Happiness and forex ka relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Happiness and forex ka relation
    Forex apki khushi k sath directly proportional hai
    Agar ap khush hon gay to forex b ap ko khushi day
    Gi aor ap log forex mai khush kesay reh saktay hain
    No1 apnay andar shukar guzaari ka ehsaas develop
    Karein jis bnday ko apni aoqaat yad rehti hai woh shukar
    Guzaar rehta hai aor kuch log forex mai kamyaabi ko
    Apna haq samjhnay lag jaatay hain jab inko loss hota
    hai to preshaan ho jaatay hain forex mai kamyaabi ko
    Allah ka karam smjhein and apni aoqaat yad rakhein
    K forex se pehlay ap kia thay to ap khush reh sako gay
    Aor is khushi rehnay ki waja se apki karkardgi barhay gi
    Jo apko forex ki height tak pncha day gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Happiness and forex ka relation

    Mood aur emotions ka apas mn bht gehra rishta ha jb hum achy mood mn hty hain tw hum sahi sch smjh k trade laga skty hain aur faidy wly fasily krskty hain aur profit kama skty hain istrh e jb hum sad hyty hain tw hmsy sahi scha nai jata aur hmsy loss wly fasily hty hain q k hmry mind mn kch aur chal rha hta ha aur hum us tnsn mn htyy hain islie hum trade ko sahi manage nai kr paty islie loss hjata ha.
    • #3 Collapse

      Re: Happiness and forex ka relation

      Agr ham khaih ho to ham bhot zeada is my sakon k sath hi kam kr sgty hy trading my skin k sath kam krna hamara bhot zeada zaroei hota hy gar ham trading my bhot zeada kam krna hy is koo hi apni life my apna kam bnana hy to phr is my hamy trading my relexmint bhot zeada zarori ho jati hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Happiness and forex ka relation

        forex me kamyabi apne nahi hote 100% ye ALLAH ke tarf se hum pr kabi kabi acha aanam hota hye hum ko ye bhe dekhana ho ga ke jab hum acha earn krte han to os se hum ko zayda ALLAH ka shokr ada krna chahye and apne khusi ko achai tarah se qabo krna chahye and next bhe acha krne ke try krne chahye and jo bhe earn ho as pr apne ap ko razi krna chahhye
        • #5 Collapse

          Re: Happiness and forex ka relation

          Agr koi b kam preshani or kchao k sath kya jye ga to nataij kbhi bhi a6y nhi ho gy qk kam krny k lye realxed hona or hush hona bht zrri h or relax ho kr agr trade lgai jye gi to yaqeenan profit b zda ho ga or zda sy zda kam ho skta h or koshishy zda faidy mand sabit ho g or agr relax dmg k 7 kam ni krn gy to mehnat b beqar jti h jo mazeed preshani ka bais h,,
          • #6 Collapse

            Re: Happiness and forex ka relation

            You Are Right dear....foReX Ka or Happiness Ka kaafi CLoSe ReLatiOn Hai Q K FoReX aik BhoT Hii Acha PLatform Hai Un Logon k Liye Jo MeHnaT Or laGan Se Kaam KaRTay Hain....or HaR inSaan forex Ko Income k LiYe hii uSe kaRta Hai Q k Agar Acha fiNaNcial status ho To Happiness Bhi Zyaada HoTi haiN Or YeH sb FoRex Se BhoT hii Zyaada eaSy Hai gaiN kaRnaa...
            • #7 Collapse

              Re: Happiness and forex ka relation

              Yes dear me apki bat sy oiotfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me sab sy men bat jo hai wo ye hai k forex me hamra interest hoga to he ham profit hasil kar saken gy profit hasil hota rhy ga to khushi khud ba khud he malti rhy gi
              • #8 Collapse

                Re: Happiness and forex ka relation

                Dear ais market mai jab ap kaam karty hai to ap ko bhi pata hai k ais mai ap ko tension hoti hai agar ap ki trade loss mai jaye to ais market mai agar ap ne acha kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai kam k sath apni life ko time dey ye ni hai k ap her waqat ais market mai lagy rahy aor pareshan hoty rahy ais market mai apna aik shedule bana ley aor aus k hisab se kaam kary jab ap ais mai aik hisab se kaam karo gay to ap ko ais mai profit ho ya loss ho ap ki life disturb ni ho gi aor ap khush rahy gay her time market mai rehny se ap ko tension hoti hai jis k liay agar ap ne ais mai kaam karna hai to ais mai sakon se kaam kary.
                • #9 Collapse

                  Re: Happiness and forex ka relation

                  G bhai ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading main agar ham khush hon gay to hamain loss nai hoga aur acha profit earn hoga aur agar pareshan hon gay to hamain loss hoga q kah jab ham khush hotay hain to ham market ko achi tarah analyse kartay hain aur ham say koi mistake nai hoti but jab udas hotay hain to ham say koi na koi mistake ho jati hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Happiness and forex ka relation

                    Dear me me samjgta hon k happiness ka koi taluq nhe hai forex k sath ya forex me profit k sath mery kheyal me ap us waqat forex me happy rah sakty han jab apko forex sy acha profit earn karny ko mly ya hota rhy acha profit apky kam karny k shoq or lagan sy he hoga agr is me apko interest nhe hoga to apka mahnat karny ko bhi dil nhe kary ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Happiness and forex ka relation

                      Bhai g pak forex trading ka talaq koi nhi happeniss sy q ky khbi khbi insan par bory time a jata ha pak forex trading ki waja logo ki boht c parshania hal ho jati ha jis sy boht khush hoty ha or pak forex trading jasa koi business nhi ha is sy boht log happy ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Happiness and forex ka relation

                        There is a lot of relation between these two in Forex trading because if your Happyness and your emotions are good and you are fresh then you can do good trading. And if you are worried and not mentally relaxed then you will be very difficult to make the setting and you may also have to bear the loss
                        • #13 Collapse

                          Re: Happiness and forex ka relation

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                          Forex apki khushi k sath directly proportional hai
                          Agar ap khush hon gay to forex b ap ko khushi day
                          Gi aor ap log forex mai khush kesay reh saktay hain
                          No1 apnay andar shukar guzaari ka ehsaas develop
                          Karein jis bnday ko apni aoqaat yad rehti hai woh shukar
                          Guzaar rehta hai aor kuch log forex mai kamyaabi ko
                          Apna haq samjhnay lag jaatay hain jab inko loss hota
                          hai to preshaan ho jaatay hain forex mai kamyaabi ko
                          Allah ka karam smjhein and apni aoqaat yad rakhein
                          K forex se pehlay ap kia thay to ap khush reh sako gay
                          Aor is khushi rehnay ki waja se apki karkardgi barhay gi
                          Jo apko forex ki height tak pncha day gi
                          Asalam o alaikum dear bohat achi baat kahi apne hamen khush hona chiye or Allah k shukar Ada krna chye k hm forex me apna work kre he or profit hasil kre he Har Hal me shukar krna chye jse apki forex help kra he wse hi ap dsro ki kren or logo ko pakistan forex ka Btae qk wo b hmari trha forex me work kre Or khush rahe
                          • #14 Collapse

                            Re: Happiness and forex ka relation

                            g dear men apko btana chahta hun , kih ager ham khaih ho to ham bhot zeada is my sakon k sath hi kam kr sgty hy trading my skin k sath kam krna hamara bhot zeada zaroei hota hy gar ham trading my bhot zeada kam krna hy is koo hi apni life my apna kam bnana hy to phr is my hamy trading my relexmint bhot zeada zarori ho jati hy........





                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Happiness and forex ka relation

                              Waqaee bhai ap ne bohat shandar bat ki hai, khushi asal main shukar guzari say he milti hai. Jo log kisi naimat ka shukar adda kartay hain Allah un ko or nawazty hain. Or ye b theek hai k jab koe insan khush hota hai to wo apne zahan ki pori salahiyaton ko istimal kar sakta hai.
                              Meri apne kareem rab say dua hai wo hum sab ko shad or abbad rakhay, or hamari koshishon ko kamraniyan or kamyabiyan naseeb karay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X