Bear loss with patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Bear loss with patience

    Loss hona forex mei pareshani nahi leni chahiye loss ko bear karna chahiye loss ki reasons ko dekhna aap k liye profitable hota hay loss har business ka hissa hay loss hota hay magar its does not mean kay hum worry hojayen aik achi planing ky tehat loss ko recover keya jata hay koi trader asa nahi jis ney sirf profit he profit keya ho loss bhi hota hay just achi mehnat sey acha possible keya jata sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Bear loss with patience

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfannomani پيغام ديکھيے
      Dear friends, forex business main loss ana ek normal bat hay aur har trader ko loss ata rehta hay aur koi bi trader aisa nai hay jisay loss na hwa ho, so loss ko patience say bardasht karna kamyabi ki bunyad hota hay aur traders loss ko sabar lk sath bardsasht kar letay hain aur struggle jari rakhtay hain ek den woh bahut baray trader ban jatay hain.
      Forex trading business man normal baat hai good results kolasa Jay traders copper loss Ho Jaye to usko tension nahi leni chahiye aur apne se mistake se learn karna chahiye jisse wochit reading kar Sakenge
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Bear loss with patience

        forex main loss and profit business ka ek hisa hai lekn jab kabhi apka forex market main loss ho jaye to ap usko sabar say bardasht krain emotional na hon apko chahye kay ap apni galti daikhain kay kis wjah say apka loss howa hai yeh na krna kay loss ko cover krne kay liye forex main big lot lgana start kr dain es trha say ap mazeed loss krain gay ap sabar say kam lain market ko analyse krain phir trade krain.
        • #19 Collapse

          Re: Bear loss with patience

          Jee bhai insan hamesha ghalti se seekhta hai aur jab usko loss hota hai tu woh sambhal jata hai forex trading mein loss hr trader ko hota hai aur aksar traders loss ka experience bhi share krty hein k loss hony pe kis tarah sabr kia aur apni mehnat jari rakhi aur woh apni mistakes ko control kr k aik din achy trader ban jaty hein hum bhi aik din zaror kamyab hongy insha ALLAH.
          • #20 Collapse

            Re: Bear loss with patience

            Is world me jitne bhe business hn us me loss aur profit 2no hote hn forex trading me loss to ajata h lakin wo us loss k ane se kuch na kuch sekh leta h yani log apni galtion se sekhte hn jis ki waja wo age kamiyabi ki traf qadam rakhte hn aur kamiyabi un k qadam chomti h
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Bear loss with patience

              Yes hum main itna patience hona chahye ke loss ko accept karen mayus na hun balky is haqeeqat ko tasleem kerna chahye.ke trade main loss bhe ho sakta hai aur profit bhe.humen apni saari attention trade py deni chahye na ke loss pe pershaan ho jaye.keep your morale always high.Thanks

              اب آن لائن

              Working...
              X