Never blame to forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never blame to forex
    G han bhai hamain loss anay par kabi bi forex ko blame nai karna chaheay q kah har loss k pechay hamarii apni mistake hoti hay aur wrong entry hoti hain q kah jis trade main hamain loss aya hota hay usi trade main bahut saray traders profit bi to earn kar rahay hotay hain es leay forex ko blame karnay k bajaay hamain apni skills ko improve karna chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Never blame to forex

    Dekhain Pakistan forex forum ney humain aik learning aor earning ki oppertunity di hey ab is moqy se ager koi profit uthata hey ya koi loss kerta hey to yeh individual ka problem hey is main forum ka koi bhi fault nhen hey. Forum se seekh ker bahut se trader aisy hain jo daily base per acha khasa profit earn ker rhy hain isky ilawa aisy bhi hain jo apna acoiunt wash kerwa baithty hain. So forum ko blame kerny se behter hey apni learnig per focus kerain.
    • #3 Collapse

      Re: Never blame to forex

      G han forex trading men jo log nakam ho jatay hen woh forex ko bura bhala kehtay aur logon ko forex join karnay se manah kartay hen k yeh fraud hey iss men bahut ziyada loss ho jata hey iss liay aesay logon ki bat bilkul nah maanen aur apnay mind k sath trading karen tu zaroor kamyabi milti hey forex aik bahut hi acha aur profitable business hey iss ko blame karnay walay achay log nhi hotay
      • #4 Collapse

        Re: Never blame to forex

        honour 4x market mein ghar Apna insta Forex bonus account ke upar losses Ho Jaate Hain Kabhi Bhi blame nahi karna chahiye instaforex ko.
        Abirami Forex trading co Kabhi B plan nahi karna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye ke market Mein Hame losses ho sakte hain Jab market Mein trending karte hain to aapko Apne motions Cuba control Rakhna hota hai aur Market Mein trading karne ke liye aapko acche tarike se long term trading ke baare mein Soch Na Hota Hai.
        forex market main aapko Hamesha stop 903 profit limit Lagana chahiye Agar aapko loss Ho Jaye to aapko forex market Ko kosna Nahi Chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Never blame to forex

          forex trading business mein loss hone par forex ko blame kis liye kiok loss apni galti se hota hy hum jab trade open kartay han tu is mein koi mistake hoti hy aur is mistake se loss ho jata hy agr hum apni mistake ko cover kartay han aur trade achy analysis kar k sabar se market ko dekh kar samjh kar open kartay han tu loss se bach saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Never blame to forex

            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi infomation shear ki hai dear dekha jay to aesy he hota hai k ghalti hamari apni hoti hai or ham blame agly bandy pe laga dety han jo bhot ghalt bat hoti hai hamen aesa nhe karna chahye apni ghalti kesi or k sar nhe karni chahye
            • #7 Collapse

              • #8 Collapse

                Re: Never blame to forex

                Bhai ap ne thk kaha ha q k market ne tu move krna hs wo ap ko ni daikh rahi k kb ap market mein aen ge aur kb mein ap ko dokha dn ge es lye market ko blam krns chor daen bel k ap apni mistakes ko thk krean ta k ao kamyab hn sakaen
                • #9 Collapse

                  Re: Never blame to forex

                  Loss k bad forex ko blame krna ya forum p rule violation k bad jab accound banned ho jaye to forex ko blame karnay se koe faida nae agar ap ka loss ya account banned hoa hai to is mai forex ka koe qasoor nae ghalti ap ki apni hai kuen k loss honay ki bahot ci caused hain jin ko agar mind mai na rakha jaye to loss hota hi hai is k bad ap forex ko blame na karein apkay loss ki waja apni mistakes hain forex nae
                  • #10 Collapse

                    Re: Never blame to forex

                    G dear apny bilkul thek kha hai ghalti hamri apni hoti hai lalach or overconfidence ki waja sy ham khud loss kar dety han or blame jo hai wo forex pe dal dety han wesy dekha jay to ye insan ki fitrat hai khud ka ghunah dosry pe thopna
                    • #11 Collapse

                      Re: Never blame to forex

                      g friends aksar log aisa krty hain jo k bohat galat bat hai loss honay par hum rona start kr dae ur forex ko blame kre aise logo ko forex k forum par banned kar diya jata hai simple c bat hai k profit loss kisi b kam ka hissa hoti hain aur humay chaiye k agar koi loss ho b jae to pahle reason tallash kre zarror loss honay k waja app khud ho gea koi na koi galat trade lgai ho gi jaldi main ya phr acha anylise ni kiya ho ga so humay forex ya kisi ko blame krne k bjae pahle khud ko dakhy aur us galti se sabaq hasil kre takay next time app save rahe
                      • #12 Collapse

                        Re: Never blame to forex

                        Agar hamain forex mien loss hota hai to hamain as mien aa ker forex ko hergiz blame na kerna hota hai agar hum as mien aa kere jab bee apna loss ker lain to hamain as mien aa ker fikr na kerna hota hai as lye hamain as mien aa ker her bar mehnat kerna hota hai or es ko learn kerna hota hai agar hamary pass mehnat ho gi to earning b ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Never blame to forex

                          Agr losss ho jata hy ham ko to us mt agr ham ham ya kehty hy k forex ny hamary sath dhoka kiya hy ya galat hy ya nai hona chiya ham ko isny djoka diya hy hamari koi galtii nai hy to ya galat keh rahy hoty hy ham forex ko kuch bhi nai keh sgty hy hamara sab kuch ham r hi depend krta hy ham jo bhi krty hy jhsa bhi krty hy khof krty profit kry ya ham losss kry jo kuch bhi ham kry who ham khod krty hy us k zimadar ham khod hoty hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            Re: Never blame to forex

                            Yes dear agar apko forex trading mein loss hota ha tu ap bajaye forex trading ko blame karny k ap apni mistake ki corection karyn ap se jo ghalti hoi ha jis k waja se apko loss hua ha ap us ghalti se sabaq seekhyn ta next time apko loss na ho, aur forex mein mehnat karn jab forex mein apki learning achi hogi tu ap ko profit hoga aur ap forex ko blame ni karyn gy.aur buisness koi bhi ha tu loss bhi buisness ka hisa ha kyun k jahan ham profit kama rahy hoty hain wahan loss bhi hota ha aur koi bhi aisa trader ni ha jis ko kisi na kisi trade se loss na hua ho is liye forex ko blame na kryn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Never blame to forex

                              Hum jub forex trading kr rhy hain tw forex wlon ny clearly btya hta ha k trade khien b jaa skti ha aur ha aur fore wly hmry loss k zimedar nahi hain jb yh condition jaan krr b hum trading krty hain tw loss hjaye tw forex wlon ki glti nahi ha unhn ny pehky e btya hta ha isky ilwa hmny trade manage khud krni hti ha fores wli hmry trade manage ni krty hum apny sary desicions khd lety hain tw forex wlon ko blame ni krskty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X