Dozi candle stick body type
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dozi candle stick body type
    Friends
    Ham kafi kism ka candle sticks ka bary main janty hain.
    Ham dozi candle stick ka baray main bat krain ga.
    3 major types hoty hain
    Typycal dozi stick.
    Is main jitna buyers uper la ka gayr is main utna hi sellers nechay la ka aye is main buyers or sellers ka drmean fight hiti hai.
    Classical dozi stick.
    Trend is lossing traction bhat hi classic row bnti hai is main seller be ho sakty hain buyers be ho sakty hain.
    Dragon fly dozi stick.
    Is ka shadow kafi lamba hota hai is ka matlab ka is main pehlay wala jo trend chal eaha khatam honay wala hai.
    friends you can see in pics
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dozi candle stick body type

    Good dear aap ne dozi k bare men bahot hi achi information di hain hamen aisi information ko zarur apne mind men rakh kr kaam krna chahiye
    In information ki waja se hamen kafi achay benifits milte hain ye aik basic knowledge hai hamen aise knowledge ko zarur approved krna chahiye q k jab tak hamare pass candles ka knowledge nhi hoga tab tak ham pettrn ko bhi nhi smajh paen ge
    • #3 Collapse

      Re: Dozi candle stick body type

      G sir ap ney bhat hi acha describe kia hai Dozi candle ka bary main or asan alfaz main.
      Mujhe ia se pehlay itni information nahi thi jo ap ne de hai or asan or sada alfaz main jo koi be ba asan samaj be sakta hai.
      Ap ney jo pictures ka sath descibe kea hai ye bhat hi mufeed post hai thanku very much sir.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Dozi candle stick body type

        Dear jab ap dekh rahy hoty hai k market mai aik new candle open hoti hai aor aus k baad market kabi up jati hai kabi down aati hai aus k baad close waha hi hoti hai jaha se open hoi thi to aus candle ko doji kehty hai ye candle aisi hoti hai k ais ki wicks lambi hoti hai agar ais ki jo body hoti hai wo bahot choti hoti hai agar ap ko ais k bary mai pata ho to ye jab resistance ya support par banti hai to aus jaga se market ne reverse jana hota hai agar ap ne ais mai trade karni ho to ap aus time ais par trade laga sakty hai aor ais se kafi acha profit le sakty hai kun k ye swing point par bhi banati hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X