bhot ziyada khiyaal rakhna hota hai humare or dosre k liye is mai behtr hai or agr hum ye kaam aise he kare gay tw humay agay koi problem face nhe karna parege
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

                    Your thing is right but My Urdu is very weak and I try to get you typing too but I can not look right on that day So, I am posting in English itself and try posting in some time also in Urdu. Posting in my English will be done because some people will also be impressed by English and they will get good information and knowledge and I can also learn from here
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

                      forex mai hum thread or postng sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain ya dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pury pakistan mai be legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

                        Thread aur post kerntay wakat koshish kerni chahye kay aisi wording use ki jaye kay samag a sakay. baaz dafa urdu kay lafaz boht mushkil hotay hain aur us ki jaga ager enlish ka sada sa lafaz use ker lia jaye to wo zayda attractive hota hay. uar thread ya post ko study kernay walay kay liye samagnay main asan bhi hota hay. zayda english use kernay say id block ho jati hay. que kay yeah aik urdu forum hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

                          forex mai hum thread or posting karty hain hum in mai live or sada urdu mai kam karty hain or hamy is ka bonus be milta hain forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum forex mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread aur posts create kartay waqt easy wording use karen?

                            forex mai hum live or sada urdu mau thread or posting karty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X