Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?
    Ap ne note Kiya ho ga k kuch log thanks lenay k liay aik dusaray se rabta kartay hen aur kuch logon ne tu group banaya hota hey woh sirf apnay friends ko hi thanks kartay hen jo k bilkul ghalt bat hey iss liay jahan tak mera khayal hey forex trading men her achi thread aur posts ko zaroor thanks karna chahiay beshuk woh kisi ki bhi ho achi informative aur forex k knowledge wali ho tu aesi posting quality k lihaz se behtr posting hoti hey aesi posting pe thanks zaroor karna chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

    hum log itny kam chor ho gay hen ky humhy ab mehnat kerny sy dil ghbrata hy hum chaty jen ky bina kisi mehnat ky chez mil jay hala ky ye bilkul galath bat hy humhy chaeay ky hum yahan py dil lga ky kam kery aur apni himat py thanks wasul kery jis sy kisi ko koi faida bhi humhari post phr ky
    • #3 Collapse

      Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

      Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon ap bilkul thek kah rhy han mery kheyal me aesy nhe karna chahye ek new forex member jo k achi thread or post shear karta hai ham sab ko us ki hosla afzai k lye us ki thread or post pe thanks karna chahye na k group me har achi or gandi post pe reply or thanks karty rahen
      • #4 Collapse

        Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

        meray khial mn kisi ko thanks k liay kehna ghalt bat ha apko apni poston mn itni ablity paida krni chayay aur poston ki quality aisi banani chayay k apki post ko read krnay wala thanks krnay pr mjboor ho jay jis sa khud ba khud log thanks kren aur apko kisi ko kehnay ki zroorat bhi na prhay
        • #5 Collapse

          Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

          G bilkul dear ap thek kah rhy han meny bhi dekha hai k kuch log apni thread k nechy ek logo type laga dety han jis me thanks ki request ki hoi hoti hai ary baba agr apki thread or post ki quality achi hogi to log apko khud ba khud he thakns deny pe majbor ho jaen gy
          • #6 Collapse

            Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

            Thanks kay liye aik dosray say kabi bhi rabta na karen. Zayada ter to yehi hota hay kay aisa thanks jo ap na gap shap per li hoti hain wo remove ker di jati hain. to phir aisi thanks lenay ka kia fida. jis nay thanks deni hay wo post ko study ker kay to day ga. is liye post ko itna acha likhen kay study kernay wala khud hi thanks day day.
            • #7 Collapse

              Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

              Agr koi pak forex trading me itna acha kam kary or achi achi posts kary jo humry dil ko achi lagy to hum un ki post ko like karty ha to WO humhy like kary par thanks kehta ha ye bat galt ha Jo kisi ko thanks ky ley khud khna pak me kam asa karo Jo log khud thanks khy
              • #8 Collapse

                Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

                Ji bilkul theek kaha apne agr kisi b forum member ne koi achi post ki ha to use zaroor like krna chahye aur reply b lakin sirf apne friends ya grouping k hisab se likes nahi dene chahye kiu k forex forum ka maqsad ham logo ki forex trading k related hamra knowledge badhana aur trading k liye bouns daina ha jo hamain ache kaam ki waja se hi mil skta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

                  Pakistan forex forum bht hi best plateform ha earning ka is main koi bhi ho new ya old member jis kia thread acha ho us ko zroor apricaite krna chaye taky us ko hosla afzai ho sky or wo ziada mehnat krny ki koshish kr sky is se kuch nahi hota k ap kisi se contaact krain ya na krain agr ap ka kam acha ha to ap ko zroor respons mily ga nahi to ap bs posting krty jaye koi or de ya na de Pak forex forum to response krta hi ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

                    G dear forex users yeh bilkul ghalat baat nahin hy aaj k dour mn jahan nafsa nafsi ka aalam hy wahan ham sirf apnay matlab k logon say rabtay mn rehty hen or zayada bojh walay relations ko sar say uttaar kr rakh dena chahye , communication aaj k waqt ki zaroorat hy or woh honi chahye chahay matlab ki he q na ho wo dono ko faeda pohanchaa jati hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

                      forex mai thanks ky liye kise sy be rabta nahi karna chahey hamy ache quality ke posts reply karne chahey forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuch log thanks k liay aik dusaray se rabta kartay hen kiya yeh ghalt bat hey?

                        forex mai thanks ky liye kise sy hamy rabta nahi karna chahey hamy ache quality ke posts reply karne chahey pher he in py posts mily ge forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X