Forex mein broker ka role kya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein broker ka role kya hai?
    Forex trading mein broker bahut aeham role adda kerta hai aur yehi broker aap ko mauqa provide kertay hain kay aap ghar beth kay earn ker sakain koi bhi currency sell ya buy ker sakain aur badlay mein inn ko commission milta hai jo kay spread ki shakal mein hota hai ya profit kay akhir mein sae kuch hisa inn ko milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein broker ka role kya hai?

    Forex mein aap jo kuch iss waqt hasil ker rahay hain woh sub broker ki mehnat sae hi aap ko mil raha hai pakistan mein forex ko online chalana bhi broker ki wajah sae hai warna hum forex tak kaisay pounch saktay thay aur broker humain trading ki sahulat provide kerta hai aur badlay mein hum sae her trade per thora sa commission leta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein broker ka role kya hai?

      Dear fellow forex trading may broker ka buhut aham roll hotha hay ye broke sirf apna commission ham say lathay hay our hamay international market may mukhtalif pairs par trading ka moqa faraham kartha hay our hamay earning Ka moka faraham kartha hay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein broker ka role kya hai?

        Forex main broker ka boht hi ahm role hay broker hi wo wahid agency hoti hay jo ap say ap kay order lay ker market main laga rahi hoti hay. aur ap ko zayda trading kay liye ap ko leverage ki mud main apna paisay day rhi hoti hay. ta kay ap zayada say zayada trading ker saken. broker apnay clients ko kafi had tak facilitate kernay ki koshish kerta hay.

        اب آن لائن

        Working...
        X