forex main kam karty hoay jazbati hone say bachna chahea.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main kam karty hoay jazbati hone say bachna chahea.

    forex ek mind game hai forex main jab bhi ap emotional hon gay to ap forex main zaror loss krain gay forex main ap market ko achi trha analyse krain market kay tend ko daikh kay position open krain and ziyada lalach na krain apna ek target and strategy say kaam krain yeh best hai ap kay liye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main kam karty hoay jazbati hone say bachna chahea.

      jb ham jazbaat mn hotay hen ic ka matlab hy dimagh aap ka one percdent bhi sath nahin say rha hota uc waqt sirf aap ka dil kaam kr rha hota hy or dil lalach ki taraf bhi aksar maael karta hy ic lye jazbaati honay ki bajaye hosh sy forex mn trading karni chahye warna doosri soorat mn nuqsaan bhi ho sakta hy .
      • #18 Collapse

        Re: forex main kam karty hoay jazbati hone say bachna chahea.

        forex main hamy hard work mehant or saba sy kam karna chahey hamy is main jazbati ho kar kam nahi karna chahey yai aik real business hain ham is learning ky sath earning be hasil kar sakty hain agr ham emotion ho kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain is market ka ya hamary broker ka koi be blame nahi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: forex main kam karty hoay jazbati hone say bachna chahea.

          Forex ka kaam achha kaam To Hai Is par kaam karte hue bahut se Log Yahan Par jazbati ho Jate Hain Woh Apna mind aur Dil Ko Ek Jaisa nahi Rakh sakte hain isliye Jab Wo Kaam karte hain Tune Jab thoda sa nuksan hota hai to wo Yahan Par De Sade Hona start ho Jate Hain Aise logon ko chahiye kya Woh Yahan Par Apne mind ko fresh shakkar kam Kare aur Yahan Par kabhi bhi De Sade Na Ho achha kaam karne se sab kuch Milta Hai

          اب آن لائن

          Working...
          X