jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain
    forex main ap ko aik bat mmanna pry ge ju ap ko loss krwati hai jub hmain thora sa profit hota hai tu ham samjhty hain ab mujhy loss ho ga he nahi emotion main any ki wajah say ap ju earn karty hain wo loss ho jata hai es leay ap ko profit ko samjhdari k sath hazm karna chahea na k bad main over trade ay fazool kar laina chahea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

    yes dear bilkul ap nay theek kaha hai forex main iss chez say bachny k leay ap ko aik plan k mutabik kam karna chaheay kyon k ager ap k pas plna ho ga tub ap ye chezain control main kar skain gee aur over trading say bach skain gae is leay ap aik plan k tehat forex main kam krna chaheay phir he ap ki trading success ho gee.
    • #3 Collapse

      Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

      Forex ka minimum profit be traders ko ya to emotional kar deta hay ya greedy bana deta hay, minimum profit waly trades ko jald close karny ko me emotions hi ka name do ga, aur agar ye trades reasonable profit me close na key jaye to esi trading ko greed ka name hi dena zeyda acha hay.
      • #4 Collapse

        Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

        Profit jb bhi hmen millta he khushi intihaa ki hoti he aor specially pehla withdraw jb aata he to banda samajhny lagta he k forex waqyi aik achha business he magr kuchh log is chakr me parr jaty hen bus ab to hm expert ho gy hen to ab jesy chahen gy trading kren gy, aisa nI he hmen is profit ko sustain krny k liy mazeed mehnat darkar hoti he.
        • #5 Collapse

          Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

          Aap Ki Baat bilkul theek hai kya main forex market Mein Thoda Sa profit Hota Hum market Mein Shekh Chilli Ban Jate Main Aur Hum Bhi Gaye Lode Se Lagana Chod Kar Liya
          Jawa Mai thoda sa profit hota hai market Mein train ticket Dhaka to Hame Big Lot size lagaane se market mein bahut zyada loss is hone ke chance is not
          abhi market Mein Chahiye Hota Hai K trading karte waqt tha Apne motions ke upar control Mere K R market Mein long term trading Kare forex market Mein analysis emitra kaise karna chahiye
          Hame Hamesha Stop Now speak properly Mein Lagana chahiye market Mein trading certificate all market Mein Hame Apne motions ke upar control Mein Rakhna chahiye long time chatting karte waqt
          • #6 Collapse

            Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

            Jab hum ko profit hota ha humhy boht khushi hoti ha or har kisi ki khwaish hoti ha ky mojhy zayda sy zayda profit ho jab logo ko zayda profit hota ha is businesses me humhy shaik cili nhi bana chahy
            • #7 Collapse

              Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

              g han asa he ha forex main profit ho jane k bad apkoo ziada khush nhi hona chaieay oss time ap ko apni trading ko koch dair k liea stop ker daina chaea kyon k tub ap k mind mai emotion chal rahe hoty hain jiss ki wja sy ap ko mazed trading nuksan day sakti hai es lea ap ko avoid kerna chahea.
              • #8 Collapse

                Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

                Jee sir belkul aiasa he hai k jab hamain forex mien a aker thora profit ho jata hai tu ham as mien aa ker bary bary khawab dakhty hien or hum yeh samjh lety hien k hum as mien expert ban chuky hien hala k as mien hamain pher trade open kerny mien loss be ho sakta hai as lye hamain care kerna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

                  Ye bat to hain hamain jab pehla profit milta hai to hamain khushi milti hai or tab hamain ehsas hota hai ka kesay kami krty hain.
                  Kis trha mehnat se paisy hasil keye jaty hain.hn lekn hamain knjooos b ni hona chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

                    BiLkul Sahi Kahaa aap Ne dear jab huM Hum ThoRa BhoT ProFiT Gain KArna Start kaR detay Hain to Hum Greediness Ka ShikaR Ho Jaatay hain K iS Se zyaada ProFit Ho Or issi Greediness Ki Waja Se BhoT BaRa Loss KaR Letay hain....HameN Chaaheay K SteP By steP Kaaam KaRen OR greediness ka ShikaR na Hoon Taa k Achi tarha Trade Kar K SeCure Trade Sy ProFit kamaa SakeN...
                    • #11 Collapse

                      Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

                      forex mai tora profit hony ky bad hamy sahike dil nahi hona chahey forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is ma trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jub hmain thora sa profit hota hai tu ham sheikh chili ban jaty hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
                        forex main ap ko aik bat mmanna pry ge ju ap ko loss krwati hai jub hmain thora sa profit hota hai tu ham samjhty hain ab mujhy loss ho ga he nahi emotion main any ki wajah say ap ju earn karty hain wo loss ho jata hai es leay ap ko profit ko samjhdari k sath hazm karna chahea na k bad main over trade ay fazool kar laina chahea.
                        Dosto forex per kuch log jub thora sa profit hota hai tu sheikh chili ban jaty hain yane k khaboon ki duniya may challe jaty hain apne emotion ko controle nahi karty apen kam sy hut jaty hain aur plan bhara sy bhara karty hain aur over confidence hojaty hain aur fazool rasty per nekal jaty hain jis ka koi faida nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X