New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?
    New thread open karny ka maqsad forum members ka ye hona zarori hay key wo apna knowledge forum users key sath share karen aur es key elawa agar us key mind me Forex se related koi question hay to other members ka knowledge hasil karny key maqsad se be wo threads question mark key sath post kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

    Dear new threads open krny ka mqsad hota hai k hmy agr trading se related koi questions ya koi issues hain to wo sort out ho jaien ya agr hmy pass koi acha point hai trading se related to hm dosron k sth share kren or dear agr achi or informative threads hon to bonus bhi zayada milta hai or logo ko knowledge bhi achi milti hai
    • #3 Collapse

      Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

      Thread create kerny ka maqsad information ka hasil kerna aor share kerna hona chaey. Ager to ap key pas koi achi strategy ya information hey to usko thread key zeriey dosry forum members tek ponchain t keh dosron ko bhi faida ho. Apni koi query hel kerny key liey bhi thread create ker k sawal kia ja sekta hey.
      • #4 Collapse

        Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

        main purpose thread open karnay ka positive he hona chahiye ya tou aap apni thread mei acha sa knowledge share karain members kay liye ya koi relevant acha question ho wo aap lazman pucho apni aik thread create krk lakin aap ki thread asi ho jis sey dusron ko acha knowledge muhaiya ho informative thread honi chaiye
        • #5 Collapse

          Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

          Je ha bilkul hamara thread aur post ka maqsad sirf bonus pana nahi hona chahye balky hamy khob se khob learning karni chahye jiss se ham Pakistan forex ko achi tarha se samjh paye aur apna experience knowledge dosry members se share ker ke apna experience knowledge aur barhany ke koshish karni chahye
          • #6 Collapse

            Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            New thread open karny ka maqsad forum members ka ye hona zarori hay key wo apna knowledge forum users key sath share karen aur es key elawa agar us key mind me Forex se related koi question hay to other members ka knowledge hasil karny key maqsad se be wo threads question mark key sath post kar sakty hey.
            Agar traders Ko Kisi baat ki samajh na aa rahe ho ya phir unko trading ke baare mein kuch na pata chal raha ho to wo new thread open karne aur usne Apna question puch le
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

              BiLkUL SaHi kahaa Aap Ne Dear....neW Thread Ka Maqsad SiRf KnoWLeDge HaasiL KaRna ya koi Achi inFoRmation MeMbers Ko DeNa Hii HoSaKta Hai Q k Hum Yaa To Koi question Ka anSwer LeNay K LiYe Thread Start KaRtay hai oR Yaa Phir Koi UsefuL inFoRmation ho To Uday MeMbers Tak PoUnchaanay k LiYe Taa k Zyaada Se Zyaada Log uS inFormatiOn Se Faaida uThaa SaKeN...
              • #8 Collapse

                Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                Dear mery nazdeek new thread open krny k 2maqsad ho sakry hen, pehla maqsad ye k hum kisi point ko discues krna chahty hen jiska hmen pata nai he ye us me kuch confusion he aor ap chaty hen k wo point clear ho jay, doosra maqsad ye ho sakta he k hmen koi bat bilkul pata nai he aor hm us k baary me jan'na chahty hen, ya hmen aik bat confirm pata he aor hm wo bat doosry traders k sath share krna chahty hen,
                • #9 Collapse

                  Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                  New thread open karny ka bunyadi maqsad sehat mand quftagu or information doosray logon tak transfer karna hota hy , yeh b hota hy k agar uc topic k hawalay say agafr kisi k pass knowledge ho tou woh share kiya jaa sakay , new tyhread karny ka maqsad sawaal poochna or kisi mushkil ka hal bhi batana ho sakta hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                    Pak forex forum par new thread open karne ka ye hi maqsad hy k new thread se hum new trader ki help karain aur new thread se new trader ko forex trading business ka knewledge aur information share karain aur thread se apne trading k experience ko share karain aur is k elwa hum ko trading mein koi problem ho tu hum thread kar saktay han js se hum apni problem ko hal kar saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                      Dear friends forex trading aik aisa business h jis me humen knowledge aur experience ka hona bahut zrori h huemen apne knowledge aur experience se logon ko forex trading ki information dena chaye is k leye humen new threads kani chaye jis se log knowledge hasil karen
                      • #12 Collapse

                        Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                        new tread karny ka maqsad hota hain hota hain ky new traders is ka reply kary gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar kam kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                          agr apko koe chiz nah smjh aa re hoy tu ap aik thread bnayain or post karain es sah log jb comments karain gy tu apko bhht information milay ge. faida hou gah apko. es k ilawa agr trading ma b koe problem ao fr ap thread laga skty hou.
                          • #14 Collapse

                            Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                            forex mai hum new thread karty hain to hamy is ka bonus milta hain or trader is py post reply karty hain hum aik din mai 4 thread kar sakty hain or 50 posts reply kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New thread open karny ka maqsad kia hona chaye?

                              forex mai hum thread open karty hain to hamary knowledge mai azafa hota hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real or kabe be katem na hony wala business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X